Tension and depression is more than Earning
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex aik best business hai aur aap is business mein daily thora time is business ko detay ho loss or profit kartay ho loss tu hissa hai is business ka pir bi aap is par trading kartay hoi aur yehi business humar first aur last business hai aur yehi future hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Bahi jan tension and depression aik trader ki bari enemies hain es liay aap jab tak fresh ho kar trade nahi karian gay us waqat tak aap earning nahi kar saktay.
      • #78 Collapse

        tension ap ko bilkul nahi leni chayie isi liye ap ko learn krna hoga and forex aik great business hay aur is mein ap ko knowledge lazmi hona chyaie ager ap kay pass knowledge nahi hy tu ap earning nahi kar sakay gayn isi liye ap demo trading karay aur forex market analysis karay takay ap ka experience acha ho .
        • #79 Collapse

          yes i agreed with you jb hum trading krty hain to hum boht tension main hoty hain kiu k tb hum real profit or loss k liya trade krty hain or jb hamari trade close hoti hai to tb hum relax krty hain
          • #80 Collapse

            G bhai forex trading mai hmay just profit ko hi nhi dekhna chahiye blkay loss ko b dekhtay huway trading krni chahiye.Q k mostly traders hust profit ko dekhtay huway trading krtay hai jb k money management ko ignore kr detay hai jb k esa nhi krna chahiye.B serious or market ko analyse krtay huway hi trading krni chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #81 Collapse

              g han han han bhai ap na boat achaw sawal kia ha aur ma ao kui bat sa agree krta hu sur mjy b ya hi lagta ha ka forex aik riskuy bussiness ha aur dost deako ap ko btao ka hamay is busisness ma tension aur depression nhi lani chaiaya kiu ka dost is sa ap ko kam masala ho satka ha aur trading b sahi sa nhi kr sakty............
              • #82 Collapse

                jab ap koi b business krte hain to no doubt k ap ko us main bt hi stress hota hai ap is tension main rahty hain k pta nhi ap ka loss ho ga ya phr profit
                 
                • #83 Collapse

                  forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey issi liyee forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee
                  • #84 Collapse

                    aksar trader forex main loss ki waja sy depression main ajate hain or is bat ko apny di o dimagh main rakh kr beth jate hain k hmain loss ho jaye ga
                       
                    • #85 Collapse

                      jab ap buiness kr rahy hain to ap is ko relax trike k sth apni puri soch or smjh k sth krain business main tension laiyn gy to ap apna ho loss krain gy
                         
                      • #86 Collapse

                        business main stress ap k loss ka sabab hai jab ap apy business main foocus nhi krain gy to ap ko loss ho ga or tension k sth ap kbi b business main focus nhi kr skte
                           
                        • #87 Collapse

                          No dear when you depressed and tense your mind is not present to do good transaction with follow the strategies of Forex trading
                          • #88 Collapse

                            business ap ko traki ki tafr le k jata hai or ap ki aqal or smjh ki bina per lakin jab ap ko business main tension ho gi to ap apni aqal sy kam nhi kr payn gy
                             
                            • #89 Collapse

                              Yes as a trader it is very good for you to follow the main trend at all times that you are in this market so that you will always earn good money at any given time
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                gee friend me ap ki bat se agree krta hn or mere kheyal se to hum tb tk profit hasil ni kr skty jb tk hamara mind saaf ni ho ga mtlb fresh ni ho ga q k tb tk hum market per focuse ni kren gy hamen koi faida ni ho ga infact hamen loss ho ga ....... so trading ko open krne se pehly apne mind ko fresh krna bohat zarori hai .....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X