islamic point of view

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ager jis kam mein mehnat ho wo halal hota hy aur is mein bhi tu ham mehnat karty he na ziada say ziada hame pata ulma karam say chal sakta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yar is ka bary ma ma kisi ko sahi nahi pata kio ka is par abhi tak kisi musti nay fatw nahi diya agar kisi bahi ka rabta mulana hazrat say ha to pleace isy clear karwa day..
      SHAHZAD BUTT
      • #18 Collapse

        janab islamic point of view se forex bilkul theek hai kun ke is mian ap ko risk lena parta hai or ap ko loss bhi ho sakta hai jis ki waja se yeh bilkul halal hai
        • #19 Collapse

          islamic point of view se to hm ne yei suna hai k jis bussiness main loss aur profit dono hon wohi haalaal bussiness hota hai to mery khayal main forex main bhi to aisa hi hai bal k loss k chances ziada nazar aatay hain
          • #20 Collapse

            dear mai to yaqeen se nahi keh sakta lekin mere khyal mai forex halal businesshai kionke es mai hum pehle mehnat karke bonus earn karte hai aur per us per trading karte hai aur es ke badd ya to loss hota hai ye profit
            • #21 Collapse

              islam ne sirf sood ke kaam ko haram qarar diya hy aur Forex businiess koi sood ka kaam nahi hy isliay maini kehta hun ke Forex 100% halal hy baaqi aap kisi aalim se malom krlen wo apko sahi guide krdenge
              • #22 Collapse

                Brother jahan tak mera khayal ha to main samjta hun k trading aek bilkul halaal buisness ha jis mein ham sab log aek achi mehnat aur knowledge k sath earning karte hein
                • #23 Collapse

                  islamic point of view se dekhe to forex halal hai kyuki forex me aapko bahut hi badiya kam karana hai koi bhi galat kam nahi karana hai agar aapko trad karana hai to usme koi bhi galat kam nahi hai is liye islam me bhi forex halla hi mana jata hai apako koi bhi darn eki bat nahi hai is liye befiker tradomg kaijiye aap
                  • #24 Collapse

                    maere nazdeek jab hum forex trading karnay kay elay instaforex ka account new banatay hain to hum hum swap free or islamic account banatay ahin or ais may hum ko profit or loss dono hotay hain or ais may hum apni mehnat kartay hain laiken maere father ais ko halal nahe mantay.
                    • #25 Collapse

                      In the Forex you need also money with out the investment their is no concept of Forex business . Other step you need to run the business in a good way a good knowledge and experience in this regard. With having a good knowledge you cannot success in the Forex also. Like the other business its also has a loss and profit both condition .
                      • #26 Collapse

                        well jnab , ap ne jo thread kara hein tu emin iss baray mein yeh akhoon gee k bai meray khial mein tu yeh halaal hein , q k hm iss mein mehnat se hee earning kartay ehin , wasiay aik member ne tu aik fatwa b lgahea tha k yeh halaal hein
                        • #27 Collapse

                          my dear, brother, islam ma forex trading hilal hai ya haram is ka jawab to koi aalim hi da sakta hai. aap kisi aalim say poch lain wo aap ko sahi guide ker da gay.
                           
                          • #28 Collapse

                            mujh ko islam ki roo say halal hai q k es main buhat c post main nay dakhi hai jin main proof b diya hai k ye halal hai
                            • #29 Collapse

                              my dear, brother, forex trading kay business ma islamic account ki option majood hai. aap usay use ker kay is business ko join ker saktay ho . aur hilal profit kama saktay ho.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                islamic poin of view se toh mujhy iss bharee ma koi andaza nahi hai par yeh hai k islaam ma wo kaam mana kia gaya hai jis ma loss naa hoo bus proft hy proft hoo jaise k ribbah etc

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X