Loss ki sab sa bari waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki sab sa bari waja
    Dear friend ma ap logo sa apna chuta sa experience share jarta hon our vo ye ha k ma na aj tak stop loss ki waja sa kafi sara loss kia ha esi leye ap log koshish kary achi analysis k sat trade lagaye our stop loss bilkul bi na lagaye agar waqti tor pa market opposite chaili jaye to wait karly jab ap ki profit wali side pa chali jaye us waqt close karly ma jab bi stop loss lagata hon market us ko zroor hit kar leti ha mujy loss dekr dobara dosry side pa chalti ha ma na to abi stop loss lagana bilkul chor deya ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki sab sa bari waja

    Dear pehli baat tu ye hay kay humay hamesha analysis ki base per hi trading kerni chayi is kay elawa trend ko bhi madde nazar rakhna chayi aor stop loss hamesha resistance and support level kay mutabiq hi lagana chayi kiun kay market in levels kay darmiyaan hi ghomti rehti hay ager hum kam pips ka stop loss lagayn gay tu bhot jaldi hit hu jaye ga.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki sab sa bari waja

      asl me forex me stop loss ka hona bohat zarori hey as ke ek waja ye bhe hye ke markt ka koch pta nahi lagta and aksar big and big account wish kr dete haye as ley hum ko stop loss use karna chahye big hum ko take profit se zaya ke SL lagana chaye chota SL aksar hit hota hye
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki sab sa bari waja

        ap ny sahi kaha hai agar analysis nahi kary gy to ham ko itna loss ho sakta hai jitna ham ny socha b na ho is liye analysis ko adat bana ly chahy ap trading kar rahy hai ya nahi analysis zroor kia kary is sy analysis achy hon gy.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki sab sa bari waja

          Bhaijaan Forex trading Mein without analysis trading karne se loss ho sakta hai isliye Hame chahiye ke proper market ka analysis karne ke baad chatting start kare nlcs Ke Liye technical and fundamental aspects ko jana na bahut zaroori hai trading ke liye aapke paas complete planning hona chahiye management ke sath Forex trading start Kare proper stop loss or profit negative a trend trading karna zaroori hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki sab sa bari waja

            Ni bhai stop loss lagana acha hota ha ap ya tu phr achi trade ni krty ya phr stoploss bht tight lgaty ho ap stop loss aisa lagaen jo na ziada tight ho na ziada berha ho agr ap proper stop loss lagaen ge aur ap ki trade quality ki ha tu ap ka stop loss kbhi ni hit ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki sab sa bari waja

              Dosto forex trading ma bra loss hony ki main wja stop loss ka na lgana hy dosto forex trading ma agr ap bry loss sy bachna chaty hy to es k ly ap zroor stop loss ko use kry kiun k ye ap ko bra loss ni hony dy ga or na he ap ka account wash hony dy ga
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki sab sa bari waja

                Dear hum ko hamesha achay analysis kay bad he trdtrad karni cahy kabi b jaldbazi ya week analysis par trading na karin yh apky lay loss bam sakti hay qn kh jab tak ap market ko achi tarha analysis nahi kar lety ap market kay bary main acha faisla nahi lay sakty es lay hamesha news or dosry effect ko dekhty hoy market ko achi tarha analysis karin or phi apnintrade open karin takh safe rahy
                All The Best Dear Friends
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki sab sa bari waja

                  Bro aap nay apna experience share kia hai jis ki waja say kafi traders ka knowledge main izafaa hoa ho ga market ki movements hoti hi aisi hain market apne pattern kay hisaab say move karti rehti hai iss liye humauin market ki movements ko achy tarikay say analyse karna chahiye taa kay hum aik achi position main entry lay sakain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki sab sa bari waja

                    forex mai jo log kam karty howe lalch or emotions ko qabo mai nahi rahkty unhy loss ho jata hain is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai lalch hamra sub sy bara dusmna hain hamy isy avoid karna bohat zarotre hain forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki sab sa bari waja

                      forex mai loss ke sub sy barre waja hamare bad feelings hain jin ko hum kam karty howe qabo mai nahi rahkty or hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi balm nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain yai aik real business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki sab sa bari waja

                        Forex main loss ki bohat sy reasons hain un main sb sy bara reason greed hy kyun k boht sy traders jin k pass acha experience or acha knowledge bhi hota hy phir b un ko loss ko face krna parta hy kyun k wo lalach main a zyada profit lena chahty hain. or Forex main loss ki dusri bari waja emotional trading b hy.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki sab sa bari waja

                          Assalamualaikum Mere Pyar Mein Forex online trading business Main Na Kami ki vajah Forex ke bare mein maloomat Ka Na hona hai isliye Agar Hum acche a trader banana Chahte Hain to Hamein full experience.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki sab sa bari waja

                            forex main jab ham kam karty howy koi galti karty hain por hamy loass ho jata hain lakin hamy zada tense nahi hona chahey balky hamy apni galtio ko avod kar ky hard work or mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain hamy apny lalch or emotion ko qaboo main rakh kam karna chahey loss hony par market ka koi be qasoor nahi hota
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki sab sa bari waja

                              forex main hamy apny lalach or emotion ko qaboo main rakh kar is main trading karni chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain loss hamy hamari hi waja sy hota hain is main market ka ya hamary broker ka koi be qasoor nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X