Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?
    Dear members forex trading market mn kmyab honey aor achi earning hasil krny k liay zaruri hi k ap ki trding greed free ho yani ager ap greed py trding k doraan control kr laity hin tu trding mn ap kmyab he kamyab hain aor ager greed py control ni tu time ka zaa hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

    Forex trading men ziyada tar lalachi log hi nakam hotay hen iss ki waja yeh k aesay log sirf ziyada paisa kamanay k chakr men hotay hen ta k jaldi ameer ho jaen aur yeh achi learning aur experience k bagher hi trading shuru kar detey hen aur lalach men bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey iss liay woh nakam ho jatay hen
    • #3 Collapse

      Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

      Dear brother apki bat theak ha forex trading ko aksr log is wja sa join krtay hn k jaldi jaldi earning kr k ameer ho jayn gay bonus hasil krtay he trade shro kr detay hn jaldi profit k lalach mn woh forex trading bara mn kuch seekh bhi naen patay aur nakam ho jatay hn
      • #4 Collapse

        Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

        forex business aik aisa business hai jis me hum aik hi time me bohat sare paise kama sakty hai or yahi is business ki sub se bari khubi or khami hai agr hum zaida paise kamane ke chakr me apni investment b zaiya kar de tu kya faida howa is business me lalach bohat hai q ke ya 24 hour open hai jub dil kare trade karo or earning ya lose karo slow slow working theek rahti hai account wash hone se bahtr hai ke thora kama lo.
        • #5 Collapse

          Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

          Forex mein sub sae buri cheez greed hai aur taqreeban sub hi trader jin ko loss hota hai woh greed hi ki wajah sae hota hai aur iss ko trading mein control kerna bahut zaroor hai aap kabhi bhi baray profit ka na sochain aur choti lots ki trades lagain iss sae aap ko loss nahin ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

            Aisa hi hai agar ham lalach na kry to loss k chances bohat kam ho jayn gy q k loss kai dafa lalach ki waja sy hi hota hai to agar ap account ko manage kary gy to apko lalach ho gi nahi or ap loss sy bach jao gy.
            • #7 Collapse

              Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

              g dear bilkul achi bat ki hai apne agar kamyabi hasil karni hai to sab se pehle apne emotions aur greedy ko khtm kar dain qk emotions aesi chez hain jo apko greedy bana kar hamesha ghalt decission karwate hain aur jiski waja se aksar loss ho jata hai aksar to account b wash ho jata hai to soch samjh kar trading karen dear
              • #8 Collapse

                Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

                G greed to hmary lia baaisy nuqsan sabit hotii aksr okat hum jb hum trading kay doran greed mn aaky zaida se zadia trade lgaty jaty hein to humara dehan ek trade py nahi rehta aor hum ek trade ko proper wakt aor dehan nahii dy paty joskii waja se humarii trade loss mn chlii jati hai....
                Mehnat Me Azmat hai
                • #9 Collapse

                  Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

                  Forex mein jo banda greed ko control ker leta hai wohi kamyab bhi hota hai aur greed ko control kernay kay lye agar aap yeh sochain kay aap ko loss ho gaya tou aap ko kuch bhi nahin milay ga lakin agar aap choti trade laga ker thora profit hasil kertay ho tou kuch na kuch tou aap ko milta hi hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

                    Dear forex members, Forex Trading greed boht nuqsan deh he. Hmain agr aik trade se profit mil gya,,phr sbr krna chahye. Hum lalach mein aa ke dosri trade lga dete hain.wo trade phr loss mein chli jati he,, Us loss se hmara profit bhi zaya ho jata he.
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

                      Yes dear ap sahi keh rahai hai k agar ham trading ke doran greed per cintrol rakay to kamiyabi ke ziada chances hoty hai aor lalech mai aksar ghalat faisaly hojaty hai, aksar member lalech mai akara jald bazi kar jaty hai aor nuqsan uta daity hai,iss lialy ham sub ko lalech se bachna chahiay q n keh lalech buri bala hai. Thank
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

                        yes am agree with your opinion bro, forex me agr ham ek hi din me rich hona chahty hn to ye mumkin hi nhi hai ,, lekin greed ki wja se ap ka buhatzyada los ho jata hai jis ko ap kbi recover nhi kar paty is liy trading me kamyab hony k liye greed ki bjay learning pe tawja kary
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sohbatkhan پيغام ديکھيے
                          Dear members forex trading market mn kmyab honey aor achi earning hasil krny k liay zaruri hi k ap ki trding greed free ho yani ager ap greed py trding k doraan control kr laity hin tu trding mn ap kmyab he kamyab hain aor ager greed py control ni tu time ka zaa hai
                          Forex trading market melalathur traders Ki Sabse Badi loss hota hai re Jabra trading cutting wellalage karte hain Sapne process soby last may change kar sakte hain Jada Socha Hai Ye ke kabhi bhi trading karte huye laalach Na Kare
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

                            forex aik online business hain ham is kam karty hain hamy hamry kam ka bonus milta hain likan jab hamy kam karty howy nuqsan ho jata hain to hamy sabar karna chey apni galtion ko avoid kar ky next kam karna chey pher hi ham kamyab ho gy greed hamra dusman hain hamy greed ko avoid kar ky kam karna chey keoun ky lalch bori bala hain forex main hamra koi boss nahi hota
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed ko control kr len tu kamyabi he kamyanbi ?

                              Forex trading main sirf greed hi aisa effect nah hay jo loss ka sabab banta hay. is kay sath pehlay aur boht c chezen hain jo kay greed say pehlay forex trading per asar kerti hain. greed tab asar kerti hay jab trader ka knowledge acha ho aur wo achi practice bhi ker raha ho. aur us ka experience bhi ho. aur is kay bawajood trader loss ley raha ho to wo greed ka shikar hota hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X