Over confidence sy loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confidence sy loss
    Agar ap ki trading achi hai to b over confident nahi hona chahiye. Trading me confidence zroori hai lekin itna b nahi chahiye k ap jald bazi kary ya koi galat trade kary. Is liye har cheez trading me poori rakhy na kam na zeyada agar ap achy trader ban'na chahty hai to.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over confidence sy loss

    Yes dear overconfident hony se hr kam ma loss hi hota hai q k jb hm khud ko expert smjhny lg jaty hain or smjhty hain k hmy sb kuch aa gaya hai or learning pa fullstop lga dety hain to tb hmy loss ho jata hai kbhi kbhi hm overconfident ho k jaldbazi ma bina kuch soachy smjhy Galt trade lga dety hain jis wajha se bht loss face Karna par jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Over confidence sy loss

      G Bilul dear over confident kabhe bhe nahe hona chahye kyn ke ye ek esy cheez hai jo trader ko magroor kr deti hai ager ap profit earn kr rahe ho tu phir bhe ap ko over confident nahe hona chahye hamesha sabar or tahmul ke sath he trading krne chahye
      • #4 Collapse

        Re: Over confidence sy loss

        over confidence sey trading mei jald bazi hoti ha over confident sey behtreen trading mumkin nahi ha profit lenay pe over confident nahi hona chahiye over confident mei loss possible hota hay kyun kay ap emotional hojatay ho zyada profit zyada trading ka lalach kar jatay ho esliye ap ka loss possible hojata ha koshish karen over confidence sey bachna jitna possible ho bachain
        • #5 Collapse

          Re: Over confidence sy loss

          Jee han kuch members apny aapko acha trader samjhty hein woh is liye k kabhi kabhi unko trade mein profit hota hai aur woh is ghalat fehmi mein hoty hein k her dafa unki trade profit mein jayegi yeh soch bilkul ghalat hai aik choti si ghalti se unko bara loss ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Over confidence sy loss

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
            Agar ap ki trading achi hai to b over confident nahi hona chahiye. Trading me confidence zroori hai lekin itna b nahi chahiye k ap jald bazi kary ya koi galat trade kary. Is liye har cheez trading me poori rakhy na kam na zeyada agar ap achy trader ban'na chahty hai to.
            Assalamu alaikum bhai jaan mai aap ko aaj ek baat batate chalo ke overconfidence Ek bahut hi Buri cheez hai agar Hum Duniya ke kisi bhi Business mein overconfidence karte hain toh hum usme kabhi bhi Kamyab nahi ho sakte aap ko chahiye ke aap trading business Mein overconfidence ko bhool Jaayen aur Hamesha apni proper strategies trading kare
            • #7 Collapse

              Re: Over confidence sy loss

              jee sir jab bee hum log over confident ho jaty hien to hamain her bar loss ka mo dakhna par jata hai es lye hamain jab bee kam kerna ho to hamain es mien aa ker confident say kam kerna hota hai or her bar dakh ker es mien trade kerna hota hai jab hum log jaldi kerty hien to jaldi ka kam shetan ka hota hai or hamain loss bee ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Over confidence sy loss

                Forrx mein agar kuch trade contnue profit dain to trader auto pe over confidence ho jata hy aur ballance se bhi zyada trade laga deta hy jis mein hasil hony wala profit bhi chala jata hy, agar overconfidence trade mein experience se aye to wo theke hy trading fearless karni chahye jab experience ho to
                • #9 Collapse

                  Re: Over confidence sy loss

                  Forex eik buhat acha online business hain agr ham es main over confidence sy trading kary gay to phir hame loss he ho ga or ham phir kabi b kamyab nahi ho sakty es liye forex trading main kamyab honay k liye hame zada zada mehnet karni chahiye or confidence sy trading karni chahiye to phir he ap ko profit ho ga or jab profit ho jay to apny ap ko acha trader samjnay lag jay or phir jab trading kary to phir over confidence ho jay to phir ap ko loss he ho ga es liye hame over confidence nahi ho chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Over confidence sy loss

                    Over confidance hamy is kam my bhot bra losss dyti hy over confidance hamg nai hona choya ya bhot zeada jam ko kharab krta hy over confidance sy ham ko kam nai krna chiya over confidance jo hota hy ya ghoror my chala jata hy our ghoror krny wala bhot losss krta hy who kamayb nai ho sgta hy
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      Re: Over confidence sy loss

                      jeebhai jan ap sai kah rahy hain kay hamen hamesha over confidence sat hamesha loss hi hota hai kyou kay jab ahm apnay ap ko aik cheez ka mster samjhny lag jaty hain to ham uski practice chor daity hain uski learning kam kar daty hain is lea ham jab koi trade laga daity hain to hma apnay confidence main trade nahi dakhty nahi us pay focus nahi karty hain jo kay hamry lea bry nuksan ka sabab banti hai is lea hamesha dehan say trading karni chaea
                      • #12 Collapse

                        Re: Over confidence sy loss

                        Assalam o alaikum dear apka question bohat acha hai aur mai khud yahan new hun ye information mere b kam ayege ,thanks for sharing.
                        • #13 Collapse

                          Re: Over confidence sy loss

                          forex aik online business hain hamy is mai confidence mai kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex iak aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Over confidence sy loss

                            g haan bhai jaan ham kon as main kabhi over confidance nahi rhna nahi chahiy hai q kl as main ham aesa karne se ham as main se loss bhi ho sakta hai as mainhamm ko kabhi bhi aesa nahi karna chahiy hai asmain hamko dil se kam karna chaiy hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over confidence sy loss

                              forex mai jo log over confidence mai kam karty hain unhy losshota hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey hum is mai investment kar ky acha profit gain karty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X