forex pr hamesha profit hi hota gai ya loss b hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex pr hamesha profit hi hota gai ya loss b hota hai?
    kya forex pr sirf profit hi hota hai ya phir kbi loss b ho jata hai?
    kin halat main loss hota hai forex pr?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex pr hamesha loss q hota hi es ka jawab kya hai q k es pr koi btay ga to hi kuch achi trading ki ja saky gi. agr loss hota b hai to q hota hai forex pr loss na b ho to kya bora hai?
     
    • #3 Collapse

      Forex trading mai dono kaam hote han profit be loss be agar ap achey trader ho to apko loss kum hoga or ager ap new ho trading mai to loss zayda honey k chances han.
      • #4 Collapse

        mery bhai forex trading business men profit bhi hota yhy or loss bhi forex men profit un lgo ko hota hy jo expert hoty hen or jin ky pas forex ka experience hota hy or loss un ko hota hy jin ky pas is ka koi knowledge or experience nahi hota q ky knowledge or experience kamyabi ki kunji hen
        • #5 Collapse

          nai forex par har waqt bhe profit bhe nai hota use loss ka samna bhe karna parta hai loss buht bad cheez hai is ke recovery bahut mushkil hote hai
          • #6 Collapse

            Jee bilkul loss bhi hota hai kabhi kabar to profit se ziada loss hota hai lekin iska matlab yeh nahi k yeh market bekar hai iska matlab k kabhi kabar market unpredictable hojati hai.
            • #7 Collapse

              Loss Forex trading business ka parta hai is business mein profit sy ziyada loss hai , Forex buhat risky business hai ap apni knowledge ki base py is busienss k risk ko control kar sakty ho , Forex trading mein loss ki main wajha lack of knowledge hai .
              • #8 Collapse

                jo be trader forex me work krna jata ne he wo trading krta he os waqat he jab os ko profit ho jab os ko profit na ho to os waqat wo order nahe lagata he ya aik bara kamyabe ka raz he
                • #9 Collapse

                  Assalam o alikum Dear friends forex me loss or profit dono hote hen ye aap ke khud ke uppar he ke aap loss krte hen ya profi exampple agar ap ke knowledge achi he or ap ka experience zada he or aap forex ko roz learn krte ho to aap ko profit ho ga or aap ke pas kuch bhe ni ha to loss ho ga.................
                  • #10 Collapse

                    wo business hi nahi k jiss may loss hi na ho or wo business hi mahi k jiss mayprofit hi naho aisa koi usiness nahi ha agar koi aisa business ha to wo haram ha is ay kam nhi krna chya
                    • #11 Collapse

                      my dear g nhi prpfit hi nhi loss bh hota hay ha ya baat hay loss ap ki khud ki galti say ho ga warna nahi agr ap ik achay trader hain to phir waqi hi ap ko profit hi ho ga loss kabhi bh nahi ho or agr ap new hain to phir ap ko loss ka bh samna karna parey ga
                      • #12 Collapse

                        forex trading main profit or loss dono hota hai ager app achi knowledge or experience eke sath trading karo gaye to app ko profit ho ga jalbazi or lalach se app mo loss ho ga
                        • #13 Collapse

                          assalam-o-alaikum janab profit and loss to har business main hi hota hai ab koi bhi exactly ye to nahi bata sakta ke loss kese hota hai and profit kese to ye to aap ko khud hi dekh bhal kar kaam karna hoga and agar loss hogaya to khair inshaAllah agey zarori achi news milegi Thank you...
                          • #14 Collapse

                            Profit is not only the part of trading, but also loss. When we earn profit we celebrate and become very happy, but when we suffer loss we become very tensed and aggressive which is very wrong idea. If you are a part of this trading then you need be ready to face the loss/risks.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              brother most of loss newsbies ko he hota hai oski reason yeh hai ke wo new users hote hain or unke pas forex ka itna knowledge nahi hota yeh aik aisa business hai jismein ap achi eaning planing say he ker sekty hain risk say nahi jab ap risk lain gy to sahd apko ismen loss bhi aa sekta hai
                              :(

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X