Why 95% beginner look face huge loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    janab iski sab se bardi waja yeh hai k beginners is kam ko learn kiye bagheir he is pe kam start kar dety hein aur non experienced honay ki waja se loss ka samna karna parta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex markeet meen trading kee doran agar beginners kuch cheezoon ka khiyaal rakheen too woo huge loss see buch saktee hain . aagar forex ko seekh kar kareen . lots size sooch samajh kar rakheen
      • #33 Collapse

        brother ye wo log hoty hn lo yahn par proper learning ka r k ne aty hnapko yahn par aik proper planing kar ky ana chaye hai apko yahn par real account me kaam karny sy pahly demo account par lazman kaam karna chaye hai
        • #34 Collapse

          Forex trading aik karobar he learning aur expereience ka new comers jab ate hin eskarobar min to wo chahte hin k buhat sara profit jald hi hasil kar k kamyab forex trader ban jaein magar hota ye he k wo sab new comers loss kar jate hin es lei main to sab new ane walon ko ye hi kehte hin k wo lagatar trading karin aur pehle demo account pe work karin aur pane tareeqe kar ko check karin phir wo real account ki side pe aaein aur unlimited earning karin es karobar se.
          • #35 Collapse

            Dear i think, Biginner likewise can establish profit, But he Should operate difficult to be able to recognize forex trading . AND ALSO he In the event practice from demo accounts Just as much As possible, So, my partner and i think , he can in addition make good profits through precise account easily...
            • #36 Collapse

              my dear ........sub se pehly beginner k lye ye hai .....k wo real account ki bajaye demo account may practice kry .....only 6 months.......bar bar practice krty jay ...aur learn b krny ki koshish kry .
              • #37 Collapse

                forex trading business main 95% log islye huge loss main chaly jaty hen kun ky wo forex trading ko satart karny main koi plaining nahi karty hen or wase hi forex trading main good profit earn karna chahty hen lakin forex trading business main hamen full plaining ki zroorat hoti hai tab hi ham forex trading main acchi trading kar sakty hen .
                • #38 Collapse

                  kafi sari mistakes hai jin se loss hota hai y business dunia ka koe etna risky business nahi hai jitna k y business risky hai jb hum logo ki mistakes mil jati hai tu loss na ho tu kia ho es lia tu forex ma ak kahwat hai first learn then think earn
                  • #39 Collapse

                    pppele baat wo yahan pe new hoty hain or unku itnaa experince nahi hota ha earning ka wo yahan pee gaalat malat order laaga k age a jaty hain or loss ly k wapis chalee jaty hai
                    • #40 Collapse

                      Beginners ko starting mein losses ziada hote hain or yeh hota hai q k beginners k pass experience or knowledge achi nahi hoti hai or big reason starting mein losses k yeh hote hain k beginners se greed or emotions ache se cntrol nahi ho pate jis se losses ziada hote hain.
                      • #41 Collapse

                        yes dear 95% log loss ka shikar is lye hote hain wo lalach krne lagte hain copy write krte hain copy write krte hain forex me preparation ke begair hi work krne lagte hain aur bhot emotions se work krte hain
                        • #42 Collapse

                          new bies bgahir soche smjhe iss busienss ko karte hain or unhain shai trha is business ka pta bh nahi hota or wo chahte hain k aik din main ameer admi ban jaen wo greed karte hain or sara capital loss kar bethte hain.
                          • #43 Collapse

                            Brother ye aik aisa business hai jiss main hamain hopeless nahi hona chahoye or lgataar mehnat kartay rehna chahiye or agar iss k baaray main knowledge na ho to iss se loss hota hy.
                            • #44 Collapse

                              Well, I think that, forex is one of the challenging business in the world. It is one of the risky business in the world. I think that, 95% beginner look face huge loss in the forex trading because for their lack of forex knowledge , skill and forex experience.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                is ke kafe sare wajo hate ha ke forex trader trading me loss karte ha wo cahte ha ke hame apne balnce ka double kase kar sakte ha is lye ap ko caahye traidng se acha earn kar

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X