Forex ke liye english aana zrori hy kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    most of the trader do there trade at forex market with there emotion,but this is not good option for them,to operate there trade well in the market,trader needs to operate there trade by having good analysis of the market,that means they needs to use there mind properly to analyze the market chart properly
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      yah bohat zada zaroori ni hai ager ap ko thore bohat english ate hai to b ap forex kr skty hai yah isley hai ky ap mukhtalif news ko par skyn uny smj sky forex me news ate hai to he us me volitily ate hai or market teez hojate hai is me hmy pta chlta hai ky market ub down jay ge yah up jay ge
      :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
      • #123 Collapse

        Nahi Janaab App Ko Trader Karnay Ka Ley English Ana Koi Zaroori Nahi Ha.Mugay Bhi English Nahi Atti Ha Lakin Me Aik Acha Trader Hoon.Me Forex Trading Se Acha Kama Lata hoon,
        • #124 Collapse

          nah aisi to koii b shart nahi rakhi gai hy yaahn k humen english ana zaruri hy .... so ap aisy b posting kar sakty hen jesay me ny apko rply kia hy ..... forex ny aik bht e awla opportunity di hy ye
          • #125 Collapse

            mere khayal men is ki khas zaroorat nai he agar app ko english nai ati to app is ko urdu men bhi kar sakty hen forum par app urdu men comment dyn or instaforex urdu men bhi kam karti he, means dono hi best hen,
            • #126 Collapse

              nahe zaroori nahe hay kay ap ko english bhi ani chaiye albata ap ko trading knowledge ho kaafi hay puray world ka sab se big business yani kay unique business sirf forex hay online business mei sab se zyada bharosa ap forex pey he kar saktay hain janab ap forex mei kamyab honay kay liye achi skills hasil karo
              • #127 Collapse

                han g bilkul forex ke business me kam krny ke liye hame is me english ka ana zrori hy q ke forex aik international market hy or is me tamam tar information or news english me hoti hen or jin ko understand krny ke liye hame english ka ana zrori hy
                • #128 Collapse

                  bahi era jaha tk kheyal hai k insan ko kam say kam thori bot english ani chaye jo k wo market ki news or reports ko parh sake kun k in ka markeet py bot ziada asar hota hai..
                  • #129 Collapse

                    Mere khayal mein itni english to ani hi chaheay ki hum trading platform ko sahi se parh sakain k patrom pr kon se tab pr kya likha hai aur kahan pr sahi trade open krni chaheay wesay trading mein zyada log parhay likhay he hain.
                    • #130 Collapse

                      nahi bhai g forex me eng ana kuch ziada zrori nahi h balky thori boht b ajay to kam chal jayga q k ap ko trading k liy news ko folow nd read krna parta h to eng na b ay to koi masla nahi h but eng basic to honi chaiye na .............................
                      • #131 Collapse

                        Dear member ap nay bohat acha sawal kiya haa kafi saray members es bary may jannah chatay hain english ahna zarori nahi haa forex trading kay liya ahn itna lazmi haa ka koch na koch tohri sai b agr english ki samjboj ho toh per b chal jahy ga lakin agr kisi teacher say traning li jahy toh koi zarori nahi haa english.
                        • #132 Collapse

                          yes my dear bother ap Forex forum us kr rahy ho to my dear bother English aa na to boant he zrori hy my dear bother ap aj kal k dora ma kuc b kr na hy English aa na boant zrori ho ga hy
                          • #133 Collapse

                            g nai g hum is per jonsi mrzi language use ker sakty hai q k is se humy hi faida ho ga wasy to english m jwb nai dena pary ga aur hum is per urdu m b jwb de sakty hai q k ye ak pakistan site hai
                            • #134 Collapse

                              g brother acha question hai . maire khayal mai tu learning kaay liye lazmi hai ke english atte ho ke jo b acha learning ka materials ya book wagera hai woh sab english mai hai. aur trading mai b basic english tu zaroori he hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                forex business keliye english ka must hona koi ziada zaroroi nahin hey but agar hamen english ati ho to phir yeh hamarey liye kafi acha hota hey is se hum achi trha se faida utha saktey hain aur jaldi learnign kar satkey hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X