impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1741 Collapse

    patience ke sath kaam karne wala kabhi loser nahi ban sakta hai is business me is waja se he me patience se kaam karta hon takey kabhi bhi mera account meri kisi galati ki waja se lose na ho sake or mujhe is me profits kamane ko mil saken .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1742 Collapse

      Work on a market is also part of the overall process of human trade. You are right, you will have to gradually learn to control yourself, do everything in a timely manner, in the best way. Beginners should not expect much at once, it will take time before they get any result.
         
      • #1743 Collapse

        impact of the pakistan forex forum trading of the pakistan forum trading of the pakistan forex forum trading of the
         
        • #1744 Collapse

          impact of the paticece of the pakistan forum trading of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex forum
           
          • #1745 Collapse

            dear great kafi acha question ha and es ka liya mna p ko thanks bh khna chaon ga dear bat yeh ha ka forex market ka nder qn ka risk bhot bhot bhot e zyada hota ha to es ka liya hum logon ko trade dalna ka best time ko find krna tk us ka wait krna prta ha dear sath mn agr loss bh ho rha ho to market ka wait krna prta ha deaarr
            • #1746 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: shahid110 پيغام ديکھيے
              g han bhai jan men ap ki es bat say agree kerta hon kion keh agr ap es men succcess ful hona chaity hen to ap ko us men loss bhi ho jata he or ap ko es men petience ka mozehra kerna chahey na keh ap himmit har jaen
              shai pr ma na dkeha hai bak k khud ye experience kiya hai buht zeda pataicne sa ye hota hai k account wahs ho jata hai iss sorat ma kya krna chaye ?
              • #1747 Collapse

                men ap ki es bat say agree kerta hon kion keh agr ap es men succcess ful hona chaietey hein to ap ko us men loss bhi ho jata he or ap ko es men petience ka mozehra kerna chahey na keh ap himmit har jaen
                • #1748 Collapse

                  dear kisi b trader ko forex main kamyaab hony k leay patience boht zroori hy, aur jo trader sabar nahi ker skta wo zyada din forex main survive b nahi ker skta hy, hmesa sabar k sath exact time pay hi trade kerni chaeay, werna confirm signal milny tak sabr rakhna chaeay
                  • #1749 Collapse

                    ham apni ziindgi ka koi bhi kam keray us main sabar ki zaroorat hoti hai kio k har kam ka 1 waqat hota hai aur us waqat say pehlay aur nah hi bad main main wo kam ker sektay hai. is liye hamain sabar say kam laina hota hai aur isi waja say say ham forex main kamyab ya nakam hotay hotay hai.
                    • #1750 Collapse

                      impact of patience is very well. greed will not be good for your earnings. if you just settle yourself with proper planning then you can earn much more thwn your expactions. forex markete depends on your learnings and knowlege to earn profit with every trade. be patience and you will see results are comming in your favour.
                      • #1751 Collapse

                        forex trade business main success hone ka laye hard work aur experince ka hona chayea jaha tak mera kayal hain hum ja demo account sa hasal kar sakte hain aur pher real main hum apne idea ko used kar ka forex main success ho sakte hain
                        • #1752 Collapse

                          dear har kaam ki tarha humay forex trading mai b patience say kaam karna bhot he zarori hota hai kiu k har kaam mai apko patience say kaam karne per kamyabi hasil hoti hai issi tarha say hum forex trading mai sabr say kaam kare and agr humay kabi trading mai loss b hojata hai tw humay is say learn karna chaiye
                          • #1753 Collapse

                            forex main sabar aur tuhammal se kaam karay aap k liye best hoga aur es main greedy na karay aap k liye money earn karna easy ho ga aur day by day mind se trading kary thankful for question
                            • #1754 Collapse

                              Sabar say jab hum kam laity hay tab he hum market main kamyab ho sakty hay so humay chahiey keh esmain jald bazi say kam mat lain kyun keh jald bazi say humay hamesha loss he hota hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1755 Collapse

                                forex trading me patience bohat important hai hamein trading tab he krni chahiye jab hamein lag rha ho k market hamare haq me jaye ge mtlb tab jab hamein lag rha ho k market up jaye ge ya down tab trade krni chahiye wrna intezar krna chahiye jaldbazi nai krni chahiye
                                adnan ahmad riaz

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X