Oil trading per kuch pata nahi lagta
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil trading per kuch pata nahi lagta
    Oil trading main kuch pata nahi lagta aap ko malMal hona chahiye ke jab ham market main trading kartay hain to oil market main kabhi agar market aap ki favor main a jati hai hai to market main aapko kafi acha faida hasil ho sakta hai.
    Hamain chiay kay trading kartay waqat hamain market main long term trading karna chiay .
    Or oil per trading karna hai to small trading karain kiun kay oil kabhi kabar hmara sir lay jata hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oil trading per kuch pata nahi lagta

    Wiase tu forex ke sari he market traders ka liye risky hain aur kafi un predictable hoti hain lakin Crude oil ke market bohot he ziada mushkil ha. Crude oil ke market mai price ke movment b currency market ke nisabt kafi change hoti hai jis ke waja say currency market kay traders kay liye iss ko understand karna aur b mushkil ho jata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Oil trading per kuch pata nahi lagta

      Oil pe trade krna risk wala kaam h but agr achi trh analyze krain to Oil ki market move fast hony ki waja sy kafi profit bi mil skta h. Oil ki spread bi km hoti h. Oil ki trading zayada tr short term hoti h q k iski move fast h. esly trade loss ya profit pe jaldi close ho jati h
      Just view ???, Like kon kry ga???

      اب آن لائن

      Working...
      X