Behter Tarika Withdraw karnwane ka

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex trading mai earning hone ke baad app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh market mai withdraw kerne ke liye koi bhi method ka use kerahe aur money management ke sath chale market mai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      brother agar app pakistan mein hain aur yahan se trading kar rahay hain toh app key liya sabse behtreen tarika yahi hai k app forex trading key platform se apna bank account attach kardein aur phir usi key zariyee directly bank mein paisay withdraw karien.
      • #48 Collapse

        dear sab sy best withdraw skrill hai is pr bahut sy loog kr rahy hain ye aik good account hai is ko kisi time bhi bhi ap kr sakty hain ye aik acha buiness hai is ko kiis tim bhi ki ja sakta hai ye aik online buiness hai
        • #49 Collapse

          I am new in this forum and I have the little information. But I am suggest you that you are read the rules.soyiucan perform it.
          • #50 Collapse

            there are many good and Kia withdraw Gilman Terrace secure metal methods. In which book in the Big Bear video of a profit on Insta Forex Trading business. Signal is most commonly used to leader of Russia this is a pasta and what is secure payment system.
            • #51 Collapse

              my dear ho sakta ap ki baat sahi but mein samjta hoon sab se best witjdraw ka treqa yeh hai k ap khud skrill mein first account bana us k baad skrill k sath withdraw lo yeh sab se best asaan treqa hai
              • #52 Collapse

                ager apne profit lena hai ya withdra lena hai to ap easily skrill per withdraw le sakte hai kiyun ke ap skrill per le skate hai apna withdraw or ap sell out ker ke apne pasie le sakte hai
                • #53 Collapse

                  bht hi acha tariqa hai bhai jan.. is symjhy ht ziyada madad mili hai apka bht bht shukriya k aony apni raye aur apni soch sy humain agaah kya... sub traders yh tariqa note karlain taky withdrawing main kisi kisam ki koi mushkil na ho......
                  • #54 Collapse

                    trading main hard working karni parti hai. forex kay baray learning karni parti hai jo diffiacult hai starter trader ko. demo acount say practice karein takay ap ko trading ki samjh a jay.
                    • #55 Collapse

                      ji axha tareka hy aur newbies k liye kafi faidey mand post rahey ga ye kyun ky bht se newbies ko muskillat hoti hy ye sab kartey watq lehaza mein un se yeh khena chaun gi ky yahna zaida se zaida mehnat kartey rahey aur earning kartey rahey yahan par janab
                      • #56 Collapse

                        bhai own k commection hota ha withdrew per lakin os bi acha aha koi money broker use kia karo jasa ap ko kasi bi para para shani k samna na karna pra or ap k account bi risk ma na ho ku kya os ma ap ko kafi misklata k samna kara pera ga
                        • #57 Collapse

                          profit ko withdraw karny ka sab se behtar tareeqa skrill account se hi hay zeyda ka lalach nahi karna chaye agar 30$ b profit ho jata hay to wo withdraw kar lena chaye
                          • #58 Collapse

                            Sub sey behtar tareeqa yeh hy keh aap instacabinet pr ja kar request send krain aur apney bank ka account number bhi dain. Aap ka broker 2-3 days main aap ki request forward kr dey ga aur aap ki amount aap key bank account main aa jaye ga. Is ky elawa agar koi agent hy to aap us sey bhi withdraw karwa saktey hain.
                            • #59 Collapse

                              Mery khayal say sub say acha method wirh draw krnay ka ya hai k ap es mai e currency ko use kray. Kyu k e currency ka tareeqay bohat acha aur safe hai. Es tarah ap es market mai e currency he sub say acha method hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                is me koi prishani wali baat nhi hai aap kisii bhi trust exchanger se apni payment cash me convert krwa skty hai.. wo exchanger aap se kuch fees charge kry ga aur apko apki payment cash me convert kr dy ga.
                                "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X