Trading may nakaami ke waja
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading may nakaami ke waja
    Dear fellow's forex trading Kay business may aksar members nakaami ka shikar ho jathay hay our os ke sab say aham waja ye hay ke wo trading par focus nahee karthay our jis waja say os ko loss hojatha hay wo os cheez ko bool jathay hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading may nakaami ke waja

    Yes of course forex market Mein trade minakami Castle Baja Yehi hoti hai K forex market me trading karte waqt Tha Main Apne insta Forex bonus account trading karne ke liye.
    Nitriding karne ke liye Chahiye Hota Hai ke hum small bone EM of lot size ke sath trading kar rahe.
    trading Meena, ki Asal Baja money management aur lot size ka matlab hota hai Jiski wajah se Humne apni instaforex bonus account ke upar trading mein bahut zyada losses ka Samna karna padta hai. Forex market Mein Hame stop nose or take profit limit lagakar trading Karni chahiye.
    forex market mentor reading karne ke liye Hame Chahiye Hota Hai ke hum Apne emotions ko control Kare aur money management ke sath trading Kare Is Tarah Hame losses Ka Saamna nahi karna padta.
    • #3 Collapse

      Re: Trading may nakaami ke waja

      Trading my nakami kinwaja jo bnti hy wo hamri bs ham ko llalach ki waj sy hota hy loss agr ham profit lyna chatt hy to ham ko trading ny kosss ybbchny k liya paractis krni chiya is ny ham ko bhot zeadabahaddwork krna chiyabbhot mhnat krni chiya ham ko tb ham is my sahi save reh k ham kr sgty hy ya kam koi bcho ki khyl nai hy yabbhot bra kam hy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: Trading may nakaami ke waja

        Forex trading men nakami ki bahut c wajoohat hen jin men achi learning aur knowledge ka nah hona aur demo account pe practice ka nah hona aur ziyada profit k chakr men bari bari trade laga dena aur lalach karna yeh sub forex trading men nakami ki wajoohat hen
        • #5 Collapse

          Re: Trading may nakaami ke waja

          forex trading main nakaami ki waja km knowledge or bina learning k forex trading ko join krna hota hai agar ap k pass achi forex trading ki knowledge hai or ap k pass forex trading ki achi learning hai or ap ne forex trading join krne se phele forex trading ko demo pr zyada se zyada pratice ki hai to phir ap ko kamyabi mil sakti hai or agar ap ne aesa nahi kya to phir ap ko loss hoga forex trading main
          • #6 Collapse

            Re: Trading may nakaami ke waja

            Dosto forex trading ma aisy bht sy trader hy jo forex trading ma nakam ho jty hy es ki wja ye hy k wo forex trading ma soch smjh kr focus k sath kam ni krty hy or yhe wja hy k wo forex trading ma bri lot lga k lalch kr jty hy or apny account ko forex trading k kisi b pair sy easily wash krwa lyty hy ya phr bra loss krwa lyty hy
            • #7 Collapse

              Re: Trading may nakaami ke waja

              Bina trading strategy ko banaye aur phir market ka sahi status janay baghair trading karnay say hi humain nakaami ka samna karna parta hai. Yeh aik highly risky karobaar hai jis kay liye humain har waqt tayyar rehna parta hai phir hum profit gain kar saktay hain. Market ki dono conditions jesay kay fundamental news aur technical news ko dekh kar hi trading main numayan makam aur earning ki ja sakti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Trading may nakaami ke waja

                Trading me sab sy bari waja nakaam hony ki lack of focus hai agar traders trading par focus kary to kabhi b nakaam na ho.
                Trading me kamyaab hony k liye hard work karna ho ga trading ko time dena hoga or seekhna hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading may nakaami ke waja

                  Gee haan bhai aap nay theek kaha hai forex mein aksar log loss.issi lye ker rahay hain kay woh apni trading per tawajuh nahin detay aur bar bar choti choti ghaltian kertay hain aur phir apni ghaltioun ko note bhi nahin kertay jab kay agar woh apni ghaltioun ko kam kernay ki koshish kerain tou kamyab ho saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading may nakaami ke waja

                    ziada tar traders ke nakami ke bari waja Forex trading ke knowledge ka na hona hai . ziada tar traders forex join karty hain tu iss time per in ka knowledge iss qabil nai hota hai ke iss ke base per trader profitable trading kar sakin , iss lye traders ko apni trading kay start mai he loss ka samna karna parh jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading may nakaami ke waja

                      Forex mein nakami ki wajah traders khud hain agar woh forex ko serious ho ker learn kerain issmmein apni strategies banain iss mein kamyabi hasil kernay kay lye planning kerain aur demo mein zayada practice ker kay apnay forex kay experiance mein izafa kerain tou unn ko loss nahin ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading may nakaami ke waja

                        Yeah bro you are right! Forex trading main trader jitna khud seekh sakta hai us say ziada aur koi bhi usay seekha nahi sakta.. Trading main sab say pehla asool yehi hai kay aap ko apni mistakes ko nahi bholna chahiye kiun ap ki galtiaan hi aap ko trading main mahir bana sakti hain iss liye apni mistakes say kuch na kuch experience zaroor hasil karen.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading may nakaami ke waja

                          Ager ham trading karty howe market ko achi tarha se analysis nahi kary ge to lose hamara muqadar ho ge iss liye hamy hamesha se he apna knowledge experience aur planning ko madi nazar rakh ker aur market ko achi tarha se analysis ker ke he trade open karna chahye iss se aap lose bach jao ge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X