Kiya forex trading men kamyabi k bahd bhi learning process ko jari rakhna chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men kamyabi k bahd bhi learning process ko jari rakhna chahiay
    Jahan tak mera khayal hey forex trading men kamyabi k liay learning basic cheez hey jo achi learning hasil kar leta hey woh hi achi earning hasil karta hey lekin jo trading men kamyabi hasil kar letey hen woh learning process ko bilkul nhi chortay yehi waja hey kamyabi bhi aesay log hi hasil kartay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men kamyabi k bahd bhi learning process ko jari rakhna chahiay

    Forex trading mn agr apko jald he profit ana shro ho jata ha to apnay apko expert kabi na smjhen trading ka kam itna asan naen hota meray khial mn achha aur kamyab trader wohi hota ha jo hr waqt seekhnay ki koshish kray ap k pass jitna ziada knowledge ho ga profit hasil krn bhi asan ho jay ga
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men kamyabi k bahd bhi learning process ko jari rakhna chahiay

      Lerni g hamari har taime honi chiya ham ko lerning to kabhi bhi nai chorni chiya lerning pr to ham bhot zeada kam kr sgty hy lerning hi to ham konkamyab krwa sgti hy ya hi to ham ko sahi trha sy manig krwati hy trading our is ki waja sy hi to ham bhot avhy trader bn sgty hy to is ko kbhi bhi nai chorna chiya jo bhi ho jaye
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men kamyabi k bahd bhi learning process ko jari rakhna chahiay

        forex market main aap ko pata hona chahiye ki aap successful Agar ho gaye hain to aapko learning process zadi Rakhna chahiye Majid running karne ke liye.
        Kyunki jab tak aap forex market Mein trending karte huye learning process Gari nahi karenge.
        To aapko Umar Kitna Jyada Rone se hone ke chances hai.
        Hame chahiye Ke Jab Hum market Mein trending Kare tho Hame long term trading Karni chahiye aur opportunities ko miss nahi karna chahiye.
        Hame learning process cost of nahi karna chahiye forex market Mein MI trading karte huye learning process Gujari Rakhna chahiye.
        Kyunki Jitna Hum forex market Mein trending karte hain new learning process Karte Rehte Hain Dono Mein forex market Mein uthna acha income Hasil ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men kamyabi k bahd bhi learning process ko jari rakhna chahiay

          Jee sir belkul agar ap ko forex mien aa ker kamyabi mil chuki hai to ap ko es mien aa ker bad mien learning kerty rahna ho ga agar ap es mien aa ker apni learning ko stop ker dety hien to ap ki earning ko bee stop lag jaye ga es lye hamain forex mien aa ke her bar learn kerna ho ga or es mien aa ker dil khol ker trade be kerna ho ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men kamyabi k bahd bhi learning process ko jari rakhna chahiay

            forex trading business ki learning knewledge kabhi khtam nhi hota agr hum forex trading business mein profit earn kartay han tu is ka ye mutalib nhi hy k hum expert trader ban gaye han forex trading business ki learning kabhi khtam nhi karni cahaiye aur learning hasil kartay rehna cahaiye is se trading bhi behtar hoti hy aur profit bhi acha mil sakta hy
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men kamyabi k bahd bhi learning process ko jari rakhna chahiay

              G bilkul forex trading business ma learning ki koi ending nahe hai es ma roz kuch na kuch new hota hai learning k liye ap jitni zayada learning krty hain ap itni hi achi trading kr k profitable incone earn kr sakty hain but jb ap khud ko expert smjh k learning pa fulstop lga dety hain to tb ap ki sucess bhi stop kr jati hai so zayada se zayada learn kren ta k zayada earn kren
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men kamyabi k bahd bhi learning process ko jari rakhna chahiay

                Dear fellows hadees hy k maa ki goud sy kabar tk ilam hasil kro forex trading me b knowledge ki koi limit nhe hy ager ap behtareenbtrader bn b gae hn or ap profitabe bussines b kr rhy hn to b apni learning ko continuoue rkhna chahye baz okat ap ko aisi new strategies mil jati hn jnhn ap ager follow krn to ap apna frofit double kr skty hn q k dunya me new invention or innovations hoti rehti hn.hmen un new technologies k b ilam zror hasil krna chahye learning process ko kbi good bye nhe khna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men kamyabi k bahd bhi learning process ko jari rakhna chahiay

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                  Jahan tak mera khayal hey forex trading men kamyabi k liay learning basic cheez hey jo achi learning hasil kar leta hey woh hi achi earning hasil karta hey lekin jo trading men kamyabi hasil kar letey hen woh learning process ko bilkul nhi chortay yehi waja hey kamyabi bhi aesay log hi hasil kartay hen
                  Forex trading ka business present condition of the world ke hisab se Dupatta Hame learning process Hamesha Yaad Rakhna Hota Hai Kabhi Hum forest training se achi trading kar sakte hain aur profit on kar sakte hain
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men kamyabi k bahd bhi learning process ko jari rakhna chahiay

                    forex mai real account mai kam karny ky sat hamy learning be jare rahkne chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus milta hain hum is mai agar aony sy andazy laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain hamy rozana demo account py 2 ganty practice karne chahey

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X