Post delete hony sy bachna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post delete hony sy bachna
    Agar ap chahty hai k ap ki post delete na ho to post ki quality achi kary or achy threads choose kary ta k na threads delete hon or na hi ap ki posts delete hon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post delete hony sy bachna

    Dear aap ki post tab he delete hoti hy jab aap koi ghalti karty hyn yani k agar aap kisi post ko double kar dyn ya phir agar aap ny kisi tread ka reply diy hua hy or agar us tread main bhe koi masla hy to jab wo tread delete ho ge to us k sath sab reply bhe khatam ho jae gy post ki quality ka delete hony sy to koi relation nhe hy mazeed is k bary main koi expert member he bta sakta hy main ny to apny experince sy he is ka jawab diya hy
    • #3 Collapse

      Re: Post delete hony sy bachna

      G han hamain achi quality ki threads aur posts karni chaheay but threads aur posts k delete honay ki zayada tar reason posts ka short hona hay aur posts kar repeat hota hay esleay agar ap chahtay hain kah ap ki posts aur threads delete na hon to ap ko chaheay kah posts ko short na karain aur ap ki posts ki wording same nai honi chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: Post delete hony sy bachna

        Hamy hamesha wohi post karni chahiya jo qabile qabool hu aur quality wali ho knowledge full ho is say hamrai post delete nai hoti na hi hamy koi warning milti hai
        • #5 Collapse

          Re: Post delete hony sy bachna

          asslam o alikum g han bahi jan ap ki bat bilkul thek hy.arg hum ismy chahety hn k humari koi b post delate na ho to humy ismy achi achi post krni chahey or us my us kiq uailty achi honi chahey ta jo b us ko read kry us ko us k baruy my right information mily or wo b is my thwk profit earn kry.
          • #6 Collapse

            Re: Post delete hony sy bachna

            Dear posts ka delete hony sy bachny k liye mera ye mashwara hay k ap ki selection achi honi chahiye yani k ap ye dekhen k ap jis thread py post kar rahy hain kahin ap thread fazool to nai hay jab ap kisi thread py reply karty hain to us k bary mein zaror dekh len aor thread create karty waqat ap ko apna knowledge aor experience share karna chahiye trading k bary mein tan k thread delete na ho is sy ap ka thread bhe delete hony sy bach sakta hay aor baki member ki posts bhe jo reply karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Post delete hony sy bachna

              Pakistan forex forum bhot acha forum hay jo humay knowledge kay saat saat bonus bhi provide kerta hay jis say hum trading ker kay apnay liye profit earn ker saktay han laiken oskay liye humay forum per post create kerni huti hay tu humay chayi kay forum kay rules kay mutabiq post create kiya karay ta kay humari post delete bhi na hu aor humay bonus bhi maximum mil sakay.
              • #8 Collapse

                Re: Post delete hony sy bachna

                G bhai jan is baat ko apny minde main rakhna chaiye ka post delete mat hony dyn post ki delete hony ki ik bari waja ap bazeba jawab hain or jis ki waja say ap apni post delete karwa bethtyn hain ap ki pori koshsh honi chaiye ka jis cheez ka mutalq sawal kiya ja raha hai ap us per pora utryn
                • #9 Collapse

                  Re: Post delete hony sy bachna

                  g haan bhai jaan ham as main posts delete hone se ai traha bach sakte hain kee ham ko as main ache ache psots karne chahiy hai tu hi ap as main psots delete hone se bach sakte hain agar psots delete hone se bachna hai tu as main psts ko dil se kare aor as main ap ko 50 posts se zyada nahi karne chahiy hi tu hi ap ko posts delete hone se bach sakte hain agar as main ap aesa nahi karen gee tu ap kee as forex forum main posts delete hote hi rahen gee
                  • #10 Collapse

                    Re: Post delete hony sy bachna

                    G han mary motabiq post delete hiny ki wja ye hy k aik to post new hoti hy r hm dykhty nai hyn post kr daty hyn us post ki date check kryn km az km aik week porani post hony chaheay q k admin aik week k andr andr post check kr lyty hyn to aik week porany thread par apni post kryn.
                    R dosra ye k jis ny post ki hy wo ban to nai hy bnda ye b check kia kryn.
                    • #11 Collapse

                      Re: Post delete hony sy bachna

                      Bahut achi bat kahi ap ne me agree krta hu apki bat se ager hum. Chahty hain k hum ziada se ziada bonus kren earn or post b delete na. Ho to humain chahye k forum k rules ko follow kren or achi or quality wali posts kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Post delete hony sy bachna

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
                        Agar ap chahty hai k ap ki post delete na ho to post ki quality achi kary or achy threads choose kary ta k na threads delete hon or na hi ap ki posts delete hon.
                        Assalamualaikum ji Bhaijaan agar aap forum par achi aur Army guftagu karte hain Soye Doosre members ke liye bacha Hota Hai Huzoor ki shan Ki Baat Kiya Karte Hain To aapki post ko delete kar diya jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Post delete hony sy bachna

                          Ak thread delete hony ka nuqsan sirf usy nahi hota jis thread hota ha bal k us k sat sat un logo ko bi ho jata ha jinhonain us thread pa apny post keye hoty ha kion k vo bi sub k sub delete ho jaty ha our is tarah sub ki mehnat zaya ho jati ha so apny thread ki quality achi bnaye hood bi nuqsan bachy our dosro ko bi bachaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Post delete hony sy bachna

                            yes my dears hamko as main chahiy hai kee hamas main posts ki mayar rakhe tu hi hamrare posts delete hone se bach sakte haias mainham ko chahiy hai kee ham as main ache ache posts kare aor ham ko as mauin chahiy hai kee ham as main dil se posts kareaor ham as main 50 posts sse zyad posts naho kar sakte hai as main ham ko zyada se zyad mihnat karny cjhahiy jai agar as main acha bonus haisl karna hai tu
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Post delete hony sy bachna

                              Assalamualaikum Forex trading karne ke liye Humne Asi post Karni chahiye Jo qualityki Ho post delete hone ki wajah yeh ho sakti Ke Jab Hum 1 post baar baar Karte Hain iski wajah se delete ho jati hai jab Hum Kisi Doosre member ki post ki copy Karte Hain Iss wajah se bhi delete ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X