Robot Tarading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yar hame robot trading nahi karni chahie kun ke is ki waja se hame kuch hasil nahi hota hai lekin agar ham manual trading karte hain to hame experience or knowledge hasil hote hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      robot trading nahi kerni chayae kyun keh is mein kafi loss k chances hotay hian jo loog robot trading kertay hian un ko loss he hotay hian han kabhi kabhar profit gain kerty hain
      • #33 Collapse

        main bhi yhi khon ga keh forex main robot ka use krna bhtr na hota ha aor is main koi aisi haqiqat na hoti ha keh woh 100% profit main hi ly jae is main loss hota ha aor robot koi bhtr hl na hota ha trading main success haisl krny ka
        • #34 Collapse

          Robot tradigns ko to me pehlay acha smajhti thi lekin jab se is ne mjhe loss dena shuru kya he or meri real investmetn wala acount loss ki wajha se khali karwa dya he to tab se men robot tradigns chor di he or abn me khud tardigns karti hon or manual tradings ki wajha se mjhe acha profit horha eh
          • #35 Collapse

            mere khayal mein forex trading mein robot se trading karni achi nahi hai q ke robot se bhi galti hoti hai or baz dafa robot ke saath bhi knowledge nahi hota or fazool main robot par pese bhi xaya ho jate hai q ke robot ki guarrante to nahi hoti
            • #36 Collapse

              meray tu kheyal mai rbot trading theka nahe hai aur es mai kjatra be hai agar ap khud se rtade kare tu he acha rahay ga aur esi mai profit hai aur ye long term k leye hai keyo ye ap ne khud kamaya ho ga pher kama saktya hai
              • #37 Collapse

                right, there is no instant way to become a good trader and get rich in a night, but there are option to achives the goals, some of the trader will use EA as their way to get profit and some of them use manual trading.
                and for me, manual is better and profitable than EA
                • #38 Collapse

                  robot trading hum jb kare to ye zroro soch le k hum ko is kam me zyada expeirnece ki zrorat hoti hai aur hum ko kam karna hota hai k kesay kam ko kya jae aur kesay is ko samjha jae.
                  • #39 Collapse

                    bulkul sahi kaha aap ne robot trading aik automatic trading method hai jis se aap ko unksaan ho sakta hai yeh apne aap he trade lagate aur close kr dete hain chahay aap loss mein hoon ya profit mein.
                    • #40 Collapse

                      hello dear in my opinion we never do robot trading because it give us huge loss after some day and i am not prefer to robot trading i always prefer to manual trading so dear you should learn forex by proper way.
                      • #41 Collapse

                        Forex trading mamin dosto ham apney trading robot say b kar saktay hain lakin is kayleya ya zarori ha kay hamarey investment b zayada ho kyon kay ya kafa mahnga ha or jab tak hamarey investment zayada na ho is say trading akrnayka koe faida nhe ha.
                        • #42 Collapse

                          dear mai ne abi tak koi b autosoftware use nhn kiya muje manual tradiing karna pasand hy es liye ami auto trading ki tarf nhn jata agar ap chahte ho es business mai acha kam karo tu es busienss ko seekh lo ta k ap ko loss na karna pare,,,
                          • #43 Collapse

                            Robot trading aik asee trading hy jo ke auto trade lagati be hy aor exit be krti hy lain me rebot ko prefer nahy krta rebot trading suitable nahy hy, manual trading is best rebot trading 100% exact nahy hoti, har trader ko khodd soch samj kr trading krni chaheye.
                            • #44 Collapse

                              dear bro main abi is maiin new ho or is main abi main nay is k bare main information nahi hai robot trading ka bare main is liye muje is ka pta nahi hai k is main hum kis tarah say kar sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dekho jahan tak haram aur halal ka tualuq he to is ke ahwale se mujhe yahan par nahin mualoom ke robot trading ka kya masla he laikin usse hat kar men aik bat kahon ga ke agar halal ho to agar option diaya gaya he to ayqeena kisi wajah se hoga to emre khayal se agr rules ke khilaf na hon aur halal ho aur experts karte hon to karke dekhna chyye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X