trading lessons for new traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    maharajrk bhaei eisa hi he k hum jab trading karte hin to humari knowledge aur information min ezafa hota jata he hum es karobar min se hum kafi ziayda earning us waqat kar skate hin jab hum apni trading emotions ko door rakh k. Humari knowledge aur information of the forex trading market humin door rakhti he eisi trading karne se jin min emotions envolves hon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g ha aap bilqul theek keh rahe hain forex k liye apne mind ko fresh rakhna bohat zarori hai q k iss k beghair aap achi trading nahi kar sakte or business mai kamyab nahi ho sakte .............
       
      • #93 Collapse

        aik ache business k liye zarori hai k aap uss k sare rules ko jane ,hosle or sabar se kaam lain , lalach na karain or tention free rahe q k inki badolat hi aap business mai taraqi kar sakte hai.
         
        • #94 Collapse

          agar koye belkul fresh hay trading may to wo google se buhut hey knowledge lay sakta hay aur good earn kar sakta hay lakin pahle learning ke zarurat hoge tab earn kar paye ge thanks.....
          • #95 Collapse

            kia khobsorat bat ki hey bhai ney bhai ap bilkul sehi advice ker rahey ho key forex trading me kabhi be jazbati nahi hona fresh mind say trade kerni hey aur trading key dora apney emotions per control rakhna hey.
            • #96 Collapse

              yer bhai jan marey khyal me ye baat sach ha yer in trading time hum emotional hotay ha zada se zada profit arn karny ka chaker hota ha but yer is thread se new trader ko bohot si knowledge hasil hoi ho gi yer
              • #97 Collapse

                han g hamy fx ma kam karny k lia mehnat karan ho gi tab ham fx ma kamyab hosakty han fx ak bohat caha kam hai jis sy ham acha profit haseel kar sakty han
                • #98 Collapse

                  lessons ko aap follow karo aur mein forex say satisfied hon mein forex ko bahot pasand karta hon mein chata hon kay future mein aik achi earning kar sakon aur good trader ban sakon yeh aik real business hay aap is say jitna chaay earn kar saktay hay just ap kay pass knowledge hona chayie .
                  • #99 Collapse

                    yes all new traders never take any decision in a hurry,do not get emotional if you face a loss rather try to convert loss in profit by controlling emotions and trade.
                    • #100 Collapse

                      g bhai ap ka bht bht shukrya ap ki tips ko main follow karun ga ur in per amal der amad karun ga q k main abhi forex markit main new commere hun mujhy old member ki advice ki zarorat hy
                      • #101 Collapse

                        theek theek brother thanks for you dear apne hamare knowledge men ezafe k lye bohot best tips di hen hum en pr zaror amal kren ge
                        • #102 Collapse

                          main new traders sy yehi kahoon ga k es main apna work manage kr k kia kren taky es main achi income ho or es main hamara risk kam ho or hum es main daily base pr acha profit hasil kr saken jis main risk na ho
                          • #103 Collapse

                            assalam,o,alaikum dear brother aapka jo topic hai bhot hi acha hai trading k doraan new traders ko emotional nhi hona chahie aur ha mind fresh kaise krte hain
                            • #104 Collapse

                              ek acha trader banny k liy hamy chahiye k hum proper knowledge or demo practice k sath kam krain or or in cheezon ko bhi madenazar rakhain to kamiyab trader ban jaty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                dear brother.......forex trading may bilkul trader ko chahiye k jab wo forex trading kry to bilkul mind fresh ho ........aur trading krny se pehlay market ko achi tra se analyze kry.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X