Money sey ziada mind zaroori hota hy. Agar aap key pas investment zaida hy lekan mind achi planning nahi kar raha to aap sub loss kar jao gey lekan agar aap key pas investment kam lekan mind achi planning kar raha hy to aap investment ko kafi ziada barha lo gey. Woh traders jo mind sey business kartey hain woh kamyab rehtay hain. Money aik additional business hy, agar aap key pas ho to aap is sey double benefit ley saktey hain. Hamain paisey aur mind donon ki qadar karni chaheye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим