Forex trading mein guidance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein guidance
    Dear members koi yeh bata sakta hai kay jub hum forex mein trading ker rahay hain aur koi aise rahnumai kernay wala media ya site hai ya koi signal ho jo bilkul theek theek rahnumai karay ta kay hum ko loss na ho aur profit hi ho aap apna experiance share ker saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein guidance

    Dear trading kay liye humay rehnumai ki aksar zarorat parti hay kiun kay hum log abi itnay maher nhi huway han aor humay kisi say achi guidelines chayi huti hay aor net per aisay bhot saray expert mojod han jo kay achi rehnumai kertay han laiken ma yehan per unka Zikar nhi ker sakta kiun kay aisa kerna rules kay khelaaf hay.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein guidance

      Forex mein agar aap ko trading mein kisi qisam ki koi mushkil pesh aye tou aap ko apnay dostoun sae rabta kerna chahyea ya aap forex ko internet per search ker kay uss mein apna problem solve ker saktay hain ya phir aap apna problem forum per discuss kerain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein guidance

        G han forex trading men kamyabi k liay senior traders se zaroor guidance hasil karni chahiay aur koshish karni chahiay k seniors k group men rah kar trading karen ta k achi guidance aur acha knowledge bhi hasil ho jay iss tarah trading ki achi tips aur trading updates bhi milti hen
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein guidance

          Agr aisa kuch ha tu zrur faida uthaen q k faida jahan se bhi mily laina chaye behter tu ye ha k ap forex ko khud se learn kr k khud se kamai start krean.signel pe depend na krean q k jb signel ni milaen ge tu ap kiya krean ge.
           
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein guidance

            Forex trading business mein agr koi masla banta hy tu hum ko senior trader se lazmi guidance hasil karni cahaiye js se faida ho sakta hy lakin kise bhi media ya site par Jo signal milty han un par hum ko depend nhi karna cahaiye kiok kuch k signal theek hoty han aur kuch k theek nhi hotay
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein guidance

              Dear brother buhut acha topic aap nay descuss Kia hay forex trading may apna experience our knowledge ziada karnay Kay liay buhut say sites mojood hay youtube par bee buhut maalomathi videos mojood hay our Google par be buhut say pages hay Jo madadgar sabith ho sakhti hay
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein guidance

                Je net me aise bohat sari site ho ge jo hamy trading ke live up down ka bata rahye hoty hai aur ye bhi btaty hai ke market ka agla hadaf kia hoga lekn unn site me jany ka koi bhi faida apko nahi mily ga ku ye sub hamy tuky wala trade sikhaty hai ager hamy kamyaab banna hai to hamy apny experience knowledge ko improved karna ho ga aur ga taky apko kahi bhi jany ke zrort na pary aur kamyaab trader bhi bun jao iss liye sirf apny aapnoer yaqeen kary aur apny mind ke many
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein guidance

                  intra forex may goodness ke koi ahmet nahi hay is may sab koch mahnat say hasil hota hay is may jo log achay knowledge or experience kay sath lagan say kam karty hain wo is kam may bohat jald maher ho jaty hain or kam time may zayada profit hasil katy hain or asay log post may kam karnay kay bad trading bhe karna soro karty hain par pahly os kay tamam roles ko jan kar is may trading karty hain or acha bones hasil karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein guidance

                    G friends forex trading me guidness bht zaroori h otherwise hum successful night ho sakty humy loss ho Jay gave is leaky bhter ha k humy apny seniors sy guide line leni chaye or apny experience KO increase karma chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein guidance

                      ji haan sir Pakistan Forex my goodness Koi Koi Hota Hai agar koi goodness hota hai tu us Pakistan Forex Mein kaam karna bahut acche se Aata Hoga lekin main abhi tak real account mein trade bhi nahi kiya to main bilkul bhi goodness Nahi Hoon thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein guidance

                        G bhai thk kaha ha ap ne hamaen guide lines laity reh a chaye apny ap ko refresh krty rehna chaye ta k hm improvement kr sakaen aur jo new larky atty haen Un ko bhi guide lines daini chaye ta k wo kamyab ho
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein guidance

                          han G bohat sare web sites han jo hum ko phle se bata dete han ke kon se pair me kia hone wala hye but ye all sach nahi hota hye agr ye sach hota to koyi be hum ko as world me kam wala nahi melta har koyi apna mobile ye pc le kr tradeing kr raha hota asl me jab hum apne koshesh karte han as bussiens ko sekhne me to hum ko koch candles dekhe pr pata lag jata hye ke next markt ks tarf jane wale hye as lye hum ko chahye ke as ke knowladge ko khud acha karne ke koshesh karan js se hum ko kse ke need nahi hote ke hum kia karan as time as me
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein guidance

                            Jee dosto forex treading business min gidnas ki baht zrurt hoti hi ager gidnus yani sioner ki help majood hoti hi tu success ap kdmo min hogi ap gidnus ki help sy koi Jung jeet skty hin....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein guidance

                              Dear friend, ham new trader hain aur hamen forex ko seekhna chahye. na kay signal jesay fazooliyat kay pechay perna chahye. que kay is say hasil kuch nahi hota. lakin trader ka time aur investment zaror zaya hoti hay. jab kay ager trade khud say trading kerta hay to loss ho janay ki sorat main trader ko kuch aisi cheezon ki samag a jati hay jo profit kamatay howay samag nahi ati.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X