Islam kay mutabik forex trading karni cahea ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Islam kay mutabik forex trading karni cahea ??
    helo forum members main yei janna chaeati hon kay forex trading islami nazriye kay mutabik sahi hai ya nahi ?? jesy kay sood laina haram hai islam main to kiya jo faida hamen forex trading say hota hai kiya wo bhi sod hai ya profit????/
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Islam kay mutabik forex trading karni cahea ??

    janab ap ka sawal to kafi had tak theak hy mager jahan tak mera manana hy forex aik carobar hy jis main ap invest kerty ho phor us py mehnat ker ky kamaty ho aur jis chez main mehnat li jay ya invest kiea jay wo kam kabi galat ya heram mai hota aher ap invest na kerty ya us py mehnat na kerty meri nazer main to bilkul theak hy
    • #3 Collapse

      Re: Islam kay mutabik forex trading karni cahea ??

      Dear friends, jaha tak maine research ki hay to forex trading islam main jaiz hay, q kah islam main sod haram hay aur forex trading main koi sod nai hay agar es main sod hoga to yah haram hay otherwise yah jaiz hay, esleay insta forex ka account banatay wakt hamain es bat ka kheyal karna chaheay aur swap free account banana chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: Islam kay mutabik forex trading karni cahea ??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
        helo forum members main yei janna chaeati hon kay forex trading islami nazriye kay mutabik sahi hai ya nahi ?? jesy kay sood laina haram hai islam main to kiya jo faida hamen forex trading say hota hai kiya wo bhi sod hai ya profit????/
        Forex trading Islam Mein Halal hai isme kuch Aaram nahi hai bas Aap Ko Itna Karna Hai Ke Jab aap apna Forex trading ka account Banaye to swap free account Banaye is se aapke trading Halal Hogi
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Islam kay mutabik forex trading karni cahea ??

          forex ma apko jo investment milti ha wo ap posting kar k kamate han or or trading ma ap ko profit or loss dono hota ha agr ap ko profit ho or loss na hota to ya haram tha lakin agr ap ko profit k sath loss b hota ha to ya islam k mutabik halal ha or is ko ap jub marzi istamal kar sakta han.

          اب آن لائن

          avatar Azaad
          Working...
          X