Losses learning mai madad daite hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Losses learning mai madad daite hai?
    Toora ajeeb lagta hai jab hum kehtay hai k losses say learning mai madad milte hai q keh first tu ye baat hai k kesi ko be losses acceptable nahe har trader sirf aor sirf yahan par earning chahta hai na k koi be losses waghaira par agar losses hojae badkismati say tu osko be negative way say positive way mai tabdeel kiya jaa sakta hai for example agar kesi trade say apko loss hojae tu oski koi na koi waja hovi aise koi na koi mistake zaror hoge jeskay zareye say apnay wo loss ki hai lehaza os mistake ko find out karna aor osko learn karna aor pir os kisam k mistakes ko ayenda k leye fully avoid karna maire khyal mai ik behtareen strategy ho sakte hai...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Losses learning mai madad daite hai?

    Iss baat men ki shak nhi hai hamen jab loss hota hai to ham apne loss se kafi better sekh pate hain hamen koshish krni chahiye k ham se jitna mumkin ho sake ham apne loss se sekhne ki koshish krni chahiye
    Hamen apni trades men jiss waja se bhi loss ho rha ho hamen un mistakes ko note kr lena chahiye aur hamen koshish krni chahiye k ham wo mistakes dobara se apply na kren jab ham koshish kren ge to ham kafi had tak apne loss se selh oaen ge
    • #3 Collapse

      Re: Losses learning mai madad daite hai?

      G friend ap bilkul thk kah rahy han k forex ma jab humy loss hota ga toh humy apni galti ko seekh jana chaya jis say humy pata ho k hum ny ya galti dubara ni karni ha or loss hamesha learning ma hi madad dati ha or humy khosish karni chaya k hum dobara mistake na kary or hum apni mistake say bohat kuch sekh jaty han
      • #4 Collapse

        Re: Losses learning mai madad daite hai?

        bhai ap ko losses se khud learn karna parta hai k ap ne kis waja se loss kiya agar ap ko loss ho jay or tension me time zaya kar do ge to ap ko kabhi bhi loss hone ka sahi reason nai pata chale ga ku k tension me sub kuch kharab chalta rehta hai is liye ap ko chahiye ap jub ap ko loss ho ap easy working karte rahe or loss se learning hasil karte rahe ta k ap ek ache trader ban sake.
        • #5 Collapse

          Re: Losses learning mai madad daite hai?

          dear mai ap ki bat sy itefaq kerta hun waqi hm sab log forex mai sirf ise waja sy aty hy ky hm log yaha per sirf or sirf profit hi hasil kerty hy or ise hi zehan ky sath aty hy ky hm log forex mai sirf or sirf profit hi kamny aty hy hala ky hm log ager yi bat man jay ky is ko ager hm logo ny forex mai entry kerni hy tu lazmi ik bat ko zehan mai dall ly ky jab bi is forex ko kerna is ko lazmi pehly learning hasil kerni hy tabhi is ko kerna ho ga is mai sirf profit hi nahi hy lazmi is mai loss ka bi khtra ziyada hota hy ager kamyabi hasil kerni hy tu is ki learning hasil kery tabhi is mai ap ko kamyabi ka chance ziyada hy.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Losses learning mai madad daite hai?

            yeh bat to ap ki theek hai k jab hamain forex mien aa ker loss hota hai to hamain us say aa ker learn kerna hota hai jab hamari es mien learning ho jati hai to hum es mien earning ker sakty hien es lye hamain forex mien aik behtreen trader ban ker kam kerna hota hai or her bar hard work ker k kam kerna hota hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X