impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    forex mai risk buhat zyada hai es lye demo account per jitni zyada practice hogi utna hi acha zyada knowledge aur experience asil hoga demo account per 2 ya 3 months practice karna chaheyai aur experience gain karna chaheya aur ye trader ke lye buhat zarori hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      g han bhai jan men ap ki es bat say consent kerta hon kion keh agr ap es men succcess ful hona chaity hen to ap ko us men loss bhi ho jata he or perhaps ap ko es men petience ka mozehra kerna chahey na keh ap himmit har jaen
      • #933 Collapse

        dear members mere khayal ke mutabik forex trading me apko patience rakhni parti hai q ke trading jald baxi or shortcut se nahi hoti aisa karne se loss hoga
        • #934 Collapse

          Aslam o alikum i am new on forex main nay is he month say forex trading ko join kai hai or main nay bohat si online jobs ki hain mgr forex un main sab say ache lagi hai or meray khayal main tow forex jesay busiess main tow ap ko lazmi he patience ki zaroorat hoti hai
          • #935 Collapse

            apka sawal acha ha lekin daily ita hi gain karna posible nhi ap daily jab earn karenge jab ap roz trade karenge THE revenue mn karenge kyun traders weekly earnings gain karte hen han ap month agar post kr k karenge to be able to 17 ya 18 k gain kar sakte hen.
             
            • #936 Collapse

              Trading cool minded people ka kam hai aur agar zara bhi bardash ka daman chora tu aap ko bhuhut loss ho sakta hai iss liay patients aur cool mind se trading karni chahiay.
              • #937 Collapse

                good qustion .. forex aik aisi field hay k jis may profit and loss hotay rhtay hay .. lekin kuch log ko jb loss hota hay to wo emotional ho jatay hay and is field ko chor sdtay hay sooo aisa ni karna chahye blkay sabar say kam liya jai and apni mistakes say seekha jai
                • #938 Collapse

                  gary the gadget guy han bhai jan adult males ap ki es softball bat claim recognize kerta hon kion keh agr ap es adult males succcess ful hona chaity capon to help ap ko you adult males burning bhi ho jata he / she or maybe ap ko es adult males petience ka mozehra kerna chahey na keh ap himmit har jaen.
                  • #939 Collapse

                    dear freinds mein samajta hoon kay kisi he business mein trading kartay waqt agatr patience say kaam lia jaiy to bht behtr ho ga kyun kay patience say experience gain ho sakta hai
                    • #940 Collapse

                      ji haan sai kaha ap ne mere dost patience ake esi cheez hay jo hamain successful bana stii hy hamin ahr forex trading ati hy to hamain sabbrr se kaam ena chiay and haamin chiay ke achy time ka wait karain jb hum trade jagani chiay
                      • #941 Collapse

                        Yes it is very good for you to have good patience so alays concentrate a all times so that you will always grow from one level to the other so be very careful to make good gain
                         
                        • #942 Collapse

                          ager app mai patience nahi hai tu app ko kuch khass hasil nahi ho ga bal k app apni jald bazi ki wajah say is ko apne hathoon say ganwa do gay jiss nay is kaam mai patience rakha wohi is mai kamyaab hai patience k beghair kuch nhai hai
                           
                          • #943 Collapse

                            Yes it is very good for you to try and have good patience that will enable you to study the account so always try to concenrate and grow at any given time
                             
                            • #944 Collapse

                              Mere bhai forex mein loss aur profit hota hi rehta hai is liye humain apne loss ki soorat mein sabar karna chahain aur apni mistakes se learn karna chahain phir hi hum is mein kamyab ho sakte hai aur is business se achi earning kar sakte hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                Bhai jaan agar hum forex me sabar ke sath trading karen ge ti hume is kaam se kafi achi earning hath lage gi agar hum sabar nahi karen ge to hume loss hi ho ga kiyo ke jab hum be sabri se kaam karte hain tab hum kafi emotional hote hain........
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X