forex pr hamesha profit hi hota gai ya loss b hota hai?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    profit and loss both run parallel because in business the only sensible person ncan servive and those people who have some strategies which are affective and plans that are appropriate. Experience matters a lot
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      haha forexpe loss e oh tahai dear aur es mai los profit se be ezayda hai agr ap ne e smai ak be galti kar de tu ye pa ko kafi door lay jat ahai aur e smai samaj kar kaam karna pare ga
      • #273 Collapse

        yahan pa ager ap na kam karna hy to ap ko profit kay sat sat loss be ho sakta hy kue kay yahan pa profit or loss dono sat sat hote hy is waja sa yahan pa profit or loss dono hote hy mager app ko ager loss kam karna hy to app ko is ko sahe tra sa seekna ho ga
         
        • #274 Collapse

          bhai jaan ap trading kr rahe ho is baat ka to apkoilm ho ga k forex mein hamesha profit hota hai ya phir loss b hota hai bhai aisa koi b business nahi hai jo ap ko hamesha profit dey naffa or loss business ka hosa hai
          • #275 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: chhikasahib پيغام ديکھيے
            kya forex pr sirf profit hi hota hai ya phir kbi loss b ho jata hai?
            kin halat main loss hota hai forex pr?
            forex main forx main dono cheezen hi ho sakti hain ager ap ko profit hota hia to ap ye mat sochen ke ap ko loss kabi nahi hoga aur jin ko loss hi hota hai wo e mat sochen ke un ko loss hi hoga
            • #276 Collapse

              demo ek ahm kirdar ada karta hai humari trading me hume demo ko zror jiss tarha say mumkin ho aur jitna arsa mumkin ho karna chahye is tarha say jb hum kam kare gay ti he to kuch na kuch mill sake ga aur hum kam kare gay.ma forex forum ma is lia kam karte ho ta ka zeda sa zeda learn kar sako us ka sath sath bounce b hasle kar sakoo ya dono kam ma boot profit dati ha is lai ma is ka kam karta ho.
               
              • #277 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: chhikasahib پيغام ديکھيے
                kya forex pr sirf profit hi hota hai ya phir kbi loss b ho jata hai?
                Kin halat main loss hota hai forex pr?
                dear friends mai apko yae btana chahta hon kay forex aik aesa kam hai jiss mai hamay loss be hota hai or profit be yae depend karta hai kay ham trading thek kar rahy hain ya galat agr to ap thek akr rahy ho to apko profit ho ga or agr trding thek nahi ho rahi to apko loss ho ga............
                • #278 Collapse

                  Kafi informative thread hai aap ki dear or mai agree kerta hoon aap sai ismai dono shamil hain mujhy bhi loss hota hai per headging thori boht janta hoon to cover ker leta hoon.
                  • #279 Collapse

                    dear ap ne bahut acha question kia hy jab ap forex pe trading karte hain to ap ke pas proper knowledge r experience hona chahye ta ke ap ko ziada profit ho r forex pe profit bhi hota hy r loss bhi hota hy
                    • #280 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zahid11
                      u will be at wrong if u will think that forex ives us just proftit becasue forex gives also loss. and when u get profit that is because of ur good knowledge and experience, when u will make a good plan so u will win. but itf ut will make trade withot ani proper planning so may be u will be lost
                      ha g forex par loss bhi hota ha sirf profit nai hota ha us lye par kam bht soch samj k karna pharta ha r working ma koi galti nai hna chaiya working karta hwa because its very difficult bussiness and also kam lass on trading
                      • #281 Collapse

                        je bhai je forex trading aik real business hay es mein sirf profit he nhein kabhe kabhe loss bhe hota hay q k profit aur loss donon he business kay hesay hein jab hum ko loss hota hay tu us ke bare waja ye hay k hum market ko learn nhein katay jaldbaze kartay hein ya phir knowledge ke kame say loss hota hay
                        • #282 Collapse

                          ager forex me kamyabi hasel karna chahte hain to ache indicaters banae ki zarrorat hai ta ke market ka hall maloom kiya ja sake
                          Mere khayal main forex main jald bazi k liye koi jaga nahi hai. Agar aap apni trade main risks calculation or money management kiye beghair kuch bhi invest ker dain ge to ye cheez aap ke liye yaqinan nuqsan dey ho gi so her decision soch samajh ker lai
                           
                          • #283 Collapse

                            Its a business profit and loss are both equal, Forex trading mai dono kaam hote han profit be loss be agar ap achey trader ho to apko loss kum hoga or ager ap new ho trading mai to loss zayda honey k chances han.
                            • #284 Collapse

                              Assalam-o-alikum
                              bhai meray hisab sa thread post krnay ki limit daily ki 40 posts han.. Is say zyada posting kraen to account block ho jta h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Assalam o alikum dear ye sawal ajeeb sa hai .. kyn k agr ap acha kam krogy or koi illegal kam nhi krogy to apko profir hi hoga Insha Allah or agr ap illegal kam krogy to apko loss hi hoga or apko chahiye k phly ap achi information hasil kr lein forex k hawaly sy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X