Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat
    Dear friends ma ap sb new old members sy yea baat share karna chahta hun ky agar humein forex mein kamyaab hona hai to apna knowledge or experience ko barhana hoga humein chahye ky hum daily forex par aein or yahn apna knowledge or experience knowledge share krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

    Forex mai knowledge aor experience ki bahot ziada ehmiat hai kuen k yeh forex mai survive krne k lye basic things hain agar ap log forex mai acha profit laina chahtay ho to forex k knowledge aor experience lo hasil karein phr is k hisaab se apni trading strategy ko tyaar karein aor aor market mai loss k risk ko daikhtay hoye achi planning k sath apni trading se profit gain karein
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

      Assalam.o.Alaikum ji bilkul ap ne si pocha hai knowledge or experience ki bht ehmiyat hai forex main bcz forex ek aesa business hai jahan experience or knowledge ki bht zrort hai jis ke pas knowledge or experience hoga wo bht successfull hoga... Experience or knowledge ki wja se hum trafing bht achi kr skty hain or bht acha earn kr skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

        G han kisi bhi business men knowledge aur experience k bagher kamyabi mumkin nhi hoti iss liay forex trading men bhi achi learning k bahd knowledge aur experience ki zaroorat hoti hey aur jo log trading start karnay k bahd bhi knowledge hasil kartay hen woh achay traders ban jatay hen
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

          G bhai ap nay achi bat ki hay, forex trading main kamyabi knowledge aur experience par depend karti hay esleay hamain koshish karni chaheay kah zayada say zayada knowledge aur experience hasel karain aur koshish karain kah apna knowledge aur experience dosro k sath share zarur karain ta kah juniors ka bi faida ho.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

            g haan bhai jan hamre pass knowledge ho aor as main experience bhi ho tu as main har aik kamyb ho sakta hai jis ke pass knowledge aor experience ho wo hi as main kamyab ho sakte hain as main ache se kam karna chahiy hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

              G dears ap ny thik kaha hai forex mai ager ap ky pas knowledge orr experience ho ga to ap aik achy trader bn sakty hai forex mai ap ky pas jetna knowledge ho otna kam hai forex mai wohi trader kamyab hai jis ky pas experience orrr knowledge ho
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

                Dear friend ap bilkul sahi kaha forex trading aik aisa business h jis me sakht mehnat lagti h sub se pehle is me work karne ka experience hona chaye jisvse humare knowledge me izafa hota h new member in ko sekhne k leye seniors ki madad len is forex me knowledge aur experience 2no ahmiat ka hamil h
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

                  Dear frend agar hmara khowlage or experions nai hai forex k bary mai to hm daily ka aik ganta dy forex ko ya sara din kam kary hmara west he hota hai kun k jab hmy achy bury ki pehchan he na ho to hm forex mai he kamyab ho sakty hai na ke kuch earn kar sakty hi es liye pehly forex ki learning ki jaye phr os k bad he es mai earning k bary mai socha jaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

                    HUm forex main knowledge our experience ko increase karein gay to pher he dosto us main hum ache learning our earning ker pain gay hum forex main jab tak mehnat nahe karien us ko siekhnain gay nahe tab tak us main hum kabhe bhe ache profit earn nahe ker pain gay humena forex main aik dosarey ka sath bhe experience sharr kerna chahy pher he us main kamayab trader pain gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

                      Knolig our experince ki bhot ehmiat hy is bisness my ya dono ho to tb ham kamyab hy experience ab to har koi bnna chata hy our knolig to ham b har koi hasil kr raha hy har koi ab is my zeada sy zeada mhnat krr raha h to phr ab ham ko bhi logonko dykh k kamyab hona chiya mhnat krni chiya hamy b our hamy rokna nai chiya hamy bhot hardwork krna chiya
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

                        forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy fore aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain yai aik real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

                          Forex trading business ko hum knewledge aur experience k baghair nhi kar saktay kiok knewledge hasil kar k is business ko samjh saktay han aur demo account par peactice se experience hasil kar saktay han knewledge aur experience ho ga tu hi trading bhi achi ho gi aur earning bhi achi ho gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

                            dear forex business main experience aur knowledge ki bahut aehmiat hay for example ham kisi kaam k baray main jantay he nai hain hamain uska pata he nai hay k kaisay karna kaisay is main faida hoga aur kaisay is k lose say bacha ja sakta hay to ham us main earning kabhi bhi nai kar saktya hain ab aap he batain k forex main experience aur knowledge ka kia kirdaar hay aur is ki kia aehmiat ho sakt hay mairay khayl say in k baghair forex ko join karna sara sar apnay aap k sath ziadati hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein knowledge or experience ki Ahmiyat

                              Assalamualaikum dear friend Ye Baat bilkul theek hai Forex trading karne ke liye Hame sabse Pehle knowledge or experience bahut zaroori hai Agar Hum Apne junior say knowledge or experience seekhne Tu Hume bahut zyada fayda hoga Agar Hamare Paas knowledge experience nahi hoga toh hum kabhi bhi Kamyab nahi ho sakte Achha profit Hasilnahi kar sakte iske liye Hame minute ki bahut Zaroorat hiphir hi kamyabi milegi Achha bonus Hasilkar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X