trading mn profit k liay market ka tajzia kerna zaroori hy. aap ko intahay dhian say aur ehtiat say apnay sarmay ka istamal kerna hy . doosri soort mn aap ka tmam sarmaya zaya ho jay ga isliay market ka tajzia kerna zaroori hy k market ka trend kia hy .