Beginner ka profit leny ka matlab ye nahi k wo professional hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beginner ka profit leny ka matlab ye nahi k wo professional hain
    Aksar beginners jab trading start kartay hai unko bohat acha profit hojata hay wo samjhtay hain ik bar acha profit kar liya wo best traders hain asa nahi hota next wo loss mei he mubtla hongay hamesha wo log kamyab hotay hain jo through proper channel chaltay hain hardworking sey kaam letay hain kabhi bhi profit karnay ka matlab ye na samjhen kay aap professional hogay hain beginners jab asa samjhtay hain kay unhay mazeed knowledge ki zaroorat nahi wo profit kar len gay tou less experience ki wajah sey loss hojata hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Beginner ka profit leny ka matlab ye nahi k wo professional hain

    G han forex trading men agar new traders ko kuch profit hasil ho jay tu unn ko over confidence nhi hona chahiay iss profit ki waja se nah professional traders ban saktay hen aur nah hi expert iss k liay kafi mehnat aur hardworking ki zaroorat aur iss pe waqt lagta hey phir kahen ja k kamyab ya professional trader banta hey
    • #3 Collapse

      Re: Beginner ka profit leny ka matlab ye nahi k wo professional hain

      Dear koi bhi trader aisa ni jo kahyn main bhtt acha aur best trader hon kyun k forex trading mein market ka koi pata ni chalta kis time kis side p move kar jaye aur loss ho jaye is liye kabhi ye na samjhyn k hamyn profit ho gaya tu ham bht achy trader hain so achi tarha soch samjh k trading karyn aur learning jari rakhyn ta k market k analysis kar sakyn aur utar charhao ka pata ho
      • #4 Collapse

        Re: Beginner ka profit leny ka matlab ye nahi k wo professional hain

        Forex trading aik aesa business hay jis main humain expeart banne main kafi time lagta hay aur jo biggner start main profit par khud ko expeart samjhne lagte hay wo kabhi trading business main kamiab nai ho pate is liay new traders ko ye mistake nai karni cahiay balke hamesha mehnat jari rakhni cahiay small profits par khud ko expeart na samjhe aur mehnat jari rakhe
        • #5 Collapse

          Re: Beginner ka profit leny ka matlab ye nahi k wo professional hain

          Ap ny sahi kaha hai jo new trader hai agar us ko ek do trades me profit ho gya hai to wo khud ko professional na samjhy or overconfident ho kar loss na karwa ly bal k apni achi trading ko jari rakhy or analysis kar k trading kary.
          • #6 Collapse

            Re: Beginner ka profit leny ka matlab ye nahi k wo professional hain

            Aksar beginners yehi samajhtay hain k unky pas kabhi skills nahi hain 2 ya 3 bar trades laga kar ap acha profit ley letay ho eska matlab ye nahi ap ko aur knowledge ki zaroorat nahi ap achay trader ya professional ban gay ho achay trader ap achi mehnat sey bano gay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Beginner ka profit leny ka matlab ye nahi k wo professional hain

              Dear ap ki bat theak hay jo trader proper triqy sy work karty hain wohi forex mein kamyab hoty hain jo log start mein thora sa profit hasil kar lety hain to khud ko aek acha trader smjhty hain to aesa un ko mehnga par jata hay aor big loss kar baithty hain knowledge hasil karty rehna chahiye chahy ap ko daily profit hi q na ho raha ho

              اب آن لائن

              Working...
              X