Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary
    Dear forum friends ma na ak bat note ki ha k jab koi trade open karty ha to trade open hony k sat hi humain tension bi shoro ho jati ha our bar bar narket ko open close open close karty rehty ha our usi tension ma aksar ghalat faisala kar k loss ki soorat ma trade ko close kar lety ha keya es kifiyat per qaboo pany ka koi tareeqa ha please share your experience
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

    brother jb b ap trade ko open karen to apni tension control karen us ke bad sub se phle us ma RSI ko dekha karen wo ki range kis jaga hai.phr market ko dekha jeye ab kia chal raha hai. trade ki last history ko dekha jeye .tb ap ja kar koi trade lageyn.jb trade laga di jeye to us ma tp lock lazmi lagya jeye.start ma trade up down hoti hai as se ap parshan na hon.
    • #3 Collapse

      Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

      ager traders baray lot size kay sath trading na karin tu in ko tension kam hoti hai. iss liye traders ko cahiye ke woh ziada greed ke waja sy bari lot size kay sath trading karny say perhaiz karin tu phir trading mai in ko tension b kam ho ge aur iss kay elawa har trade proper analysis kay bad open karin tu phir b chance yahi hai ke baad mai tension kam ho ge.
      • #4 Collapse

        Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

        forex market me jo new member ate hai wo market me bari bari lot size lagate hai or jub account lose me jana shur ho jata hai tu tension lena shuro kar dete hai agr ap tension se bachna chahte ho tu subse pahle tu apna lot size kam karo or money mangement karo or phr trade karo phr apki trade lose me b hoi tu apko tension nahi ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

          Trade open karny k baad agar ap apni tension ko control karna chahty hai to trade ko kam dekhy q k analysis kiye hoty hai ap ny to apko pata hota hai k kitni movement hogi ap kuch dair baad dekhty rahy trading ko.
          • #6 Collapse

            Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

            forex trade market mn jo new log at hai un ko zaida idea nhi hota wo market mn lot size mn traders lag lety hai jis waja sy wo bad mn tention mn aa jaty hai or tention lena shuro ker dety hai un logo ko chayi wo sub sy phly lot size py km krna py cantroll kry or money management karo or phr trader lagi is sy ap key traders los mn bhi hue to ap ko faida he ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

              Trading mein ap achi tarha anaylysis kar k trades open karyn aur trade lagany k bad tension se bachny k liye mera mashwara ye ha k ap apni trade mein stop loss aur tp must lagayn aue phir ap bar bar dekhna chor dyn ap jitna zayada dekhyn gy tension barhy gi so stop loss aur tp laga k pc off kar dyn is tarha tension se bacha ja sakta ha
              • #8 Collapse

                Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

                Ji bilkul tension hoti ha mgr real mein ye hi hamra test ha hamin apni usi tension ko control krna seekhna ho ga agr tension control ho gai to phir hi success ha aur ye bar bar practice aur experiance se ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: samandkhan پيغام ديکھيے
                  Dear forum friends ma na ak bat note ki ha k jab koi trade open karty ha to trade open hony k sat hi humain tension bi shoro ho jati ha our bar bar narket ko open close open close karty rehty ha our usi tension ma aksar ghalat faisala kar k loss ki soorat ma trade ko close kar lety ha keya es kifiyat per qaboo pany ka koi tareeqa ha please share your experience
                  Agar aap long term trading ka Sochenge to aap loss sote Waqt b PubMed jisse aapko baad mein fayda Hoga aur aap acchi dating kar Payenge experience wale log Hamesha patients rakhte hain aur long term planning karte hain short term trading ka koi fayda nahi hota jitne bhi bade bade trader hai woh long term trading hi Karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

                    Dear aesa bahut sy traders k sath hota hay aesa un k sath hi hota hay jo patience nai rakh sakty patience k sath kam kiya jaye to aesi nobat nai aaye gi us k baraks agar ap aesa nai kar sakty to stop loss aor take profit ka istemal karen aor aek dafa trade open karny k bad trade ko chor den tab ap tension sy bach sakty hain stop loss aor take profit tension sy bachny ka best triqa hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

                      Ji han aapane bilkul theek ka hai kya trade open hone ke bad Jab Ham trade Lagate Hain To vah Kabhi loss Mein Hoti Hai To iske liye Hamen tension bahut jyada Hoti Hai Uske control karne ke liye Hamen Sabar ke sath Gaon Dena chahie tha ki Hamen loss hota rahata hai agar Humko Badal Ho Jaaye To Hamen bilkul tension hai leni chahie bol ke usko cover karne ki koshish Karna chahie Naat Sharif parvaaj ho raha ho to use Awaaz Hona Dena chahie Tha ke agar aap to Red Cross Karenge to aapko usko Bolda Veere nuksan Thana padta hai bad Mein Hamen loss ko bharna padta hai aur uska koi Paida Nahin hota hai isliye Hamen chahie ke Hamen Apna account bache ho Le Dena chahie aur aap Chahte Hain Ki Hamare tension control kaise kar sakte hain to uske liye Hamen Sabar ke sath kam karna chahie aur apne kam ko Vitran milane Ki Koshish Karna chahie bahut Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

                        Aap jab bhi traiding ka Amal shuru Karen aur trading karne ke liye trade ko open karne Karen karne ke bad pahle market court dekhne aur uska gehri najron se mushayara karle ke trading ka Amal kis tarike se chal raha hai aur aage kis tarike se chalne ke makan Hain to insan ko trading yah market open karne ke bad uska Amal karne ke liye jaruri hota hai ki vah use Amal ke kitne kabil hai aur use Amal ko karne ke kitna fayda hoga to aap apne liye koshish karen ke jab trading ko open karne ke bad kam karne ke liye baithe to koshish karen ke aapko Lanka hona bahut jaruri hai aur use per aapki Gary nagar kis tarike se hai aur aap kis tarike se kam karne ki silai hai aaj to jaruri hai kya aap apna kam kis tarike se anjam se Hain ki chalaea rakh rahe ho aur kitna anjam de rahe ho Jo kam aapane kar liya ho to pahle use per ek najar dalen FIR nai trading ko shuru Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

                          forex trading main har kisi ko tention hoti rahti hain agar forex trading main best learning nhe hoti hain tu earning b nhe ho skti hain is liye forex trading main hard work kia jata hain good learning he good earning deti hain tension control krne k liye stop loss ko b must use kare qk jaaab tak stop loss ko use nhe kia jata hain tu big loss b neh ho skta hain tension control tab he hoti hain jaaab strong learning hoti hain qk bina learning he har traders ko tension main he trading ki jah skti hain forex trading he best earning ki jaga hian best learning he kamyab traders bana deti hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

                            Aslam o alikum. Agar hum lot size zaida lagy gy to tention to bhelkul hote hain bar bar hum trade check karte hain k loss mei hain ya profit mei Agar hum take profit or stop loss lagy to pher Hum trade laga Kar chorr deh jitne zaida trade ko dehke gy uhtne zaida tention ho ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade open karny k baad tension ko kaisy control kary

                              Forex members Jab Ham trade open Karte Hain To Hamen Apna pura focus trade per Rakhna chahie patient ke sath kam karna chahie Kuchh Reda Aise Hote Hain Jo ke emotional ko control Nahin Rakh Sakte Sab bar Nahin karte hain unko trade Mein loss hota hai isliye Hamen last se bachne ke liye Apne emotions ko control karna chahie Sabar ke sath hi trade open karte hue kam karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X