Kiya ap always loss ka shikar ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya ap always loss ka shikar ha
    Hmre kuch dost haen jo forex mein loss ka shikar haen ye ni k wo achi trade ni lga skty ya un ko analyze krna ni ata sb kuch thl ha but en cheezon k sath sath money management ki bhi bht zrurt ha agr ap ki money management weak ha tu definitely ap loss mein rahaen ge aur agr ap ki money management achi ha tu profit zrur hasil hoga es lye hamaen apny analyze ko acha banany k sath sath money management pe bhi zor daina hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya ap always loss ka shikar ha

    No g main always loss men nhi hoon han ye zarur hai k mjy bhi baqi traders ki tarah kabhi kabhi loss ho jata hai but main always loss men nhi hota hn
    Meri mony managment kafi achi hai aur main bahot hi achi tarah se apni trades ko handle kr leta hhn so mjy iski koi tension nhi hai
    Aap ne acha idea hai ki new log sirf issi waja se loss kr rhe hote hain
    • #3 Collapse

      Re: Kiya ap always loss ka shikar ha

      Dear ai baat ma tu koi shak nhi hay kay forex trading bhot acha business hay laiken intehai mushkil aor risky bhi hay jiski waja say aksar traders ko loss hu jata hay kiun kay forex market ka koi nhi pata chalta kisi bhi time kisi bhi direction ma move ker sakti hay is liye behtar yehi hay kay hum laluch na karay aor risk tu bilkul bhi na lay aor money management ko pehli tarjhee dayn.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya ap always loss ka shikar ha

        Ham me sy kafi dosto ko hamesha loss hota hai is liye k wo analysis nahi karty or na hi un ko trading ka itna pata hota hai is liye un ko bar bar loss hota hai agar wo analysis kary or mistakes na kary to loss na kry.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya ap always loss ka shikar ha

          no dear main always loss ka shikar nahi houn main nay 3 say 4 sal los he kia hai mger main aysta aysta earning ker raha hun aur markeet main kafi acha expereince ho gea hai ap ko ager kisi help ki need hoi tu btaana main app ki free help ker dunga forex ko pehly achi tra ap sekhain uss k bad iss main trading karain.
          • #6 Collapse

            Re: Kiya ap always loss ka shikar ha

            asal me loss ki main waja ghlt trades e nai hen or bhi bht si wajuhat hoti hen . me ny aksar logon ko dekha hy k wo aik e ghlti bar bar krty hen ya wo seekhty nai hen apni ghylti sy , jo k bht bara risk hy business me , sb ko chahye k jb aik bar kisi ghlat trade sy loss ho bhi jay ti ainda usy mind me rakhy or same ghlti dobara na dohray.
            aik or waja loss hony ki ye bhi hy k log proper learning nai krty or earning k khwab dekhna shuru kr dety hen or apny knowledge ki kami ki waja sy toss ka shikar ho jaty hen .
            • #7 Collapse

              Re: Kiya ap always loss ka shikar ha

              Dear friend forex trading me abhe new member ke tor par hn aur seniors ki bhe madad le raha hn isi waja se mujhe abhe tak koe loss nahen hwa ager hum apne seniors ki madad se kuch sekhen to hum loss se buch sakte hn
              • #8 Collapse

                Re: Kiya ap always loss ka shikar ha

                Dear ap ke bat bilkul theak hain mery kyal main always loss in person ko hota hain Jo trading ka acha knowledge lay k nahi karty or trading main jaldbazi karty hain to phir he Unhe person ko always loss ho ta hain es liye always loss ka shikar hain to phir wo apni mistake ko theak kary or trading ka acha knowledge lay k kary to phir he ap loss k shikar sy bach sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya ap always loss ka shikar ha

                  dear members forex main loss hamesha wo krty hai jo forex kay about sabz baag daikhty hain and forex ko wo ek game and juwa smjh kay krty hai ya forex main wo bohat li lalach krty hain forex main agar apne apna loss km krna hai ya apne account safe rakhnaa hai to apko forex main ziyada profit ka lalach nahi krna chahye and ek target set krain jab pura ho jaye market say out ho jayn.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya ap always loss ka shikar ha

                    Dear brother mujy bi aksar nuqsan ka samna karna parta ha lakin ma samjta hon us ma hamari apni ghalti hoti ha ak to hum laluch ka shikar hoty ha dosra money management ka waqee kafi problem ha aksar hum sa itni lot select ho jati ha k agar trade loss ma chali jaye to per buhut sara nuqsan ho jata ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya ap always loss ka shikar ha

                      forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy apne galtiyo ko avoid karna bohat zarore hain pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hota
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya ap always loss ka shikar ha

                        agar hamy loss ho raha hain to hamy apne mistakes ko find out karna chahey inhy durust karna chahey or hamy emotions ko pr lalch ko qabo mai rahk ky kam karna chahye pher he hum loss sy cah saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X