forex pr hamesha profit hi hota gai ya loss b hota hai?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex aik bussiness ha aur is ki characteristics wohi han jo aik aam bussiness ki ha,aam bussiness ki tarha is me b profit aur loss dono hoty han aisa na k sirf faida hi ho ya nuqsan hi hota ho aisa nai ha ,is me jo mehnat karta ha usy ziada faida hota ha aur jo nai karta us kam hota ha ya phir bilkul ni hota.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      dakhain bahi forex main loss bhi hota hay or profit bhi.kiu kay loss or profit hur bussines ka aik ahm hisa hay.or wasy bhi agr forex pay humain loss hota hay to humari apni galti ki waja say hota hay mutlb kay humary greed ki waja say ya phir humary apny thory expirence ya kam knowledge ki waja say.....
      • #78 Collapse

        profit hota hy sirf osko jisko kam aata ho or loss hota hy osko jise kam na aata ho
        ab ap ki marzi hy ke ap ye kam sekh kar karna pasand karte ho ya bgair sekhy
        • #79 Collapse

          jin ky pas forex ka experience hota hy or loss un ko hota hy jin ky pas is ka koi knowledge or experience nahi hota q ky knowledge or experience kamyabi ki kunji hen.Loss Forex trading business ka parta hai is business mein profit sy ziyada loss hai Forex buhat risky business hai.
          • #80 Collapse

            profit aur loss hr business ka hissa hota hy ess liy ap profit sy phly loss k liy ready rehien ess liy k ess mein rates up aur down jaty hein aur jo insaan sbr nai kr skta hy aur preshan ho kr apna trade change krta hy to loss ho jata hy ess liy ap ko sbr krna chahiy aur greed sy bi bch kr rehna chahiy q k greed sy bi loss hota hy.
            • #81 Collapse

              Forex trading mai dono kaam hote han profit be loss be agar ap achey trader ho to apko loss kum hoga or ager ap new ho trading mai to loss zayda honey k chances han.
              • #82 Collapse

                In Forex Trading, there is not just profit every time, sometimes the trader may have to bear loss. The reasons of loss are insufficient knowledge of market and less study and analysis of market conditions. An experienced and skillful person gains profit for maximum times because he knows how to avoid loss.
                • #83 Collapse

                  yeh ap ki kismat bhi ho ti hai waisey tou profit hota hi hai lkn agr kabhi loss ho bhi jay tou himmat nahi harein yeh kam ka hisa hai
                  • #84 Collapse

                    Firex is a full fledged business in the international market scene. Ofcourse profit loss both are a great componants of this business. One cannot exist without another. However it depends on you how much you earn here
                    • #85 Collapse

                      Aslam o alikum i am new here recently i join this platform par yar forex aik business platform hai or business main jahan profit hota hai wahan he loss bhe hota hai tow is leya ap ko chaheya k jab bhe koi investment karain tow itni karain k ap us ko easily bear kar sakain or kam bhe chalta rahay........... :)
                      • #86 Collapse

                        jb ap koi kam kartai ho tu yaha per sub hojata hai yah zaroore nahe hai k srf profit ho loss be hota hai ap ko sahe say seekhna hoga is ko phr ap sahe say kam karay gai or loss say bacho gai or profit be hojaye ga per ap sahe say seekho......
                        • #87 Collapse

                          Aslamualikum fores aik business ha or is me profit be ho skta ha or loss be ager apka experince ziada hoga to inshaAllah apko ziada profit he ho ga
                          • #88 Collapse

                            Forex aik aisa business hai jo aam business ki tarah hai jis me profit n loss sath sath chalta hai so forex me b yahhi h0ta hai k yahan profit n loss k 50-50% chances h0ty hain so apni skills use krty huye trade krna chahiye
                            • #89 Collapse

                              forex pay hmesha profit ni hota loss b hota hai aur yeh depend krta hai aapke trade pay agr aap nay trade market ko analysis kr k ni ke hoge to aapko loss hoga aur zaruri ni k market analysis say loss na ho pr yeh aapke luck pay b depend krta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Bhai jaan jaha tak mera khayaal hai forex me hume loss ziyada hota hai kiyo ke ye kafi risky business hai hume forex ko ache se seekhna hota hai jab hamara loss khatam hota hai aur acha profit aata hai.......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X