Forex trading main jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main jald bazi ka nuqsan
    Dear forex trading ak bahut acha online business hai us lya ham ko chaya ka ham trading hamasha patience ka sath kran kiun ka agr am jald bazi sa kam lan ga tu ham ko big lose ho ga trading ak bahut acha business hai us main patience jaise koi chez nea hai kiun ka sabar jo bhe krta hai us ko phal milta hai mera new traders ko ya mashwara hai ka wo sabar sa kam lan jald baxi sa dor rahan patience sa kam kran ga tu acha profit earn kran ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

    G han forex trading men jald bazi bilkul nah karen kiun k jaldi men mistakes ziyada hoti hen jin ki waja se loss ho jata hey issi tarah kuch log posting k daoran bhi jaldi kartay hen jiss ki waja se spelling mistakes ho jati hen aur phir read karnay wala sahee reply nhi kar sakta aur aesi posting pe thanks aur bonus bhi kam hi milta hey
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

      sir hun jab bee forex mien a aker jald bazi kerty hien to hamain es ka bhut zayada uqsan ho jata hai es lye hamain forex mien aa ker kabi bee jald bazi na kerna hota hai or sakoon say kam kerna hota hai jab hum es mien aa ker jald bazi kerty hien to hamain es mien or be eloss ho sakta hai es lye hamain dakh ker he trade kerna hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

        Patience traders ke bohot he achi quality hai aur traders mai ager patience hoga tu phir traders ko trading mai loss b kafi kam ho jata ha . traders ko chaiye ke woh trading kay doran patience kay sath achy mouqay ka wait kar kay trading Karin aur apni trading mai jaldi bazi na kiya Karin . is tarh say trading kay sath forex ke learning mai b jald bazi nai karna chaiye.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

          forex aik bohat risky business hai isko hamen bohat soch samjh kay karna parta hai hamen bilkul jlad baazi nahi karni cahea saabr say kam laina cahea is main risk lay kar khud ko mushkil main na dalen or apna bonus zaya nai karen hamen hamesha apny bonus say profit hasil karan chaea na kay bonus ko waste karen hmen jitna hosaky account wash honay say bchain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

            G meny aksr logo ko dekha ha wo trading mn bhtr jldi faisly krty chart ko dekh krr bht jaldi faisla krlty k trade kahan jaygi aur trade laga dyty hain jbkyunky yh faisly ghlt sbit hty aur unhy loss hjata jbky unky muqbly jo log thra sbr rkhty aurr wait krty thra chart ko mazeed bhtr indication dny ka aur phr trade lagaty hain wo sahi faisly krty aur profit b kama lety
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

              FOREX trading main ager ap jald bazi karty hain to ap ko is cheez ka nuqsaan loss ki sorat main othna perta hai or ager ap ko loss hogya to apka balnc kam ho ga jis ki waja say ap ko start say mehnat karni pery gi forex main jald bazi nahi karni chaiye
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

                Main apki bat se bilkul ittefaq karta hun k forex business men jald bazi ka bohat zyada nuqsan hai islye trade open ya close karty hue kabi b jaldi mat karen balkay soch samajh kar aur sabar k sath trade karen ta k bad men apko pachtawa na ho. Is business men kabi b jaldi kamyabi ki koshish mat karen warna bohat zyada loss ho ga aur aksar account wash ho jata hai phir aesay log ye business chor jatay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

                  g haan bhai jaan ap ne thk hi kaha hai kee forex trading mai jald bazy ka nuksan as main jald bazy ka nuksan ye hai kee ham ko as main jald bazy se loss bhi ho sakta hai agar as main kamyab hona hai tu as forex trading main jald bazy na karen aga ke profit hasil karna hai tu aor as main ap ko chahiy haikee ap as main dil se km kare aor kamyab rahe agar kamyab rehna hai tu as main ap ko aesa hi karna ho gaa jald bazy se dor rehna ho gaa
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

                    forex mai hamy kam karty howe jald baze nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ky mutabik kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex dunya ky bohat sy mumalik mai unique or legal ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

                      jalde baze mai hum apne mistakes ko ignore kar dety hain or hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy ache learning ky bad achy planing kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

                        Forex trading main hamesha jald bazi ka nuksan hota hay. jab bhi trading ki jaye to hamesha soch samag ker hi ki jaye ta kay trader ko idea ho sakay kay wo kia ker raha hay aur jis wajah say trade lagai gai thi us ki wajah bhi hona chahye. que kay jab bhi trader trade lagata hay to us ko koe wajaha nazar ati hay to hi wo trade lagata hay. is liye trader ko jald bazi main tradiing nahi kerni chahye balkay har trade kay pechay koe logic ho jis ki bina per trade ki gai ho.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main jald bazi ka nuqsan

                          forex aik online business hain agar hum is mai jald baze sy kam kary gy to hum apne mistake ko ignore kar dy gy or hamy loss ho jy ga or is mai market k aya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala real business hain is mai us aor china jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X