forex mein news ki kiya ahmiyyat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein news ki kiya ahmiyyat hy
    ap ne jab se trading shoro ki hy ap kiya kehte ho is bare mien ke forex mein news ko dekhna
    litna importent hy kitni is ki zrorat hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading ke bare main mera jo experience hai wo ye hai ke world ke bare bare traders important news ko sirf is lia dekhte hain ke us time unke koi trade open na ho kyun ke news ke waqt price movement unexpectedly move karti hain
    • #3 Collapse

      assalamo alikum dear aap ne sahi kaha hai forex trading mai market ke bare mai information gain karna buhat zarori hai aur market news ko ignor nahi karna chaheyai aur baghair soch samje trade nahi lagana caheyai .... warna nuqsan ka zimadar trader khud hoga
      • #4 Collapse

        news ke importance is lie hai forex mai k agr globally koe b change aata hai to us change ka affect hr chez pr prta hai jis mai aapke currency k rates or gold k rates shamil hain aapko pta hona chaiye k kb yeh rates nechy jaty hain or kb opr jo k news k through he lg skta hai pta
        • #5 Collapse

          dear aap ny bohat achi bat share ki hy; men aap ko btana chahta hon k forex trading men forex news bohat hi important hy in ko boahat ahmyat hasil hy. kamyab traders forex news sy bhi kafi help lety hen.
          • #6 Collapse

            forex trading mai market ke bare mai information gain karna buhat zarori hai aur market news ko ignor nahi karna chaheyai.forex trading ke bare main mera jo experience hai wo ye hai ke world ke bare bare traders important news ko sirf is lia dekhte hain.
            • #7 Collapse

              dear forex ma news ki bahut ziada ehmiat ha jab kabi bi ap ko pata lage k koi bari news ane wali ha to ap news ka wait karen us k bad trade karen.
              • #8 Collapse

                Fadsa hi faida hai sir gee aur ahmiyat hi ahmiyar hai. Jab kabhi bhi market mein change ana ho tou news bse pata lag jaye aur is tarah hamari rradig successfiul ho jayegi. Yei waja hai k koi b cheez faltu nahi hoti
                • #9 Collapse

                  forex ke business me news ka bhut zyda impact hota hy or wo news jin ka red impact hota hy market pe bhut zyada is me kam ati hy q is ki waja se market bhut zyada move kr jati or jo best trader hoty hen wo is me se heavy profit earn kr jaty hen
                  • #10 Collapse

                    forex ma new bhi important part hai is liya huma is ko sochs smjah k krn chyeia tk huma loss naho aur hum monthly ahchi earing gain kr skt hai aur apni life ko beter bana sktyy hai
                    • #11 Collapse

                      sir ma to apko yahi khao ga kay forex ma news ki ahmiyat bhot ziada ha qk agar ham news tading krtay ha to hamay loss bhi kamm hota ha or hamay pta chl jta ha kay kasay market kam krti ha or ham wsay hi ak acha trader ban skatay ha or forex tarding ma ziada say ziada earning kr saktay ha
                      • #12 Collapse

                        very nice thread i like it and appreciated this type of threads which increase our knowledge and i am new here at forum and i seek many things from this forum like this type of threads but as concern of answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely. but i know that this forum is very best
                        • #13 Collapse

                          bro forex ma news ki bahut ziada ehmiat ha jab kabi bi ap ko pata lage k koi bari news ane wali ha to ap news ka wait karen us k bad trade karen.
                          • #14 Collapse

                            g han sir mere khayal se jaha tak mje lagta h forex me news ki booooht imprtanc h q k news ap ko market k about information deti h or ap ko market k analysis k bry me btati h news k bina trading krna thora mushkil hota h hr trader news p hi trading krta h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ji bhai jaan.. aap ne ek bohot hi achi thread post ki hay lekin main yahan par abhi naya naya hi hun isliye mujhy is baaray main abhi kuch zyaadah nahi pata hay...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X