Learning is pain less but loss is pain full.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning is pain less but loss is pain full.
    Asalam u alikum friends mera aaj ka topic hy k forex trading ma learning karna bohat zaroori hy q k learning say hum ko naqsan nai ho ga aur agr hum nay with out learning trading start ki to us say hum ko loss ho sakta hy Jo k humary ley pain full ho ga q k Tb humary paisy jaty hain as ley hum ko learning lazmi karni chy. Ap ki kia opinion hain as Bary ma?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning is pain less but loss is pain full.

    yes dear forex main tu learning k bina kuch hasil nhe ho skta hain jaab taak aap forex main learn nhe kare gy aaap forex say kuch b earn kiye bina loss kar skte hain forex main earn and learn dono sath sath hain forex main learning k bina kuch b hasil nhe ho skta hain forex main khaas chez he learing hain and small lot hain main apne account big big lot ki waja say wash kar chuki ho
    • #3 Collapse

      Re: Learning is pain less but loss is pain full.

      G han biluk trader key ley learning karny me koi masla nahi hona chaye es me etni mehnat aur tension nahi hay magar loss traders key ley pain full jesa hi hay loss key bad traders afsoos key elawa koch be nahi kar sakty hey, agar learning kar le jaye to ye bahot hi acha hay.
      • #4 Collapse

        Re: Learning is pain less but loss is pain full.

        Aap Ki Baat bilkul theek hai ok 4x market Mein Jab Hum learning karte hain to learning Hamare liye bilkul painless Agar Hum market Mein trading karte waqt Agar Hame loss hota hai to wo Hamare liye bahut zyada painful Tarika hai.
        amazia the laws on AC market Mein Kafi Jyada loss hota hai hame chahiye ki Jab Hum trading Kare Apne instaforex bonus account ke upar to Hame Hamesha stop loss or profit limit Lagana chahiye.
        Jitna Bada Hamara kitne stop loss or take profit limit ko istemal Karenge To Humne overall Apne analysis Ka Pata chalega Yeh Hamare analysis kitne percent Atique hai.
        Aur Hame ISI tarike se market Mein Kafi achha income Hasil hoga.
        Forex market Mein survive karne ke liye Hame loss Ki pareshani Nahi rakhni Chahiye Humein Jitna Marzi loss hota Rahe forex market Mein Hame trading karne ke liye Hamesha normal volume of lot size ke sath trading karte rehna chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Learning is pain less but loss is pain full.

          Humery leay learning us wja say zarori hai k us main dosto koi pain nahe hai app forex ko achy say phelay real account main shuro kernay say phelay learn karein pher us ki practice honi chahy pher he us ko app real main apply karien gya to app ko loss nha ho ga koin k learning pain less hai ye baat app ki theek hai our loss pain full hota hai jo k trader say bardasht nahe hota hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Learning is pain less but loss is pain full.

            Achi misal di hy aony lerning hamara dard kam krti hy our lerning na krny sy hamara drd barhta hy jb leening nai hoti hy to ham us taime agr trade kr rahy ho to phr us taine jo ham ko loss hota hy whonyakeni tor pr bhot bra hota hy our us ki waja sy ham bhot mayouse ho jaty hy our us k bad kam b nai hota hy ham sy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:

            اب آن لائن

            Working...
            X