Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?
    Forex market mai aksar up aor down hoti rehti hai so apkay knowledge k mutabiq kiya ye market khud say chalta hai ya brokers chalaty hai so agar apkay paas koi specific knowledge ho tu zaror yahan par sgare karay maire khyal mai forex market khud say chalta hai aor jo trades hai wo eski simt ko set kartay hai q keh jitne ziyada trades kesi saide par hongay osi taraf market chalta hai kay ilawa baray baray banks be market ko control kartay hai jab wo chahtay hai osi taraf market ko set kar daite hai so ye clear baat hai k brokers ka forex market ki up aor down mai kesi kisam ka amal dakhal nahe ...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

    G asslam o alaikum brother i hope you will be good. And main apki in baton sa agree krta hoon. And apko ap k sawaal k mutaabik kahna chahta hoon k ya jo trade hoti hy isko broker hamary khiyal main nahee chalaty balky ya khud hi chalti hy. And is ki jo simat etc hoti hy wo trades hi khud set krty hain. Ya hamary liye bahot hi zyada faida mand cheez hy. Hamain is ki respect karni chahye.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

      Nahi Forex broker nahi chalate hain isko control nahi karte hain wo jis pe investment Lekar Aate Hain full actress hot medically chalta hai woh market ki demand and supply ke sabse chalta hai market Mein dekh lena hota hai ki market APK is condition mein chahiye Uske sabse broker investments ko Lekar Aate Hain uski absent on ko baat karte hain Itna jyada hai isme investment Hoti Hai Itna Jyada isme business ko samajhna padta hai usme kaam Koi sunale Itna Jyada abhi Aapka kaam freshmint ke sab Karenge aap ke liye itna achha ho jayega
      • #4 Collapse

        Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

        Forex trading mein market up aur down hoti rehti hai aur mery khayal mein market ko brokers nahi chalaty balkeh yeh khud hi chalti hai kionkeh market ki movement ko rokna brokers k bus mein nahi hota.
        • #5 Collapse

          Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

          Aap ko Maloom hona chahiye kya forex market nahi broker muskurata hai ya nahi broker ko chalata hai...aap ko Maloom hona chahiye ke forex market broker apni Marzi se man nahi karta real me money add different countries ki economy current situation automatically move karta hai.
          Hame chahiye Kaise Hum market Mein trending Kare Toh Humne apni trading karne ke liye market Mein long term trading karna hoti hai aap ko Maloom hona chahiye K trading Qatar Qatar Mein Chahiye Hota Hai ke hum Jain market Mein trading Kare to Hame Apne analysis acchi Rakhna chahiye.
          forex market Mein trading karne ke liye Hame Chahiye Hota Hai Khilona market Mein analysis Kare to home long term trading Kare aur apne motions ko control mein kare market, aapne analysis Karke trade open karna Hota Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

            dera ap ki aj ki thread bahut hi achi hy waqi forex karket ky bary mai bahut sy log bahut si baty kerty hy kuch log yi kehty hy ky forex ki market ko hm log nahi chalty hy balky broker hi chalta hy halak hy mai samjhta hun ky yi bat bi galt hy un logo ki forex ki market ko hm log hi chalaty hy or kuch logo ka yi bi kehna hota hy ky forex ki market ko ager hm log nahi chalty hy tu hamri lagi hoi trade loss mai kiyo chali jati hy or akser hm log market mai slipeg daikhty hy laikn ager daikha jay tu mai samjhta hun ky forex mai ager kamyabi ki bat ki jay ya trdae ko profit mai band kerny ki bat ki jay tu lazmi ap ko yi khud sy kerty hy broker ka kam sirf ap ki trade ko entr kerna hota hy.
            • #7 Collapse

              Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

              forex markeet ko broker nahi run kerta broker tu sirf ap ki trade ko lgwa ker daita hai is markeet say aur app say spread ki sorat main commiton charg kerta hai aur ap ko profit lay ker diata hai broker ka yehi kam hai k ap ko services daina baki kam forex markeet he kerti hai ju bry bry bank aur stock exchange chala rahi hain iss market ko.
              • #8 Collapse

                Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

                Dear jaha tk mujhe thori se information hai ap ke sath share krta chalon forex market khud he move hoty rehty hain kyn ke ye currency or gold oil ke base per bana huwa business hai or khas kr ke country's afact ka is pr ziyadeh asar parta hai faraz kren jesy usd ya phir eru hai jesy he koie prostate hota hai un country's main tu os ka asar market pr prata hai or ager koie gulf country's oil ko rock lain tu or sale na kre tu os ka bhe afact market per parta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Forex market mai aksar up aor down hoti rehti hai so apkay knowledge k mutabiq kiya ye market khud say chalta hai ya brokers chalaty hai so agar apkay paas koi specific knowledge ho tu zaror yahan par sgare karay maire khyal mai forex market khud say chalta hai aor jo trades hai wo eski simt ko set kartay hai q keh jitne ziyada trades kesi saide par hongay osi taraf market chalta hai kay ilawa baray baray banks be market ko control kartay hai jab wo chahtay hai osi taraf market ko set kar daite hai so ye clear baat hai k brokers ka forex market ki up aor down mai kesi kisam ka amal dakhal nahe ...
                  Assalamualaikum ji bhai jaan mere yaar main Yahan property Kaise aapko batata hoon ke choone kisi ki sim ki manual import involvement nahi hoti 1 automatic system se chalta hai aur koi changing nahi kar sakta Jaise insulin by Jyada Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

                    Sir mery khayal mien es ko broker na chalty hien yeh khud be khud chalti hai jab kesi cheez mien considration zayada hoti hai to us mien hamain tezi nazar aa jati hai es lye hamain forex mien aa ker yeh try kerna hota hai k hum in cheezo ko chor ker khud say earning karian or khud per bharosa ker k trading ko start ker dian.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

                      G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka market ko brokers nahi chalaty ye khud chalti hai or ye khud up down hoti rahti has or ye ek boht bari market hai ye khud he chalti hai q ka jo market Ki movement hoti hai usy broker b nahi control kar sakty
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

                        forex bohat bara business hain is mai bohat log kam karty hain hamy is mai brokers account bana kar dety hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai poor mans or job less mans ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

                          forex aik out off class business hain is ko bohat sy brokers mil kar calaty hain or jab yai move karte hain to hamy loss ya profit hota hain hum is mai apne marze sy time table bana kar trading be kar sakty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market khud chalta hai ya brokers chalaty hai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                            Forex market mai aksar up aor down hoti rehti hai so apkay knowledge k mutabiq kiya ye market khud say chalta hai ya brokers chalaty hai so agar apkay paas koi specific knowledge ho tu zaror yahan par sgare karay maire khyal mai forex market khud say chalta hai aor jo trades hai wo eski simt ko set kartay hai q keh jitne ziyada trades kesi saide par hongay osi taraf market chalta hai kay ilawa baray baray banks be market ko control kartay hai jab wo chahtay hai osi taraf market ko set kar daite hai so ye clear baat hai k brokers ka forex market ki up aor down mai kesi kisam ka amal dakhal nahe ...
                            Bhai ap ny bht e imp bat ki h or ye knowledge sb ko pta hona chahiye or bilkul theak kaha h ap ny k market ko broker nahi trader e chla rhy hoty hain jitna traders aek trade py invest krty hain usi simt mai wo trade move krti h... Or brokers ka is mai koi b role nai hota
                            Thnx

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X