Forex trading mein small lot size use krna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein small lot size use krna
    Dear members,ager aap trading mein new hein aur experience hasil krna chahty hein tu trading mein small lot size use krein kionkeh is tarah loss ka khatra kam hota hai aur trading experience k liye balance ka hona boht zarori hai,small lot se balance safe rehta hai,trading risky nahi hoti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein small lot size use krna

    yes forex trading main agar small lot use kare gy tu bhot he acha hain qk small lot say ye hota hain k aapka accoutn safe rehta hain big lot say account wash hone k chances b bhot hote hain small lot he account ko wash and safe rekh skti hain forex main sab say ziyda aham chez hain vo lot size hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein small lot size use krna

      G han forex trading men new traders ko chahiay k woh trading k daoran small lot size ko use karen kiun k agar acha profit nah milay tu ziyada loss bhi nah ho iss liay koshish karen k new traders start men choti trade lagaen ta k loss kam ho aur account wash bhi nah ho
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein small lot size use krna

        G bhai ap thek kah rahay hain, forex trading main survive karnay k leay hamain kam lot size hi use karna chaheay q kah agar hamara lot size kam hoga to ham bahut arsa tak trading kartay rahen aur experience hasel saktay hain q kah small lot size use karnay say hamara account wash nai hota aur loss hota bi hay to bahut kam hota hay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein small lot size use krna

          Dear friend ap ki bat drust h ager ap is forex trading men new hn to ap ko un ko knowledge ki zrorat h new members ko chaye lot siz ka istmal ziada karen ta keh un ko koe mushkil na ho is se humen faida hoga jis se acount wash nahen hota aur ziada der tak threading kar sakte hn

          اب آن لائن

          Working...
          X