99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader
    Aslaam O Alikum dear friends main apko batma chata hon aksar yh dekha jata hay kh zeyda tar members forex main loss karty hain or chacd member he successful hoty hain to sab ony jesa banana chaty hain es mai os ki kamyab hony ki sab say bari waja yh hoti hay os nay kesi ko follow nahi keya or khod bihat zeyda hardworking say apna wih makam banya hay jahan ap be jana chaty hain es lay

    Agar ap be on 1% successful trader main shamal hona chaty hain to bohat zeyda ha karin or apny time ko vest na kain
    All The Best Dear Friends
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

    Bilkol dear ap ki bat sy agree karta hon aesa hi hay achy traders kam hoty hain aor loss karny waly traders zyada hoty hain agar ap achy traders banna chahty hain to khud trading seekhen kisi py depend na karen jab ap confidence k sath trading karen gy to success hasil ho sakti hay laikin agar ap kisi py depend karty rahen to kabhe bhe achy trader na ban sakty
    • #3 Collapse

      Re: 99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

      Dear members iske liye mera suggestion yeh hai keh pehle forex trader knowledge gain krle phr thori thorii trading se start kre to ykeenan wo kamyab ho jae gaa is liye pehle learn krna mere nzriye se zrori h..aur bad me trading shuru kr skta hai
      • #4 Collapse

        Re: 99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

        Dear ap ne thek kaha, Forex mein 1% wohi trader kamyab hote hain, Jino ne hard work kya hota he.
        Jin ke pas knowledge or experience hota he.
        90% trader is liye naqam rehte hain, Ke forex ko learn nai krte.
        • #5 Collapse

          Re: 99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

          such ye k losers ke quantity successful traders ke nisbat intehai kam ha pr i do not agree k 99% traders loosers hain., ye such ha k yha log lalach kr jaty hain nuqsan uthaty hain lkn achy traders bhe bht hain, kamyab trading r trader bannay k lye din rat ke mehnat chahye ye asan nahe ha kitny months or years lag jaty hain strategies behtar banany k lye or har waqt kuch new dhondnay me.
          • #6 Collapse

            Re: 99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

            Jab aap Kisi Ko follow karne lagenge Jab aap kisi ke signals par Chalne Lage ya Jab aap robots small karne lage Tu samajh Nahin ke aap trading Mein Kabhi Bhi Kamyab nahi ho sakte aap is main is Waqt hi Kamyab Honge Jab aap is main Apna aap invest Karenge Apna time in West Karenge market ko Khud was Karenge analyse karne ke bad trade Karenge aur trading Mein ladkiyan Karenge aur FIR UN Galiyon se sikhenge tab jakar aap khud trader Ban Sakenge.
            • #7 Collapse

              Re: 99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

              loss hamy apne he mistake ke waja sy hota hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik aam business ke nisbat acha business hain hamy loss ko avoid karna bohat zarore hain forex aik unique business hain
              • #8 Collapse

                Re: 99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

                g han bhai jan aap ki baat bilkul thk hai forex main 99% log joo hain fail hain aur1%log kamyab hain log forex main fail es liye fail ghote hain kuon k wo ache quality wale posts nahi karte hain sochte nahi hain wo demo per practice nahi karte hain es liye en k pass knowlage nahi hota hai aur wo fail ho jate hain 1% logon k pas acha knowlage hota hai wo scenior ki help lete hain es liye kamyab hote hain
                • #9 Collapse

                  Re: 99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

                  forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex mai jab hum kam karty howe koi msitake kar dety hain to hamy loss hio jata hain hamy mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex all world mai bohat taze sy famous hony wala real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: 99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

                    Forex market ka sab sy barq kqbi khatam na hony wala business hy es sy faidah othana zarori hy m ab apki bat ke taraf aata hon apki baat theek hy aik trade theek hy hy onn99 trade sy q keh agr 99 m koi khaas baat naa btai jaye aisy faltoo batain ke jain jab keh 1 trad m athletic baat btai jay to woh behtar hoge
                    • #11 Collapse

                      Re: 99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad76 پيغام ديکھيے
                      Aslaam O Alikum dear friends main apko batma chata hon aksar yh dekha jata hay kh zeyda tar members forex main loss karty hain or chacd member he successful hoty hain to sab ony jesa banana chaty hain es mai os ki kamyab hony ki sab say bari waja yh hoti hay os nay kesi ko follow nahi keya or khod bihat zeyda hardworking say apna wih makam banya hay jahan ap be jana chaty hain es lay

                      Agar ap be on 1% successful trader main shamal hona chaty hain to bohat zeyda ha karin or apny time ko vest na kain
                      Mere Khayal Mein Tu Ek percent Nahin balke 10 person traders Forex trading main successful hai aur iski Yahi Wajah Hai keva Hamesha planning kar ke kaam karte hain aur market se related Sorry Information Lekar trading Karte Hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: 99 % Loser Traders VS 1% Successful Trader

                        Dear member Pakistan Forex main Jyada Se Jyada Los wahi member Karte Hain Jo Apne knowledge Ko Nahin baad Aate aur Bhagat knowledge or experience ke trade Laga Dete Hain Jis ki vajah se Unhe Jyada loss ho jata hai aur vah kamyabi ke sath achha profit Nahin Kama Pate Hain Unhe chahi keva Pehle Apne knowledge ko badhane ki koshish Karon aur FIR hi trade lagayein

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X