Stop loss ziyada qreeb na lagain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ziyada qreeb na lagain.
    Dear friends akser hamara stop loss hit ho jata hai.
    Us ki kuch wajohat hain.
    Aik ti ye ky hum pair ki support ka khayal nahi kerty aur stop loss bahut qareeb laga dety hain jis ki wajah se wo hit ho jata hai.
    Dosri wajah ye hai ky hum main trend ky khilaf trade lagaty hain. Jis ki wajah se hamara stop loss hit ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

    yes of course forex market Mein Hame stop loss Jyada cream nahi Lagana chahiye Kyunki aap ko Maloom hona chahiye ke hum stop lost Itna Jyada qarib Lagate Hain to stop loss hunting hone Ki Jaan Se Bhi Jyada Hote Hain.
    stop loss Hamesha is calculated stop loss Lagana chahiye Kyunki stop loss order hunting ki wajah se aapko Jyada losses Ka Saamna me karna pad sakta hai.
    forex market main aap ko Maloom hona chahiye K trading Kattakada Jitna Apna emotions greed of year to control Karenge aur money management co fellow Karenge toh aap Emotionless straight jeans ke upar Jo trading Karenge aap ko Kabhi B class nahi hoga wait kar sakte hai market Mein Apni trades ka profit mein aane ka.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

      Good Brother aap ne baja farmaya hai hamen apne stoploss ko bahot qareeb nhi lagana chahiye q k jab ham apne stoploss ko bahot ziada qareeb lga lete hain tab hamara stoploss jald hi hit ho jata hai
      Iss tarh se ham kabhi bhi achi earnings nhi le pate hain q k jab hamara stoploss bar bar hit hota rhe ga tab hamen achi earnings nhi mill pati hain aur ham loose hi ho jate hain
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

        Stop loss k liye munasib poit set kary market ki movement k lehaz sy or apny mind k lehaz sy k ap kitna loss bear kar lo gy or stop loss hit tab hi hota hai jab market reverse ajaye ya ap k analysis theek na ho.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

          ap ke bat theak hye asl me SL ko kabi bhe support pr nahi lagna chaye and kabi bhe without trand trading nahi karne chye jo log trand ke khelaf trading krte han on ka SL to zaror hit hota hye asl me SL ko tora zayda rakhna chaye and take profiit agr zayda na ho to behter hota hye asl me koch log take profit to zayda rakhte han SL chota rakhte han as leye sl ka bohat zayda socha jaye and trand ke tarf bhe socha jaye
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

            yeh bat ap ki belkul right hai k hamain forex mien kabi bee stop loss ko belkul sath mien na use kerna chae q k jab wo hit jata hai to hamara jo bee trade hota hai wo loss mien cut out ho jata hai or kio bee trader forex mien aa ker kabi bee apna loss na kerna chahy ga or her kio sirf or sirf profit earn kerna chahye ga.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

              Bilkol dear ap ki bat sy agree karta hon hamen stop loss support aor resistance ko dekh kar hi lagana chahiye stop loss support aor resistance sy kuch pip k fasly py rakhna chahiye hamesha stop loss take profit sy zyada hona chahiye stop loss adjust karny k liye bhe analysis karna zarori hay ye na ho k ap k stop loss lagany k kuch deir bad stop loss hit ho jay aor us k sath hi market wapas aa jaye
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

                Dosto forex trading ma ap ma sy bht sary aisy trader hy jo trade k sath stop loss ko lgaty hy ye bht he achi bt hy lkin ma un logo ko khena chata hu k stop loss kbi b qreeb na lgaya bilkay 70 ya 80 pip chor k phr lgaya kiun k jb ap trade lgaya to market zra opposite site ma move krti hy agr ap ny stop loss pass he lgaya ho ga to stop loss bri asani sy hit ho jya ga
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

                  Market Aksar up and down move karti hai isliye Hum Logo Ko stop-loss Dekhkar Lagana chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

                    Stop loss ham ko zeada kareb to nai lgana chiya pr ham ko bhot zrada dor bhi nai lgana chiya kio k agr ham zeada kareb lga k beth jaty hy to ham mo us my bhot zeada chance hoty hy zeada jaldi hit hoy k our gar bhot dor lga k bham beth jty hy to phr who hanara bhot zeada loss krwa dyta hy is liya ya sahi aoni jaga lgana chiya
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

                      forex mai hamy ache learning hasial kar ky stop loss ko use kar ky kam karna chahye pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy stop loss hamara safeguard hain hamy kabe be isy ignore nahi karna chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik involve hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

                        Forex trading main trade kertay howay trader ko stop loss use kernay kay liye kuch asool bananay pertay hain aur phir us kay mutabiq hi trader ko stop loss lagana perta hay. is liye ager trader ko lagta hay kay us ka stop loss boht qareeb hay to us ko chahye kay stop loss ko pehlay analysis keray kay kis jaga per stop loss rakha jaye jo trade kay liye munasib tareen ho.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss ziyada qreeb na lagain.

                          G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein stop loss qareeb na lage aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is ein earn kar skate hain forex hi best hain sab kamo se apko is mein zada mehnat kaarni chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain aur stop loss ko wahan lagae jahan par apko lage k market yahan se neche jaye ge to apko stop loss wahan par lagan chhaye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X