Don,t exhausted try try again

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don,t exhausted try try again
    Agr ap forex mein kafi kam kr chuky ha aur ap ko koi faida hasilho ni ho raha belke loss ho raha ha tu ap ko chaye k ap apna real account chor k demo pe aa jaen aur apny trading notes ko aik br phr se kholaen un ko perhaen aur demo pe practice krean apny analyze ko behter bnaen aur es practice ko jari rakhaen umeed ha kamyabi zrur mily ge ap ko apni ghaltiyan bhi sudharny ka time bhi mily ga aur ap ki trading bhi behter ho ge phr jb ap dakhaen k demo pe mein kamyab ho gya hn tu phr real pe aen aur apni trading dobara se start krean
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Don,t exhausted try try again

    Well dear aap me good suggestions di hain main aap se fully agree krta hoon hamen zarur bar bar koshish krni chahiye agar hamen aik baar loss ho bhi jata hai tab hamen trading ko nhi chorna chahiye
    Balke hamen trading ko stop kr k hamen demi pe practic start kr leni chahiye aur bar bar apni stargteis ko test krna chahiye jab ham demo pe kamyab ho jaen then hamen phir se trading start kr leni chahiye ye bahot hi acha buisness hai aur mere kahayl men hamen isse zarur sekhne ki koshish krni chahiye

    اب آن لائن

    Working...
    X