Forex ke liye english aana zrori hy kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    is kay liye humain thori education ki zrort hay kun kay humai market main agr success hasil karni hay to humain hard work kar kay pracctice kar kay kam karna ho ga ta kay loss km ho
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Forex key leye english ki bajaye trading skills ka aana zarori hota hy. Aap ko small english ki zarorat hoti hy aur woh koi big issue nahi hy. Lekan main thing jo aap ko profit bananey main help karti hy woh hy trading skills. Jab tak aap trading skills ko improve nahi karain gey, is business sey acha profit nahi bana payen gey.
      • #438 Collapse

        nahi g forex trading mien kamiyab hone ke liye apko english ki koi khaas zaroorat nahi hai is mien apko chahiye ke ap bs isko sahi se seekhen aur iski practice karen.
        • #439 Collapse

          sir lazmi nai ha forex kay liye english qk yaha pay english say ziada expeirnce kam ata ha forex ma ham trading kr sakty ha qk yaha pay ziada english manaye nai rakhti ha islay apko forex ma earning krnay kay liye apko experince or knowledge bhi hona chhaiye tab hi ap forex ma kamiyab ho sakty ha
          • #440 Collapse

            Mera khiyal men english ka zada mal dhakhal nahi hai. bas ap ko jo common english hai us ki how know hona chiaey. or ap forex trading ko news ko read ker sakein or apko samjh ani chaiey bas, or koi zada english ka kam nahi hota hai
            • #441 Collapse

              Gee mery bhai agr ap ko forex market mai kam krna hai tou phr ap ko es market mai kam krnay ky lye english ka aana bohat zaroori hai tou ap es market mai successful ho kr kam kr sakty ho.
              • #442 Collapse

                Mery khayal say forex maikam krnay ky lye English k aana zaroori nahi hai lye es mai kam krnay ky lye zaroiri hai k ap es market mi analysis aur trend ko followkr sky.
                • #443 Collapse

                  thori bohat English aana to zaroori hai aor computer pe kaam karne k lye bhi to English ka aana zaroori hai bohat high figh qism ki English ki zaroorat nahee hai bas normal si English se bhi trading ki jaa sakti hai
                  • #444 Collapse

                    forex trading karnay kay liey mery khyal main english ana zarori nahi hay bs humay basics ati ho aur hum esmain achi trha trading karna seekh sakty hay bs humay demo account par practice karni cahheiy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #445 Collapse

                      english bilkul b zaruri nahin hai. english k baghair b dunya men boht kuch hai. ap forex trading ko english b kar sakty hain. apko sirf market ko samajhna hai. aur ye kam is k baghair b mumkin hai..............

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X