impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    je han ager app ka patience acha hai aur app burdasht kar skte ho tu app ko es main boht faida hota haia aur app es main kamayabi hasil kar skte ho so forex trading main app ko cahhye hai k app es main earning karo aur es earning ko pher theek kam main logao muger cool minded es main success hasil kate hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Forex se income collect krne k leye patience bohut xeyada impact krta hai patience se work karo gae tu apni merzi se target k mutabiq earn kr sako gae wo bhi begeir kisi mistake k
      • #93 Collapse

        Patience ka trading me bohat acha asar parta hai.Agar hum patience say trade karen gay tu hum lazmi is me profit earn ker sakty hai.Without patience success mumkin nhi hai.Agar hum patience say kam lay gay tu hum successful ho sakty hai..
           
        • #94 Collapse

          Patience, in forex, is a key to success. A professional trader always remains patience and dont make any decision without proper thinking and keeping all aspects in view. If we are patient then there will be more chances of our success.
          • #95 Collapse

            That is the truth it is very good for you to have patine so that you can be able to see the right way that you will be able tp use and make good profit at all times
             
            • #96 Collapse

              g haan jnab is main hamin sabar sai kam lyna chahiye q k is main hamin ager loss hov ahi to hamin is trading ko chor nahi dyna chahiye balky jis bat sai hamin is main loss hova hai us ko sae karna chahiye and is k bary main knowledge and experience hasil karna chahiye ta k next time na ho
              • #97 Collapse

                yes exactly patience is very necessay for success nad earning in forex business..Agar hum mein patience nahi ho ga to hum loss hi krein ge kyun agar thora bi loss show ho raha hoga to hum forun usay close kr dein ge but forex mein patience chahiye q k wohi loss kuch hi seconds mein profit bi ban sakta haii
                • #98 Collapse

                  Forex trading mein patience aur discipline in trading aap koo bohat agee lee jata hai because yahan saabar see jitna kaam lein gee aur apni greed koo kaam karein ge utna mature hoo jayein gee trading mein koisish karein wait karein because opportunity nikal ati hai market mein jaab trade karein jaab opportunity find kar lein
                  • #99 Collapse

                    dear forex trading me patience ki bohat zroorat hay es liye ap jab bhi trading kar rehe ho to ap ko hamesha calm aur cool ho kar karni chahiye aur agar ap trading me zayada kamana chahte hain to ap ko forex ki study karni ho gi.
                     
                    • #100 Collapse

                      patience is very important in forex business because we have to be patient while we trade so that we may concern our trade and do it well and in the return of patience we will yield fruitful results...
                      • #101 Collapse

                        bahi aap nay tu acha sawal kia hai dost main samjhta hon demo pa practice aap ki sucess k rasta ki back bone hai ya samjh lo k practice nahi tu sucess to dour ki bat hai forex main enter hota hi loss karna shru kar do gay so practice k bagair tu guzara nahi hai mare nazar main
                        • #102 Collapse

                          bhai sabar ko forex trading business mein bohat ahmiyat hasil hai,yun samjah lein kay yeh forex trading mein kamyabi ki zamanat hai kyun kay aap ko market kay aap kay haq mein anay tak ka sabar kay sath intazar karna hai agar aap profitable traders execute karna chatay hain.
                          • #103 Collapse

                            Trading me patience say agar ap kam lay gay tu ap is me success get kar sakty hai.Forex trading me patience bohat important hai our is ka trading per bohat asar hota hai.Patience say hi ap greed per kabu paa sakty hai..
                               
                            • #104 Collapse

                              I'll tell you a recent example. Main filhal demo account par kam kar rha hon. I placed a trade, pip size 1. It was huge, main nai ghalti se itne bare size ki trade kar li. But then the market rose aur main loss main chala gya. Then I waited for one day, waited for another day, waited for one whole week. Market wapis aayi, meri trade positive main huwi aur kafi profit huwa.
                              Of course demo account tha, nothing significant. But the point being, aksar trades main apko sakoon se dekhna parta hai aur wait karna parta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                mere keya say impact yahi hta hai ka hamra trade thek chal raha hote hai hum na jo bhe target day hai take profit or stop loss ko bhe tech ker ly te hai per jada tar take profit ko keyo k hum trend ko analysis ker k trade ker ty hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X