Best analysis mei fundamental analysis k liye forex - factory ka use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best analysis mei fundamental analysis k liye forex - factory ka use
    Hum jantay hain kay forex factory pe release honay walay DATAS news bohat effective huwa karti hain jo high impact hain wo tou kisi condition mei bhi nazar andaz nahi ki jati so best analysis kartay ho jab aap tou fundamental analysis bhi lazman karnay chahiye takay aap ko uncertain movement ki update lazman honi chahiye eskay liye bohat ziada behtar hay kay forex factory pe aap jab daily news dekh liya kro gay aap kay liye behtr ye hoga aap ko maloom hojay ga konsi important news bohat ziada effective ho sakti hain aap kay analysis safe hojatay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Best analysis mei fundamental analysis k liye forex - factory ka use

    forex factory mey release honay walay datas waqay he bari ehmiyat rakhtay hain me jab bhi analysis karti hoon inko lazman dekh leti hoon senior ney bhi yahi gudie keya tha jis din heavy datas hon nuksan ka darr pata lag jata ha k aik eham news arahi ha oss pair pe oss din trade se ruk jati hoon
    • #3 Collapse

      Re: Best analysis mei fundamental analysis k liye forex - factory ka use

      Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hai khas kar newbies k lye mjy bhi is bat ka pata nhe tha mery knowledge me bhi ezafa ho gya hai dear mery kheyal me hamen news ko lazmi follow karna chahye
      • #4 Collapse

        Re: Best analysis mei fundamental analysis k liye forex - factory ka use

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ISB_BOY پيغام ديکھيے
        Hum jantay hain kay forex factory pe release honay walay DATAS news bohat effective huwa karti hain jo high impact hain wo tou kisi condition mei bhi nazar andaz nahi ki jati so best analysis kartay ho jab aap tou fundamental analysis bhi lazman karnay chahiye takay aap ko uncertain movement ki update lazman honi chahiye eskay liye bohat ziada behtar hay kay forex factory pe aap jab daily news dekh liya kro gay aap kay liye behtr ye hoga aap ko maloom hojay ga konsi important news bohat ziada effective ho sakti hain aap kay analysis safe hojatay hain
        Agar Hum trading karte huye Forex factory ki application a website se help Lekar trading current acchi trading kar sakte hain koun ke wahan pe bahut Sare logo ke analysis module hote hain Jin Ko Dekhkar bhi market ki friend ka andaja Lagaya Ja sakta hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Best analysis mei fundamental analysis k liye forex - factory ka use

          jee sir hamain forex factory say bhut zayada help mil sakti hai es mien aa ker hum log anadaza ker sakty hien k ab market kahan tak ja sakti hai or es ka trend kya hai q k es mien hamain theek say anadaz ho jata hai ab trend kya ban rahah hai or ab hamain sell kerna hai ya buy mager hum es per pora yaqeen bee na ker sakrty hien es lye khud say bee dakhna zarori hota hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Best analysis mei fundamental analysis k liye forex - factory ka use

            bohat best kaha ap ney forex factory most popular site ha jo hamari trading mey use hoti ha mostly news eski ap ko effective milti ha so fundamnetal analysis agar hum eskay zariye karain gay hamary analysis achay hojayen gay hamay ye maloom hojay ga k konsi news hamari trades k liye best nahi hain
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here

            اب آن لائن

            Working...
            X