Forex main news ko nazar andaz karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main news ko nazar andaz karna
    forex business mein news ki bahut zyada importance hai agar hum isme news ko nazar andaz karenge to hum kabhi bhi forex trading mein kamyab nahi ho sakte mein chahiye ke order place karne se pehle ek dafaa news ko check karne ke kahi hamari trade ke anti koi news to nahi..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main news ko nazar andaz karna

    Kuch news aesi bhi hoti hain jo forex ki bahot zyada effect kerti hain jin per forex ki bahot zyada movement hoti hai kei pairs main tou aesi news ko mark ker lena chahiay aur same time main market ki movement ko dekh ker trade open kerni chahiay kyun agar apki trade news time sy pehly open ho tou news ki effectiveness ki waja sy apka account wash bhi ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex main news ko nazar andaz karna

      Gee haan brother forex mein news forex market per bahut zayada impact dalti hain jis ki wajah sae market ki movement mein bahut zayada tezzi ati hai news actual dollar kay up ya down honay ki hoti hai ya oil ki value change ho sakti hai jis ki wajah sae aur bhi currencies aur metals bhi mutasir hotay hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex main news ko nazar andaz karna

        Forex.mein news ki bahut zayada aehmiat hoti hai aur hum iss mein agar interest lain aur forex trading news ko follow ker kay kerain gay tou humari trade bahut zayada kamyab ho sakti hai jis sae humain bahut acha profit hasil ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex main news ko nazar andaz karna

          Forex trading Mehndi usko Nazar Andaz nahi karna chahiye Jab Hum forex market Mein trending karte hain toh hum ne usko Nazar Andaz karte hain Toh Humein market Mein Zyada losses hone ke chances hoti hai.
          American me calendar ki news ko Nazar Andaz nahi karna chahiye Kyunki aap ko Maloom hota hai ki Jab Amar ki tuna trading Karenge toh market main aapko Hamesha stop loss or take profit limit Lagana chahiye.
          aur Hame Akon me calendar nahi uske upar trading karne ka pata hona chahiye Jab Hum Ek on my calendar news trading Karenge toh main market Mein Kafi achha information Hasil Ho sakega market Mein trending certificate.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main news ko nazar andaz karna

            Dear friends forex trading me news aham rol rol plsy krti hn akser okat different countries me money valued or devalued hony k news ati rehti hn forex trade me ap jis pair me trading kr rhy hn khas tor py aisi news py nazar rkhn economic polices change hoti rehti hn is lye deal dalny sy phly news pr b nazar rakhn ta k loss sy bach sakn
            • #7 Collapse

              Re: Forex main news ko nazar andaz karna

              Je ha bilkul sahi kaha apny ager ham news ko nazar andaz ker ke trade order kary ge to phir bhi ham lose me jaye ge hamy har side se market ko analysis karna jo ya phir aap aisa samjh ke ke market se jo attached jo bhi ho raha hai hamy ussy bharpur tareeky se analysis karna ho tabhi aap kamyaab trader bun sakty ho
              • #8 Collapse

                Re: Forex main news ko nazar andaz karna

                News zeada tr narmal hi ati hy us sy itna zeada frk nai prhta hy is liya news ko chor k ham marekr ko wasy smjhny ki koshish kry to phr ham kamyab hy news jo bri ati hy sahi trha sy un pr hamy dyhan dyna chiya who phr hamy kamyab bna sgti hy un sy ham ko phr koi lss ai hoga agr dyhan dy gy un pr
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main news ko nazar andaz karna

                  forex main news ka kafi bara role hay is kay bgyr hum kam karty hain to trade main kafi loss ho sakta hay jab b news ati hay to market main kafi ups and downs hoty hain jis say bach kar rhna hota hay kun kay agr is doran hum trade ko place karty hain to humain ho sakta hay acha profit ho jaye ya to humain big loss b ho sakta hay so is time ko avoid karna chahaiye
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main news ko nazar andaz karna

                    forex trading main news ki boht ahmiyat hai q k news wo awamal hoty hain jo market par boht gehara asar rakhty hain tu hmain news ko kbhi bhi ifgnor nahi karna chahye infact hain os main apni market kos mhhny ki slahyat rakhty howe kam krna chahye ta k hmain loss na ho or hum apni trading ko news ko chek karny k sath sath karni chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main news ko nazar andaz karna

                      forex mai news ke bohat ahmeyat hain hamy in ko rozana dahkna chahey hum news py trading be kar sakty hain agar hum news ko nazer andaz kary gy to hum kamyab nahi ho saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real or unique business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main news ko nazar andaz karna

                        hamy news ko mady nazer rahk ky mahnet sy kam karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agara lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main news ko nazar andaz karna

                          brother forex mein news forex market per bahut zayada impact dalti hain jis ki wajah sae market ki movement mein bahut zayada tezzi ati hai news actual dollar kay up ya down honay ki hoti news jo bri ati hy sahi trha sy un pr hamy dyhan dyna chiya who phr hamy kamyab bna sgti hy un sy ham ko phr koi lss ai hoga agr dyhan dy gy un pr

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X