Major aur minor currency pairs mein farq

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Major aur minor currency pairs mein farq
    Major and minor currency pairs mein kya farq hota hai major currency pairs woh hotay hain jin ki aik side pae USD ho jaisay USDCAD, USDJPY, NZDUSD waidhera jub kay minor currency pairs woh currency pairs hain jo hoon tou 8 major currency crosses lakin USD unn mein na ho jaisay AUDJPY, AUDNZD, NZDJPY waighera
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Major aur minor currency pairs mein farq

    Gee haan bhai aap nay theek kaha hai aur simply aisa bhi kaha ja sakta hai kay jin currency pairs mein USD ka cross hota hai woh major currency pairs hotay hain aur jin currency pairs mein USD ka cross nahin hota woh minor currency pairs hotay hain
    • #3 Collapse

      Re: Major aur minor currency pairs mein farq

      Dear p ne dekha ho ga humry pass jo market watch show ho raha hota hai aus mai humry pass sary pairs show ho rahy hoty hai aus mai jin k sath usd aa raha hota hai wo sary major pairs hai.
      jin pair k sath usd ni aa rha hota wo minir pairs hoty hai ab ap ko ais ki detail samjhata hun jis se ap ko asani se samjh aa jaye gi.
      Major aisy pairs hai jin mai USD aa raha hai for example USDJPY, EURUSD, GBPUSD, USDCHF, etc.
      ap ne dekha ho ga k zayda tar log major pair par kaam karty hain kun k aik to ain mai spread kam hota hai aor dosra ain ki moment achi hoti hai ais mai ap ki trade asani se nikal jati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Major aur minor currency pairs mein farq

        G bhai ap nay achi bat share ki hay, forex market main 2 tarah k pairs hotay hain, jen main say kuch major currency pairs hotay hain aur kuch minor currency pairs hotay hain, jentay bi pairs k sath usd ata hay un ko major currency pairs kehtay hain q kah usd ka market main share sab say zayada hota hay aur baki pairs ko minor currency pairs hotay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Major aur minor currency pairs mein farq

          Dear forum member ap ney bhi acha brief kia hey. Dekhain major aor cross pair donon main trading same hoti hey. Major currencies ka spread kem hota hey isi hisab se iski movement bhi kem hoti hey. Cross currencies ka spread ziada hota hey aor inki movement bhi ziada hoti hey.
          • #6 Collapse

            Re: Major aur minor currency pairs mein farq

            Dear major currency forex trading market mn wo currency hotibhain jin mn USD involve hota hai aor minor currency pair mn USD ni hota major currency pair py trade kr k ham achi earning hasil kr sukty hain aor forex market mn major pair best hain trading k liay
            • #7 Collapse

              Re: Major aur minor currency pairs mein farq

              Bhai jan forex trading mein 2 tarah k currency pairs hoty hein aik major hoty hein jin k sath Usd attach hota hai kionkeh Usd ki pori duniya mein value hai is liye in pairs ko major kehty hein aur jin k sath Usd nahi hota woh minor pairs hoty hein.
              • #8 Collapse

                Re: Major aur minor currency pairs mein farq

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                Major and minor currency pairs mein kya farq hota hai major currency pairs woh hotay hain jin ki aik side pae USD ho jaisay USDCAD, USDJPY, NZDUSD waidhera jub kay minor currency pairs woh currency pairs hain jo hoon tou 8 major currency crosses lakin USD unn mein na ho jaisay AUDJPY, AUDNZD, NZDJPY waighera
                major currencies used in hota hai jo badi badi countries ke hote hai ya nahi Jeena countries Zee News contact Forex trading market se bahut jyada hota hai aur Chote aur minor and currency pairs Hote Hai Jiska Essel Forex trading market Mein Thoda hota hai aur Jis Se Zyada market Mein Asar Bhi Nahi Bolta
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Major aur minor currency pairs mein farq

                  Major or minor currency pairs bank difference hota hai lekin Inki movement same hoti hai aur Main Agar Hum investments Bhi Karte Hain To Hume isme profit and loss be sem 1 = aisa hota hai hame bus chahiye dekhna hota hai kya mai yaha par kaam apni income ke sabse karna hota hai Hamare Paas capital kitna hota hai uska me investment kar sakte hain aur long time ke liye business planning ke saath Humko increase kar sakte hain proper method ammayapper running karne ke liye kachiwala platform provide Karta Hai Aur Hum Log Yahan Par bahut jyada strong Business Development Kar Ke Aage Ki Taraf nikal sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Major aur minor currency pairs mein farq

                    Dear fellow major curencies par trading karna buhut risky hay our specially new members Jo trading ka ithna experience nahe rakhtay osko chaheay ke ko major curencies par trade karnay may ihthiath say kaam lay kionka is my up down ka ziada chance hota hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X