what is the difference between robot trading and manual trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business robot trading main aap kuch nahe kertay hhain sirf robot aapka account manage kerta hay or manual main aapko khud say buying or selling kerna peryi hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear robot aik software hay jo kay forex may automatic trading ka kaam kar ta hay aap jab iss ko on kar laytay ho to ya khud ba khud entries lagta rahta ab ya robot bana kis chees par hay moving average par hay ya r.s.i par ya phir cci par ya phir bb par ya aap ko check karna hota hay iss ka nuqsan ya hay kay ya automatic hota hay matlab iss kay liya computer or internet full time on rakhna hota hay agar internet connection drop ho jay to phir jab aap reconnect kartay ho to ya dobara say entries lagana start kar layta hay iss liay iss kay liya kam say kam 10,000 ka backup chahiya hota hay.
      • #33 Collapse

        manual trading main ham khud analyze kar k phir trade karte hain aor robot khud hi analyze karta hai aor trade open karta hai lekin us k lye poora time computer ya laptop on rehna zaroori hota hai
        • #34 Collapse

          robot trading aik khas machine sa hoti ha or manual jis ko insan kuhd manage kart ha ha so i think its better manaual because we mange our trading accorgding condition
          • #35 Collapse

            apne hisaab sa ytrade karta hai oss ko jaisaprofram karein jata hai wo waise he karta lekin manual trading mein ap situation kay lihaaz say tradin gkarty hain ek bohot he aham farak hai isss sab mein.
            • #36 Collapse

              Forex market mai traders 2 treeko say trading kr sktay hai.(1) Manual,,(2) robot,,or robot say trading krnay k liye trader k pass minimum 1000$ ka balance zroor hona chahiye or robot say trading krnay say robot ka back test zroor krna chahiye or best results k mutabik hi robot ko trading k liye use krna chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #37 Collapse

                robot trading main humain kam karny main kafi risk hota hay jis say humain market main loss ho sakta hay humain hard work kar kay practice kar kay trade main achy say kam karna ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #38 Collapse

                  agar hum robot say trading karen gay to es chakar main humay hamesha profit nai hota so agar hum esmain profit earn karna chahty hay to hum esmain kamyab nahi ho sakty aur eskay liey khud he trading karni chahiey
                  • #39 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: left پيغام ديکھيے
                    agar hum robot say trading karen gay to es chakar main humay hamesha profit nai hota so agar hum esmain profit earn karna chahty hay to hum esmain kamyab nahi ho sakty aur eskay liey khud he trading karni chahiey
                    ge han bhai hmein apne trading mein robot ka istemal krna faida nhe deta he aur robot trading eik automatic system hota he jo trading mein lga dia jata he aur trader ko khud koi order nhe lagana hota he aur es trah se trading ache nhe hote he aur mein to hmehsa yeh kehte hon keh hmein apne trading mein khud ka acha experience ho aur hm apne trading manual kr ke acha profit hasil kr skte hien
                    • #40 Collapse

                      Robot trading or manuall trading dono alag alag trading hoti ha robot may automatic entry lag jati ha or is k against jab haam dakhyen manuall trade ko ye haam khud lagaty han robot trading may loss hony k zayda chanse hoty han jab k forex may manuall trade may kaam looss hota ha
                      • #41 Collapse

                        My dear friend in dono ma buht sa diffrent hi jo robot trding huti as ma ap ka koi amal dakhl ni huta balky ap ki jaga ak robot trading karta hi awor jo manual trading hutai hi as ma ap ka hi amal dakahal huta hi as ma ap hi trade karty hi ap hi hr kam karty hi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          yes dosto robot trading main hum sirf setting kerty hain baki trading robot kerta hai our us main humera koi dakhal nahe hota hai jab k manual main hum trading khud kerty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X