Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai
    Dear mai na aksar dahka hai ka jab profit hota hai trade mai tu os ka bad lalch ati hai or bina sochain samja trade jaldi s open krta hain or phr loos ka samna krna phrta hai asa na karan jab ap ko profit ho to lalach na karian aram s or sakoon s analysia kr ka dobara market mai entry lain kiun members ap ka kia kahyal hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

    G ap.ki bat theek hay k aksar trades aese hote hain jo k profit hone par greed main aa jate hain aur mazid zada profit hasil karne k chakar main mazid zada se zada trades open karte hain jo k boht galat tarika hay humain hamesha save trade karni cahiay aur kabhi lalah nai karni cahiay
    • #3 Collapse

      Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

      G bilkul jab ham ziada profit earn krne ki koshish krte hain tab ham lalach men aajate hain aur jab ham lalach men aa kr trading krte hain tab ham loose ho jate hain isliye hamen lalach ko side pe rakh kr trading krni chahiye
      Q k jab ham lalach k mind se tradingen aaye ge tab ham kamyab nhi ho parn ge so hamen lalach ko chor kr hi trading men kaam krna best hai ta k ham kamyab trading lr saken
      Hamen iss risky buisness se agar kam bhi earnings mill rhi hain tab bhi hamen shukar krna chahiye q k ye business bahot risky hai ismen hamara loss bhi ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

        Forex trading men sub log aik jesay nhi hen iss men achay bhi hen aur lalachi bhi hen aur lalachi log hi ziyada profit k chakr men hotay hen unn k pass nah tu achi learning aur experience hota hey aur jo achay traders hotay hen woh kam profit pe bhi satisfied ho jatay hen kiun k ziyada profit ki khawaish bhi banday ko lalachi bana deti hey
        • #5 Collapse

          Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

          G bhai apki bat theek hai k jb apko profit ana start hota hai ap k ander lalach khud ba khud peda hu jati hai or ap apnay small amount jis mai equity km hoti hai us mai hi ap over trading start kr dete hu ya phir lot size increase krdete hu esa krne say apko trading mai experience gain hune ki baji ulta negative hu jata hai or apki trading loss mai jana start hu jati hai bhi acha khasa loss deti hai or kuch hi din mai apka account ka balance bilkul nil hu jata hai,
          • #6 Collapse

            Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

            Dosto forex trading ma jb b kisi trader ko profit ho jta hy to wo profit or zyda krny k ly lalch krna start kr dyta hy jis sy wo lalch ki wja sy galt trades lgani start kr dyta hy or ye trade wo bina kisi analysis or news k lga dyta hy jis sy wo trade os k ly galt sbat ho jti hy or os ko forex trading ma loss ho jta hy
            • #7 Collapse

              Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

              Forex business ki market jes teezi se move karti hay ye movement kesi be trader ko greedy bana sakta hay aur jab profit ho jaye to har trader key mind me greed ka jazba peda hota hay jab key loss hony key bad esy traders account ki safety ka be khayal nahi rak sakty.
              • #8 Collapse

                Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

                Han g agar ap ko profit ho or ap sochy k ye kam hai or profit hona chahiye to profit ki waja sy apko lalach huwa hai is liye agar apko kuch cent hi profit ho to us me khush raha kary zeyada ki lalach na kia kary.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

                  ji haan forex trading main agar ap lalach krte ho to ap k lye forex trading main loss hoga ap ko chaiye hai k ap forex trading main lalach nahi kray agar ap lalach krte ho forex trading main to ap ko phir forex trading main kamyabi nahi mil pae gi is lye ap forex trading main strategy pr work kray ro lalach ko chor de agar ap lalach nahi chorte to phir ap ko loss ho jae ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

                    forex mai jab hum kam karty hain to hajy profit milta hain lakin kuch trader profit milty he lalach mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky caker mai over confidence mai apne galtiy ko avodi kar ky jald baze mai kam karty hain or unhy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota yai aik international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

                      forex mai hum kam karty hain to hamy profit milta hain lakin kuch traders paisa milty he lalch mai aa jaty hain or next time over confidence mai kam karty hain or unhy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai lalch hamara sub sy bara duman hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

                        Forex trading main lalch aik natural bat hai is mainap ko jitna profit ho ga utna he ap ko is main lalch bharta jaye ga mery khayal main forex trading main lalch say bachny ka aik he tareqa hai k ap apna aik target set krein or jab ap apna vo target achieve kar lain tab ap ko trading nahin karni chaye har time market main in rahna bhi lose ki bari vaja hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

                          wesy forex trading man log lalach he karte hain qk trader ko kuch pata nhe hota hain k trade loss main jygi ya loss main jygi ba slalch k sath apni trade opan kar lete hain par agar apko thora thora profit b milta hain tu humhain chaahiye k hum forex say thora thora profit b accpet kare jo k hamare liye small profit b acha hain and hamre liye bhot he maze ki baat hogi k hum big loss say b bach jate hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

                            forex main jab hum kam karty hain to humy profit milta hain lakin kuch log profit milty hi lalch main a jaty hain or next time apni galtio ko ignore karty howy jald bazi main kam karty hain or nuqsan utaty hain lakin is main broker ya market ka koi qasoor nahi hota forex main lalch hamara bohat bara dusman hain humy apni galtio ko avoid kar ky kam karna chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia ap ya sochtain hain ka profit ap ko lalachi banata hai

                              Bro boht he achy bat ap ne kahe hai jub ap ko kuch profit hota hai tu ap ki lalach ziyadeh bad jati hai or bina soche samjhe foran he ap 2sre trade open kr lyte ho or akhir main result wo he neklta hai loss forex main sirf wo he banda acha profit earn kr paye ga jo apne emotion per control rakhe or khud ko mazboot kre ek target set kr lye or os ke mutabiq trading kre then ziyadeh dair tk koie trader trade kr paye ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X