choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.
    forex main choti say choti galti bhe ap ko bohat zida nuksan day sakti hai iss leay fore xmain galti ki koi bhe gunjaish nhi chorni chheay ap ager aik trade bhe wrong put kar dity hain ager ap ki wohi trade nuksan main chali jay tu ap ko boht nuksan ho sakta hai iss leay soch samjh ker forex main km kerna chheay aur sahi postion ka wait ker k kam kerna chaheay phi he ap market main risk ko control main rakh sakty hain,.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

    Dear brother apki bat bilkul theak ha forex trading mn kbi kbi chhoti see ghalti bhi bahot ziada loss ki waja bn skti ha lehaza koshish krni chayay k chhoti sa choti ghalti sa bacha jay tub he ap trading ko kamyab bna sktay hn aur profit hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

      Yes dear trading ma koi bhi mistake choti nahe hoti q k us choti c mistake se bhi bht zayada loss face krna parta hai hmy esi liye jb bhi koi mistake ho to use ignore na kren us se learn kren usy improve kren or try kren k wo dubara trading ma repeat na ho tbhi ap successful trader ban skty hain
      • #4 Collapse

        Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
        forex main choti say choti galti bhe ap ko bohat zida nuksan day sakti hai iss leay fore xmain galti ki koi bhe gunjaish nhi chorni chheay ap ager aik trade bhe wrong put kar dity hain ager ap ki wohi trade nuksan main chali jay tu ap ko boht nuksan ho sakta hai iss leay soch samjh ker forex main km kerna chheay aur sahi postion ka wait ker k kam kerna chaheay phi he ap market main risk ko control main rakh sakty hain,.
        Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Forex trading Jaise critical Business mein choti si Galti Galti ko ignore nahi karna chahiye bol ke aapko chahiye ke aap us Galti ko Apne notice Mein Rakhe aur next time us galti se bache Nahi To aap kabhi bhi us Galati se nahi bhej Sakte
        • #5 Collapse

          Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

          jee dear ap sai kah rahy hain kay hamen apni sari galtaion ko note karna chaea or un ko gor kar kay forex dobara profit gain karna chea jab ham apni choti say choti galtion ko sekh kar kam nahi karen to gay hamnen koi bra nuksan ho sakta hain is lea hamen apni mistakes ko practice say kam karna chaea jitna ham prctice karen gay hamri mistakes kam hon gi
          • #6 Collapse

            Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

            Bilkol ham ko cjoti sy choti galti ko bhi ignore nai krna chiya hamy chiya k hama apni galtiya bhi chahy who choti si hi kio na ho ham un ko ignore na kry ham sahi kam kry sahi trha sy our un my ham kamyabi dhody galtiya haamri ham ko bhot kuch sekhati hy pr agr ham sekhna chahy to tb
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

              G dear brother apki bat bilkul teak hai k choti se choti ghalti ko b ignor nahi krna chaye.koi b kam hai usko acha se acha byan krna hi khoobsurat lagta hai.or forex aesa business hai jis me kesi ghalti ki koi gunjaish nahi hai.forex business ko online time dena or hardwork krna profit ka baais banta hai
              • #8 Collapse

                Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

                Ap nay belkul right bat ki hai agar hum forex mien aik choti see mistake kerty hien to hamain us ko ignore na kerna chahye q k jab hum us ko ignore kerty hien to hum bar bar us ko repeat ker sakty hien es lye hamain kabi bee apni mistakes ko repeat na kerna chahye or mien bee aisa he kerta hoon or apna mistakes ko repeat na kerta hoon.
                • #9 Collapse

                  Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

                  g han bhai asa he hai forexmain jub ham kam rrhy hoty hain ager ap say koi choti se bhe mistake ho jay tu ap osy bhol jaty hain mger wohi mistake ap ko next step pay ja ker loss daioti hai es leay ap ko asi mistake per kabu pana chahea aor ingnor nahi kerna chaheaa ap jitna ziada apne mistake ko control main rakhain gay loss ko bhe ap control main rakh sakty sakin gay.
                  • #10 Collapse

                    Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

                    G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka humy tarad me koi b galti ignore nahi karna chahiya q ka choti sy choti galti ko ignore karny sy boht bura nukasn ho sakta hai is liya humy chahiya ka hum soch samja ka apna work kary or kisi b galti ko ignore nai kary
                    • #11 Collapse

                      Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

                      G han trading mein agar choti c bhi galti ho jae to ye bari galti ka baes ban sakti hy, lehaza choti c bhi galti kl ignor nhe kea ja sakta agar galti ho bhi jae to apna knowledge improve karna chahye taky next time bacha ja saky, galti aksar lalach ki waja se ho jati hy ya lake of knowledge ki waja se hoti hy,
                      • #12 Collapse

                        Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

                        Brother apbke bat theak hain hame forex me kamyab honay k liye choti se choti galti ko b ignore nahi Karna chahiye balky us galti ko dayky or next time us ko theak kary to phir he ham successful or achay trader ban sakty hain or Jo person choti se galti ko ignored kar dyta hain or phir wo kabi b acha trader nahi ban pta hame es liye hame choti se galti ko dayky or phir he hame kamyabi milay ge
                        • #13 Collapse

                          Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

                          forex markt ek ayse markt hye jo kse ke ek mistake bhe nahi zaya krte and os mistake ka zarori neteja de kr rehte haye as leye jo hum forex me ye khete han ke tora to risk leya tha and bohat sara loss ho gaya hye as leye forex me mistake ke koyi konjayash nahi hote as leye jo mistake ek dafa ho jaye phr wo mind me rahe ke phr nahi krne wo mistake warna kabi bhe hum trader nahi ban sakte
                          • #14 Collapse

                            Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

                            Assalam o alaikum dear apka question bohat acha hai aur mai khud yahan new hun ye information mere b kam ayege ,thanks for sharing.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: choti say choti galti ko bhe ignor nahi kerna chheay.

                              forex mai hamy aik cote galti ke waja sy hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahio hota hamu rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamare learning mai azafa hota hain hum internet py babypips py be learning hasial kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X