It's not al about greedness!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    It's not al about greedness!
    Lalach k mota'alliq hmara concep clear hhona bahot zaruri he , q k forex me ye agar samajh nai hogi to masla ban sakta he k risk alag cheez he aor lalach alag, kuchh log itny sakht geer ho jaty hen k lalach se door rehny k liy risk bhi nai lety,ye ghalt he, aor kuchh traders profit ka laach krrty hen aor usko risk ka name dy dety hen ye bhi ghalt hhe, dono baton ko made nazar rakha jay to aik neutral condition paida ki ja sakti he jo k every time profitable rehti he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: It's not al about greedness!

    G han forex trading lalachi logon ka business nhi hey jo log lalach men aa kar ziyada profit k chakr men bagher seekhay aur sochay samjhay bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se unn ko loss ho jata hey aur jo sirf apni mehnat aur hardworking se trading kartay hen aur woh lalach bilkul nhi kartay acha profit bhi unn ko hi hasil hota hey
    • #3 Collapse

      Re: It's not al about greedness!

      Dear forex users..me apse yeh kena chahon gaa keh Ap forex ko ksi lalach yani geedyness ki bnyad per use naah krain,.forex forum sirf motivated members se e jurra hua hai aur yahii forexx ki gudness hai..keh is forum pe aa kr logon ki naumeedy khtm ho jati hai
      • #4 Collapse

        Re: It's not al about greedness!

        Ap ki baat bhe theak hai. K forex market mai greedy aur lalach alag alag hai. Likan es ko combine es lye khtey hai k dono ki waja say loss hotey hai. Forex market mai mai greedy ke waja say trade open krna ya lalach ki waja say. Tou ap ko market mai loss he ho gy.
        • #5 Collapse

          Re: It's not al about greedness!

          Dear forex mein greed bahut zayada hoti hai jis sae aap ko bachna ho ga aur agar aap aisa nahin karain gay tou aap ko kabhi bhi faida nahin ho ga aur iss kay lye aap ko apna zahen clear kerna ho ga kay aap nay aik sae zayada trade nahin lagani aur hamesha choti lot lagani hai
          • #6 Collapse

            Re: It's not al about greedness!

            yes my best friend apny bhut hi achi thread ki hai my friend greed or cheez hai or risk or cheez hai dono main kafi fifference hai my friend hum ko greed nai karna chahiy or risk bhi kam lynachahiy i like this forum because this is very helpful in my life
            • #7 Collapse

              Re: It's not al about greedness!

              Aslam o alikoum dear aap nay kafi achi bat ke hai main aap ko kahaoo too aksar loss es ke waja say hei hota hai aik trader kay mind main y hei hota hai kay wo aik din main rich ho jaiy ga lakein kya hota hia kay loss phr kya ho sakta hai kuch nhe Forex trading acha Business hai agr koi teak say kry too
              • #8 Collapse

                Re: It's not al about greedness!

                aap ki baat hai kya Hame forex market mein greediness nahi karni chahiye Jitna Bada Hamara Kidman greediness Karte Hai Hum Dj lot size Lagate Hain without any analysis.
                Mr Nadigar lot lifesize lagaane se Hame market mein jyada tar Mar losses hote hain Hame chahiye ki jagah market Mein trending Kare To Humne apni Motion Control karna chahiye Hame chahiye.
                forex market Main Hoon Sharan stop loss and take profit Limited gana chahiye on market Mein trending karte ho karte huye Apne motions go foodie control Karke trading karna chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: It's not al about greedness!

                  Forex trading mein kabi kabi risk bhi lena parti hy aur lalach bhi, jab hamari trade loss mei chali jati hy to. To usy band nhe karna chahye jaldi esy ao lalach nhe kah sakty jab bhi trade loss mein jae usy band kar dain es tarah to trading possible nhe ayaha pe bhit sary log lalach ki galt defination karty hen lekan dear esa nae hg ap wait zaroor kea karen,
                  • #10 Collapse

                    Re: It's not al about greedness!

                    forex mien aa ker jab hum log greedness kerty hien to hamain es mien aa ker her bar her din loss he hota hai es lye hamain forex mien aa ker ab greed ko chorna ho ga or hamain es mien aa ker try ker k aik acha trader ban ker kam kerna ho ga or pher hamara account her lehaz say safe ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: It's not al about greedness!

                      Forex mein lalach kernay sae bahut zayada loss ho jata hai aur iss baat per koi ghaur nahin kerta kay aap mein sae koi yeh sochay kay loss kyun hua hai aur jab aap iss per sochain gay tou result yehi niklay ga kay aap ko loss lalach ki wajah sae hi ho ga iss per analysis kerain aur apni iss mistake ko remove kerain
                      • #12 Collapse

                        Re: It's not al about greedness!

                        Dear fellow agar ek insaan jithna be lalichi ho jaae osko miltha uthna he hay jithna oskay naseeb may hotha hay is liay lalich karnay say behthar hay ke hum apne mehnat par inhisaar karay our apna experience gain karay tha ke hamay is business may koi problem he na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: It's not al about greedness!

                          Greed bhot e buri chez ha yh insan ko kahien kaa b ni chrti mery hisab sy agr appko sahi kamai hrhi ha tw apko ziada lalch mn aaky bri risks ni leni chaiye chti chti aur safe risks phr b kbi kbi bnda ly jata prr bri bri risks ni leni chaiye q k us sy jo ahsta ahsta mhnt sy kmaya ha wo aik e brr mn sara khtm hskta aur accnt washout hskata ha
                          • #14 Collapse

                            Re: It's not al about greedness!

                            forex aik real business hain is mai greed karny walo ke koi jaga nahi hain is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai kam karny kaha my bonus be milta hain forex aik world wide business hain hum is mai raat mai yad din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik real business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: It's not al about greedness!

                              forex aik risky business hain hamy is main best experience or knowledge hasil apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main kam karna chahey pher hi ham is main kamyab ho gy or acha profit earn kar ky apni zarorto ko pora kar saky gy forex main lalch kabi kabi lena parta hain loss sy bachny ky liye hamy yai risk be lana ho ga pher hi ham loss ko avoid kar saky gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X