nakami k bad he kamyabi milti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    nakami k bad he kamyabi milti hai
    dear friends forex trading aik bohut he bada business hai new traders ju bhe join kerta hai osy char din loss say guzrna parta hai iss lieay hmain ghbrana nahi chaheay aur hard work kerty rehna chheay jub ap nakam hoty hain tu usi k bad ap ko kamyabi milti hai kyon k ap ko ziada hard work kerny ka dil kerta hai iss leay mehnat kerna nahi chorni chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: nakami k bad he kamyabi milti hai

    Yes dear ye to hota hai k agar banda koi aik kaam kar raha ho aor aus ko bar bar nakami ho rahe ho to kuch time k baad aus ko kamyabi ho jati hai magar ais k liay himat rakhni parti hai ye ni hai k ap ko agar nakami ho jaye aor ap wo kaam choar k beth jao ais liay agar ap ne ais market mai bhi kaam kia ho aor ap ko ais mai loss ho jaye to ap ais mai aisy kaam karo k agar aik dafa loss ho jaye to himat na haro aor aus k baad ap ko ais market mai fiada hona start ho jaye ga aor ap ais market mai faida autha lo gay kun k ais market mai ap ko pata ni hota k ap kab profit banana start kar ley ais liay ais market mai kaam karny k liay mehnat zarori hai.
    • #3 Collapse

      Re: nakami k bad he kamyabi milti hai

      Forex trading aik complicated business ha is mn profit hasil krnay k liay bahot ziada mehnat krni prhti ha jb trading start ki jay to kabi kbi loss bhi ho jata mgr us loss sa sabk seekha jay aur dobara woh mistake na ho ho to ap forex trading sa bahot ziada earn kr sktay
      • #4 Collapse

        Re: nakami k bad he kamyabi milti hai

        Dear har field mn phli bar sy he kamyabi milti aor trading tu bahut he waseeh aor mushkil busniss hai as liay forex market mn kmyabi tak punchny sy phly bahut time ya bahut bar nakami bhe hoti hai as liay nakami py trding ko chorr dana ya mayoos ni hon chahy balky himat aor mehmay sy trading k sath touch rahen aor learning hasil kren asi vjha sy kaha jata hai k har nakami k bad kamyabi zaruri hai
        • #5 Collapse

          Re: nakami k bad he kamyabi milti hai

          Yeh bat to ap ki right hai k jab hum forex mien aik bar nakam hoty hien to hum es mien aa ker apni nakami say jan chorana chahty hien or es k reason ko dakh ker chalty hien k hamain nakami kis waja say hwi hai jab hum us ko jan lety hien to hum pher us ko repeat na kerty hien or hamain pher say es mien aa ker loss ka mo na dakhna parta hai.
          • #6 Collapse

            Re: nakami k bad he kamyabi milti hai

            Bilkul friends nakami ky bad zaroor kamyabi milti hai es waja sy forex ko na chory ky nakami he ho gee practice karny ky bad ap ko experience orr knowledge hasil ho ga jis ki bonyad par ap nakami sy bach saky gy orr earning kary gy orr daily ki zarorto ko pora kar saky gy
            • #7 Collapse

              Re: nakami k bad he kamyabi milti hai

              G Bilkul forex ek big business hai jis main boht profit hai or sath sath main loss bhe boht hai aksar yahe dekhne main aya hai kuch logo ko thory dino main loss ho jata hai or wo forex ko chor ke chaly jaty hain essa bilkul bhe nahe krna chahye kyn ke har nakami ke bad kamiyabi hai jub tk ap girten nhe tu uthey gyen kesy proper knowledge gain krne chahye jitna ho sake market ke trend ko samjhna chahye then ap kamiyabi hasil kr paye gyen
              • #8 Collapse

                Re: nakami k bad he kamyabi milti hai

                hanji bhai ap thek kah rahey hain forex main loss tu her koi uthata ha mager wo he es main kamyab trader banta hau ju forex main dat jata hai aur din rat ess main sekhny ki try main lga rehta hai loss bhe bardasht kerta ha aor sub say jo main bat he k loss kerny k bawjood hosla nahe harta ha wo trader he forex ko win kerta ha kuch arsa ess main msuhkil zror ata ha but wo guzar he jata forex ko chorny ki galti nahi kerni chea regular hard work kerna chhea.
                • #9 Collapse

                  Re: nakami k bad he kamyabi milti hai

                  Jab hamy nakami hoti hy to ham sahi kam krty hy ohr us knabd ham sahi trha sy achi trha sy ham mhnat krty hy our ham sahi zor lgaty hy k hammko is my faida ho agr ham is my sahi kam kry balanace apna sahi smbhla k kam ry to is my ham ko bhot faida hy ya kam bhot acha hy is my bhot faida hota hy bs apni galtio ko ignore na kry
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Re: nakami k bad he kamyabi milti hai

                    g bilkul agr hum mehnat krty rhy to ak din zror kamyab ho gay lkn agr koi apny kam mn nakam ho jata hai to us ko himat or hosla nhi chorna chayi yeh zindgi hai har jeet hoti rehti hai lkn agr hum mehnat krty rehy to mak na ak din zror kamyab hoty hai forex business mn bhi start mn agr ap ko nakami ho jaen to apny hardwowking sy kamyab mumkin hai or koshish krty rehna chayi
                    • #11 Collapse

                      Re: nakami k bad he kamyabi milti hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                      dear friends forex trading aik bohut he bada business hai new traders ju bhe join kerta hai osy char din loss say guzrna parta hai iss lieay hmain ghbrana nahi chaheay aur hard work kerty rehna chheay jub ap nakam hoty hain tu usi k bad ap ko kamyabi milti hai kyon k ap ko ziada hard work kerny ka dil kerta hai iss leay mehnat kerna nahi chorni chaheay.
                      Agar traders of Forex trading method karte huye loss Ho Jaye to incorporation nahi hona chahiye Jo Kal Oru Devathai trading and profit hota hai aur loss hair straighting to learn kar sakte hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: nakami k bad he kamyabi milti hai

                        G bahi ya world ka sab say bara online business hy aur as ma bohat say log daily ma earn aur loss kar rahy hoty hain. Trading ma earn karny k ley phely trading ko time aur paisa dena Part hy phr he profit ki umeed hoti hy. Aur forex ma start ma loss hota hy agr hum market ko samj jain to phr loss ratio kam ho jati hy aur profit ratio Zayda as ley phely trading Ap say leti hy.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X