impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
    what is the impact of patience on success in forex trading business
    foex trading mein agar success hasil karni hy to apko chahye k ap forex mein patience sy kam lain or jald bazi bilkul na karen otherwise ap bad mein pachtayen gy k ye mein ny kiya kar diya hy keun k forex itna easy nahi hy jitna log samjhty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      Brother koi b business ho us mein patience / sabar and tahamal bohat he zaida hamiyat rakhta hai , or forex trading tou waise b bohat he zaida risky hai is mein jab tak hum patience se work nai kare gay tab tak hum sirf or sirf loss ka he samna kare ga is leye mere hisab se is mein patience must hai successful hone k leye.
      :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
      :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
      • #273 Collapse

        patience ki he tou value hay high risk lenay walay mostky loss pe hotay hain forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye
        • #274 Collapse

          yes dear i am agree with you and i think patience is very needed in this bussiness and many peoples are earn some good money here cause of much patience here and if we want to earn some good money here so we have to do trading with patience to get success here..
           
          • #275 Collapse

            yes bilkul humy forex me patience se kam lena chahye aur is business me greed bhi nahi karni chahye q k agaar hum is business me greed kar gye to humy boht loss ho sakta han isi liye humy yehi koshish karni chahye k hum greed na kary aur patience se kam lye isi trha hi hum success gain kar sakty han.
            • #276 Collapse

              Jee bhai yeh ek bhut acha sawaal hea aur mein iss sawaal sea agree karta ho uar yeh kehnachata ho kea kea forex mein zida sea zida achievement kay liey persistence boohat critical hai. agar hum is primary persistence claim kaam aur zida sea zida profit hasil karnea kea liea patience ka hona bhut zida zaori hea .
              • #277 Collapse

                forex trading mai patience ki boht important hay agar patience se kam nahe laingy aur jald bazi karingy to loose he loose hota jata hay kisi time market against direction mai chali jati hay magar sabar se kam laina chahye aur reversal ka intezar karna chahye
                • #278 Collapse

                  gee mre bhai forex bohat acha businees hy agr is busineess me ap ko lose ho jaye to himat nae harny chaye aur patience ka muzahera krna chaye aur trading krny chaye
                  • #279 Collapse

                    yea there is great important in forex of patience my dear. jab bhi ap yea forex trading start karo to ap ko chaheya kay ap apnay patience ko ready rakhain trading kay leya
                    • #280 Collapse

                      forex mein wait karnay ke salhaiat honi chahiye kyon k ye work heartman ku suitable nahi karta es mein wait karna lazmi hota hai agar ap wait nahi kartay tu money loose ho sakti hai thankful for question
                         
                      • #281 Collapse

                        alertness, interest, knowledge, news and other's opinion are the key resources which may keep you safe from loss in any business activity especially in forex trading. trading is not the game but a way to earn and learn wisely and gain knowledge.
                        • #282 Collapse

                          mere kheal me patience ki bhot zeada important he q k forex me news chalti rehti hen or kisi b waqt aik bad news puri maket ko hila k rakh deti he aise time me app ko bhot sabar krna prta he or apne ahsab ko control me krna prta he
                          • #283 Collapse

                            i think,trading main success kay liey patience boohat important hai.agar hum is main patience say kaam nahin karty hain or loss main he trades close kar daity hain to hum earn nhain kar sakty.jab bhi hum koi trade lagaty hain to wo loss main jaati hai some time kay liey but we should wait for the reversal of market
                            • #284 Collapse

                              Dear i think patience is the necessary thing in our life,without patience we do all work hurry due to this we face many problems in life.forex business main hmesha saber o tahamal se kam lena chahiye isi main hmari sucess hai ager ap forex main jald bazi se kam letay hain to kabhi successful nahi ho skty. patience is the key of success in forex.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                forex mai patients ka bhot zaida kam hai jab ap is mai kam karty hai to ap ko is mai kam karny k liya ap ko is maikam karny k liya ap ko ik plan ki zarooray hoti hai jo k ap k liya acha hai is mai kam karny k liya ap ko is mai bhot hardwork karna hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X