Loss k wajohat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k wajohat
    Dear forum members hum aksar market movement ki analysis ki bat karty ha lakin agar hum apna loss kam karna chahty ha to market analysis k sat sat humain apni analysis bi karna hogi k hum na kon kon si ghalti kis stage pa ki ha our un ghaltion sa humain kitna loss bardasht karna para agar hum es analysis ma kamyab ho jaty ha to yaqenan hum apna loss kam karny ma bi kamyab ho jayengy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss k wajohat

    G bilkul thk bat ki ap ne me ap se itefaq krta hn agr hm apni ghaltiyon ko analyze kiye baghair apni trading jari rakhaen ge tu hm loss ka shikar bar bar hn ge hm kbhi bhi kamyab trader ni bn skty
    • #3 Collapse

      Re: Loss k wajohat

      dear forum members loss hony ki kai aik reasons hn but in main most important hn greed juldbazi experience ka na hona tukky lagana
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Re: Loss k wajohat

        loss ki wajhuhat ap nay thek byaan ki hain forex main aik tu seekh kar kam kerna chheay aur dosra iss main hmain jald bazi say kam nahi laina chheay forex ko saber say kerny say he ap ko is main kamyabi milti hai otherwise ap ko chort cut k chaker main perny say loss bhe ho sakta hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Loss k wajohat

          main app ki bat say agreed hon losses kay boht sari reasons hain , ju kay apni skills ku improve ker kay , apnay knowledge ku increas ker kay kum kiya ja sakta hain , khud ka ager self control ho jay tu wo acha trader ban sakta hain lalch say bachay , jaldbazi nay kray, tension free ho kay trade lagain, kiyu kay forex main jitna aik fresh mind kay sath kam kiya jay utna hi acha hota hain

          اب آن لائن

          Working...
          X