Trade on different pairs!
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade on different pairs!
    Dosto normally to baqi tamam seniour traders ki tarah men bhi is bat ka qayil hoon k multi trading na kren q k is sse risk barhta he, magr baz dafa hmen mukhtakif metals se ye currency pairs se bahot mazboot signals mil rahy hoty hen to mery kheyal me aisa moqa zaya bhi nahi krna chahiy. Yehi risk he jo hmen ly lena chahiy jis me behtri k cance bahot zeyada hoty hen, aor risk k baghair koi kamyab forex trader ban hi nai sakta, ao get it as you can.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade on different pairs!

    single pair jes me traders ko market analyzing ka aur market movement range ki information ho traders agar es single pair ki trading me multiply pairs ki trading se zeyda profit earn karny me kamyabi hasil kar sakty hey jab key bahot se traders jo key multiply pairs me trades open karny ko important samjty hey wo 90% fail ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Trade on different pairs!

      Forex mein business kernay kay lye aap ko tamam currencies kay pairs ko samajhna ho ga kyun kay her pair ki alag qisam ki movement hoti hai aur uss ko aap zaroor samjhain ta kay aap ko kisi qisam ki trading mein mushkil na ho aur aap aasaani sae trading ker sakain
      • #4 Collapse

        Re: Trade on different pairs!

        G yah baat maire apny khayal mai sahi he hai ke traders ko multiple pairs per aik sath trading say perhaiz he karna chaiye , traders kay liye best baat yahi ho saki hai ke woh aik pair per focus Karin aur iss mai apni specialty develop kar lain tu maire kahayl say yeh b bohot bari baat ho ge. Traders ager aik pair mai b profitable trading kar sakin tu yahi kafi hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trade on different pairs!

          Dear fellow forex trading ka business buhut wasee business hay our is may jithnay bee members trading Kar rahay Hain un sab ko sirf ose piars par trading karnay ka experience hotha hay jis par wo musalsal trading Kar rahay Hain is liay maray khyal may jis piars par aap ko ziada experience ho trading ose ppar he Karne chaheay
          • #6 Collapse

            Re: Trade on different pairs!

            as-salamu alaykum Rahmatullah new user Amarnath Hai serial number se puchna Chahta Hoon Tujhko different Pyar Se Kya Murad hai please Kisi Ne Mara Hai Hum Uske baare mein Bataye
            • #7 Collapse

              Re: Trade on different pairs!

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waheedakbarkhan پيغام ديکھيے
              Dosto normally to baqi tamam seniour traders ki tarah men bhi is bat ka qayil hoon k multi trading na kren q k is sse risk barhta he, magr baz dafa hmen mukhtakif metals se ye currency pairs se bahot mazboot signals mil rahy hoty hen to mery kheyal me aisa moqa zaya bhi nahi krna chahiy. Yehi risk he jo hmen ly lena chahiy jis me behtri k cance bahot zeyada hoty hen, aor risk k baghair koi kamyab forex trader ban hi nai sakta, ao get it as you can.
              traders ko chahiye Jo Ek time mein different currency pairs a commodity is day trading Na Kare Ye try Kare Ke ek time mein a currency pair ya commodity trading Kare is Sachi trading kar denge
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Trade on different pairs!

                trading karny kay liye is main pairs ka use karna hota hay is main kafi pairs hoty hain jis ko hum order place karny kay liye hum use karty hain magr is main har pair ka use karny say acha hay kay aik pair ka use kar kay us ko sikh kar practice kar kay kam karty hain to ziada achi earning hasil karny main success full ho sakty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trade on different pairs!

                  dearf fellow har insan ki apni soch samaj hoti hai es liye har kisi ka trade karnay ka apna andaz hota hai,kuch log sirf ek ya dou pairs py trade kartay hain jab k kuch log bohat saay pairs py trade karna pasand kartay hain es liye ye kehna k koun sa way best hai ye asan nahe har kisi ko apni zarorat k mutabik trade karni chahye kion k her insan ki soch ek dusray say mukhtalif hoti hai.
                  https://t.me/pump_upp

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X