Robot Trading is risky
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot Trading is risky
    Friends mai apko aj ye batana chahta hu k hum manual trading krty hai start mai or jb ham apnay apko bhut expert samjhnay lagtay hai to hum manual chor kr koi robot purchase krty hai or robot ko trading pay laga dete hai jisse auto trading hoti hai to mai apko warn krdon k ye bhut risky hota hai, ap start mai bhut choti c amount say trading start krty hu or din rat mehnat kr k pese jama kr k khud ko unchain pay phunchatay hu or waha phunch kr apna sara business ek machine k hath mai dedete hoto isse nuqsan hune k chances bhi bhut ziada hai, q k robot trading bilkul bhi reliable nahi hai, robot insaan nahi hai jo wo soch sake wo bus market deikh kar up or down pay work krta hai to meri rai ye hai k khud say jitni hu sake utni trading Karen or apna mehnat say banaya howa account kisi machine k hath main a den, Thanks!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot Trading is risky

    sir mery pass robort trading ka kio bee experience na hai es lye mien es k bary mien kuch bee na kah sakta haoon or wesy bee mmien sirf or sirf apny skills per he yaqeen kerta hoon or mien khud say he trade kerny ka qail hoon es lye hamain forex mien aa ker her bar robot trading jis ko ati hai to kary or jis ko na ati hai wo na kery.
    • #3 Collapse

      Re: Robot Trading is risky

      G Ap ki baat theak hy k forex trading ma rebort trading baz dafa kafi loss day jati hy q k Jo hum trade open karty hain agr wo rebot k zary open ki Jay to Jo hum nay command d ho gai us par wo trade open kar day ga aur agr market ma sudden change aa Jay to reboot us ko pick nai kar saky ga aur as say hum ko Kafi naqsan b ho sakta hy as ley hum ko rebort trading day avoid karna chy. Aur agr rebort trading itni he achi hoti to Jo log as ko launch kar rahy hain wo phr khud he as say q profit q nai lety.
      • #4 Collapse

        Re: Robot Trading is risky

        G han bhai ap thek kah rahay hain, robot trading bahut risky hay, q kah jab koi trader robot trading karta hay to usay profit thora thora earn hota hay but jab loss ata hay to bahut zayada hota hay q kah robot trading main jab news market ki movement ko affect karti hay robot trader usay handle nai kar sakta aur bahut zayada loss ho jata hay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Robot Trading is risky

          yes dear Forex trading mein jo robot trading hoti hai wo Hamare liye Kafi Jyada risky sabit ho sakti hai agar humne forex market mein automatic trading reports ko Shamil Karke trading karni hai to Hame market mein jyada losses hone ke chances hai.
          Hame chahiye ke jawab market Mein trading Kare to Hame opportunities avail karne chahiye aur Hamesha stop loss or take profit limit Lagaye market Mein trading karte waqt.
          Hame Chahiye Hota Hai Ki Hum trading ka ticket opportunities to avail Kare on stop loss or take profit limit Lagaye Jitna Jyada aap acche tarike se market Mein trading Karenge Aap Ko Itna Jyada accha fayda Hasil hoga.
          Hame chahiye ki market Mein Hum trading karte waqt Apne emotions ko control Mein Rakhe aur Market Mein long term trading kare.
          forex market in future trading business Hum Jitna gaya tha market Mein trending karte waqt nahi motions control nahi karte hain Hame market Mein kaafi accha fayda Hasil ho sakta hai Usi Ki Sabse.

          اب آن لائن

          Working...
          X